Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?
    Aagar ye question ham apny app se pochy to hamy es ka jawab mil jaye ga key kia bahot zeyda posting karny ka koi faida ho sakta hay? mery khayal me es ka koi faida nahi ham ne jetna be bonus hasil kia hay har month bahot kam bonus bahot zeyda posting karny ki waja se hasil kia hay es ki waja ye hay key bahot zeyda posting karny par app ko thanks be bahot kam mil jaty hey, es se hamari posting rating low ho jati hay aur bonus me kami ajati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

    Is company ka Kuchh pata nahin hai kabhi kbar ka posting per Zyada bonus De deti hai aur Kabhi Zyada posting per kam bonus
    • #3 Collapse

      Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

      YeS BuhT Ziada PoSTiNg KaRNe Ka Faida HaIn ForEx TrAdDINg Main DaiLy PosTInG KaRna ChaHye Aur Is Mian Ache PosTing Se Hi BonuS Mil Sakta Hain Ham IS MAin ACHA Bonus MIl Sakta hain Ham Ko Is Min DAily Posting AUr HardworKing KarNa ChHAye To Hi HaM Aca BoNus HasIl Kar SAktE Hain si LIye APne Posing KO Daily KarnA ChhAye
      Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
      :1f4af:
      • #4 Collapse

        Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

        AOA Dear members! je forex tradinh k kuch rules hn jin ko follow krna parta hy is main jitni ziada posting kraen gy bonus b utna ziada mily ga .Ager km posting klraen gy to hamara bonus b km mily ga .forex m hm 50 sy ziada posting nh kr skty .
        • #5 Collapse

          Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

          posting karny mai he faida hain is sy hamary knolwedge mai azafa hota hain or hum trading karny ky liye expert ban jaty hain forex mai posting karny sy hamy acha bonus be hasial hota hain or hum bonus per kam kar ky pasia kama sakty hain forex ak bahtren business hain is mai hamy rozana ke 50 posts zaror karne chahey
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

            Gee bhai bilkul ziada posting krny sy bonus mil jae ga lkn apko chahye k posting to ziada krty ho wo posts attractive bhi honi chahyen or quality wise bhi achi honi chahen tb ja k hi faida hoga hmen. Isi trah ziada posts krny sy hmen thanks milen gy jis sy hmen bonus milay ga jo ye bonus hoga wo hmare liye faida man hoga is sy trade lgaen gy or profit gain karen gy.
            • #7 Collapse

              Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

              my dear friend bahut ziada posting karny ka fiada hy ager ham is mn quality waly posting istamal karien to ager ham is mn apny traf sy jawab dien aur topic ky motabiq jawab na dien to pher is mn hamien bahut ziada mehnat aur postien karny ka koi bhi fiada nhe hy kun ky hamien is mn bonus kam milta hy
              • #8 Collapse

                Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                G HAN bahu ziada posting kerne ka bahut faida hai mager os waqt zida posts kerne k faida hoga jab hum achi quality ki posts kren ge.achi quality ka ziada bonus milta hai ager hum ko achi qulity ki ppst kerene hain tu humk ko knowladge ki zaroorat hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                  Hr company k kuch na kuch rules hote Hain Jin p unk members ko fallow krna prta Hy es hisab se forex k b kuch rule Hain Forex me jitni limet hmko Dy Hy hmeko bhe chahye k hm us limited to posted kren zeyada no krni chahye agr hm mehnat bhe kren zeyada posten kren limit krass KR jaen to hmari mehnat fazool jae Hy es lye hm ko limit me rehte hoe Jo forex k rule k mutabiq posten Hain hmko wo krni chahye es se zeyada na kren km posten kren par mehnat r Dil lga KR kren t k hm ko accha bonus haasil ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                    My dear friends forex business main hum sirf forex ki limit k mutabiq 50 posts aur 4 threads create kar sakty hain is say ziada posts aur threads hum create nahi kar sakty jo members daily apni posts aur threads ki limit ko poora karty hain woh monthly acha bonus hasil kar sakty hain laikin posts ki quantity k sath asath posts ki quality bhi achi honi chahiay
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                      aam forex mai 50 sy ziada too post nhi kr skty and 4 thread k ilwa kuch nhi kr skty forex k online job k bhi kuch asool hain achi post py acha bouns a skta hy iss liy 50 too lazmi krni chaiy km ho bhi jay too no problm
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                        Kia bhot ziyda posting kar ny ka koi faida hai g han faida to hai jantni ziydi posting kar gy untni ziyda bones aay ga is liy posting ki limat rozana ki pore kar nhi chahey rozana ki 50 post pore kar ny sy humara bones acha aa sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                          Jisko Ham MP pipe ya niche metatrader 5 Kahate Hain yah Kabhi acche wala platform Hai Ham Log Yahan Par isliye working kar sakte hain isliye market Mein investment Karke long time ke liye earning kar sakte hain planning ke sath sath sab log yah Kahate Hain ki agar Ham market Mein Apne current balance Se Jyada withdrawal Lenge To Hamara account disable ho sakta hai ine Logon Ke Liye Main yah Kahta hun
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                            yes zyada posting se zyda fiada hot hain knowledge increased ho jata hain aur ham ko is main apne posting main mehnat se hi kamyabi mil skata hain aor ham ko is mein daily posting karna hoga aor ham ko is mein mehnat bhi karna chahye is mein ham ko hard working karnma hog ais mein ham kamyab ho skate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                              Aagar ye question ham apny app se pochy to hamy es ka jawab mil jaye ga key kia bahot zeyda posting karny ka koi faida ho sakta hay? mery khayal me es ka koi faida nahi ham ne jetna be bonus hasil kia hay har month bahot kam bonus bahot zeyda posting karny ki waja se hasil kia hay es ki waja ye hay key bahot zeyda posting karny par app ko thanks be bahot kam mil jaty hey, es se hamari posting rating low ho jati hay aur bonus me kami ajati hay.
                              Forum per member bahut jyada posting kar rahe hain vah yah soch rahe hain Ki Kisi bhi Tarah Ki post Karen yahan se bonus banaa Lenge lekin Aisa Kar Pana Aasan Nahin Hai Jaisi post aur thread Hain bonus to Achcha Nahin Aane Wala

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X