Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?
    Forex mein profit hasil krne k liye market ko analyze krna bohat zarori hai.ye jb tak nahin kren gay apko pta kese chale ga k market up hai ya down tb hi ap profit hasil kr saktay hain pahle hamesha market ko analyze kren tbi ap kamyab hon gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

    dear g han ap ki bat correct hay ham ko chye agar ham profit ko gain karna chatay hein to apnay senior say more say more ilm ko gain kaertay rahna chye is time tk jis time tk ham tradeing k baray main mukamal ilm ko gain nahi ker saktay hein dear ham ko chye is k lye ham ko profit ki ess aur ilm ko more say more gain karnay k baray main mind main habit ko set ker lena chye .
    • #3 Collapse

      Re: Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

      G han hmean chye ke hm is business mein mhnt kerin or kamyabi hasil kerin is ly jo member market ko analysis ker ke trading kerty hain wo hameshan kamyab trader khalaty hain is ly hmean chye ke business mein mhnt kerin or kamyabi hasil kerin
      • #4 Collapse

        Re: Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

        Agar aap acchi trading karna chahte ho to aapko chahie kya aap trade open karne se pahle market ko acchi Tarah Se allies Karo Kyunki analyse karne se hi aapko market ki situation Ka Pata Chalta Hai aur aap FIR acchi Tarah Se trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte ho to aapko chahie ki aap acchi Tarah Se analysis karo
        • #5 Collapse

          Re: Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

          Forex per kam karte waqt Hamen Achcha profit Hasil karne ke liye market ko analyse karna bahut zyada zaruri hai agar Ham market ko analyse Kar Ke trade Lagate Hain To obviously Hamen profit hi hoga
          • #6 Collapse

            Re: Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

            Dear friend analysis Karenge to hi market ki movement ko samajhkar acche trend Mein trade Laga Sakenge profit nikal Sakenge. .
            • #7 Collapse

              Re: Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

              Asslam o alaikum dear forex member apnay sahee kaha hay kay Agar Hamen proper Chahte Hain To Hamen uske liye bahut hi analysis Karke trade ko open karna hoga aur Hamesha lot size kam rakhkar trading Karni Hogi lot size kam hoga to Hamara account se Hoga aur Hamen thoda profit Milta Rahega inheritance bahut matter karta hai
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

                Profit Hasil karne ke liye market ko analyse karna bahut hi Zaruri hota hai agar market ko analyse kar liya Jaaye to nuksan ke chances kam Hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

                  Begar analysis krney key ap market mai profit earn nahi kr sakty ho. Aur na he ap success full trader ban sakty ho. Es lye jab bhe ap ney trade open krna hai tou phely ap ney market ko analysis krna hai es key bad ap ney trade open krna hai tou ap ko profit ho gy.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit hasil karnay k liye analyze karna kitna zarori hai ?

                    YeS PrOfiT HaSil KaRne Ke Liye AnalySis KaRna ZaRoorI hoTa HaIn Forex TradinG MaiN Ham Jab MakeT Ko Achi Tarah ANalysiS KarTe Hain To Ham Is Main Se Kafi AChA ProFit Kama Jate Hain Isi Liye HamEn CHahYe Ke Ham Is MAin Care fUll Ho Kr Chart Ko AChi Tarah ANalysiS Karen auR MarKet Ko ANalysiS KarNa BuhUt ZAroori Hote Hai
                    Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                    :1f4af:

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X