Menat ki azmat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Menat ki azmat
    Dear friend you good morning ap SB thk ho gy yeh khena chata ho k jo bhi km kro ya business kro life me menat sy krna chiya q k menat me azmat hy is liya forex business me ziyda sy ziyda menat krni chiya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Menat ki azmat

    Dear ye to ap ki mehnat par depend karta hai k ap ais market mai kitni mehnat karty hai kun k ais market mai agar ap zayda mehnat karty hai aro ais mai kaam sekh k karty hai to ap ko ais mai zayda profit ho jata hai kun k ais market mai ap ne agar profit lena hai to ap ko ais mai khud analysis karny ho gy aus k baad ap ko ais mai profit ho ga zayda.
    • #3 Collapse

      Re: Menat ki azmat

      Dear ,my friend ager ap ko kamyabhi gain karni hya to iss kay liya ap kio zada say zada mahnat karni chya iss say ap achi earnning kar saktya hya iss liya ap ko chya kay iss may mahnat karya is say ap ko kamyabhi mil sakti hya.
      • #4 Collapse

        Re: Menat ki azmat

        yes mehnat min hi azmat hain jab ham is main mehnat karte hain to acaha profti kama lete hain kamyab ho skate hoan aor is mein apko ihtyat se kam karna chhhaye is mein earn kar sakte hain aur is mein ham ko mehnat bhi karna hoga is mein ham kamyb ho sakte hein aur is mein daily posting karna chhaye
        • #5 Collapse

          Re: Menat ki azmat

          g han mahnat ki azmat mahnat may bohat azmat ha mahnat karnay ka bohat maza ata ha aur jab mahnat ka sila milta ha tou dil ko sakon milta ha is liye har kaam mahnat se hi karen forex trading may bhi kamyabi ka raaz mahnat hi aur ap mahnat se is per bonus bhi hasil karen gay
          • #6 Collapse

            Re: Menat ki azmat

            g han asa he hain mahnet mai azamt hain hmy forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasai kama saky gy forex aik acha buisness hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy is mai acha or mayre kam karna ho ga forex aik amm busines ke nisbat acha or legal buisness hain
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: Menat ki azmat

              mhnt main hi azmat bi hai aur barket bi hai so hamain is forex main kisi bi waqt trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi knwoldge ho ga tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur har koi si main kam k ar k boht hi acha bonus hasil kar skaty hain tab hamain faida ho saky ga it is best job for all
              • #8 Collapse

                Re: Menat ki azmat

                dosto ap sab janty han ka mehnat main azmat ha kamyabi ha. yahan kun ka bat ho rai trading ki to jo log mehnat karty han woh kamyab b ho jaty han.phr woh sakoon sa baith ka apna kam karty han or earning karty han .ab new trader ka lye ye zarori ha ko woh trading karty hovy in bato ka khayal rakhentaky woh b kamyab ho sagen.trading start karny sa phely trading ko achi tarah samjh or parh len.us ka bad e trading shuru karen taky kamyab ho sagen thanks.
                • #9 Collapse

                  Re: Menat ki azmat

                  Tmam Bhai jan log janty hain k mehnat main vakei azmat h mehnat k baghair ham kuch nahe hasil karskty agar ham mehnat se ghar bhety trading karain tu hamain faida hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Menat ki azmat

                    mhnt karein gay tab hi hum suss ho sakty hain aur hamain market main bi is k bary main learning karni ho gi ta k earning karein gay aur hamain demo main practice karein gayy tab hi hum real main bi real main bi perfrom karein gay aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main learn kr sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X