Kia hum pora month trading Kar saktay hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia hum pora month trading Kar saktay hai
    Forex main hum Trade kab tak Kar saktay hai or kab nahi Kar saktay or time hum kray gay tu hum ko zayida faida ho ga kis time kray tu faida nahi hota achi trade karna ka kon sa acha time hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia hum pora month trading Kar saktay hai

    Yes dear hum ais market mai pora month kaam karna chaye to kar sakty hai ais market mai ap pe depend karta hai k ap ais mai kitna kaam karty hai aor ais mai kitna profit banaty hai agar ap ais forum par kaam kar k bonus lety hai to aus par ap ko jab trade karni ho ais market mai lagani ho laga sakty hai ais par ap ko koi trade mil jaye to ap trade kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Kia hum pora month trading Kar saktay hai

      Dear my friend hum ager day bay day treading kar rahya hya to iss say hum ko achi earning kar sakktya hya iss liya hum ko iss may zada say zada m,ahnat karni chya iss may hum pora month iss per treading kar saktya hya.
      • #4 Collapse

        Re: Kia hum pora month trading Kar saktay hai

        han ji long trm or short trm two option hoty hain hamry pass long trm main hamy kabhe kam profit hota hai or loss k chane kfi kam hoty hain short trm main ham ko aik bara profit or aik bara loss bhe ho skta hai es klia hamy long trm ko tarjhee deni chhahe hai
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: Kia hum pora month trading Kar saktay hai

          G Han.forex main hum pura month trading kar k kamyabi hasil kar saktw hajb or profit earn kar k success hasil kar sakte hain isliye hamesha koshsih karen k apna kam sy kam loss karen taa k apka account brabee rahy or aap pyra month trading kar k profit earn karte rahen taa k ap ziada sy ziada kamyab rahen.
          • #6 Collapse

            Re: Kia hum pora month trading Kar saktay hai

            G Bilkul hum forex me pura month trading kr saktay hain.Saturday Sunday off hota baqi hum full time trading kr saktay hain or zyada se zyada profit gain kr saktay hain or mehnat kar k kamyab ho saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Kia hum pora month trading Kar saktay hai

              Is forx main hamain planing kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain market main jab bi trade karni hoti hai is k bary main sucess hon gay aur hamain market main information achi ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main analsye kar k hi hum loss say bach sakty hain aur is say faida ho saky ga it is best job for all
              • #8 Collapse

                Re: Kia hum pora month trading Kar saktay hai

                forex aik acha business hain hum ismai live trading kar sakt hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasia kaam saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala acha busienss hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Kia hum pora month trading Kar saktay hai

                  hum trading kar ky ache earning gain kaer sakty hain forex aik adcha business hain hum is mai part time be kam kark sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain hum is mai pura month trading kar saity hain hum 24 ganty mai sy kese be wakt aki tiem table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X