Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai
    Assalam o alikum dear members main ap sb sy ye khna chahti hon k agr ap forex trading main kamyabi chahty hain to apny opr aur apny Allah pr yakin rkh kr kaam start krn tb he ap achy trader bn k achi earning kr skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

    AOA! dear friends kasy han ap log ji hn main sister ki bat se agree kerta hon k trading kerty hoay pory tore pe apny ap pe bharosa confident ho k trading kerni chahaiy jis se humain apni trade main profit ho sakta ha.
    • #3 Collapse

      Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

      g belkul jab hum tarding pory yaqeen ky sath karen gy to hamne achi kamytbi hasil ho sakto hy ,hamen chaia kjeh hum forex men markeet ky sath zeada sy zerada toch rahen markeet ko zeada sy zeada analysa kren market ke movemint ko samjhny ke koshesh karen jitna achy sy market ko samhen gy hum utna he achi trading kar aken gyg
      • #4 Collapse

        Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

        Aksar hamain yaqeen hota hai ky ham jo trade open ker rehy hain tou market bhi isi direction main move kery gi aur hamain trade main acha profit hasil ho jaey ga lekin aksar hi aesa nehi hota hamara yaqeen phir forex sy uth jata hai ky forex market hamesha dhoka deti hai hamain sirf stretigies per amal kerny sy hi forex main kamyabi hasil ho sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

          G han ager hm trading knowledge or experience ke sath kerin to hmean acha profit hasil Ker sakty hain hmean chye ke hm achi or ala quality ke trading kerin kr profit hasil kerin jo hamri mhnt ka sela ho ta hy
          • #6 Collapse

            Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

            G dear friend ap nay bilkul thk bat ki hay k forex buisines men men ya kisi bhe buisines men ya kisi bhe jaga par chahy koe bhe department ho to hamen chahiay k khodaitmadi aur itmeenaan bht bari chiz hy. Jb ham full confidence k sath kam karty han to to ik to hamara kam acha ho jata hy jb kam acha ho jata hy to kamyabiyan hamary qadam choomti han.
            • #7 Collapse

              Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

              Aoa all members bat to teek ha khuda un ki madad krta ha jo apni madad ap krty hain jitna ziada khuda py tawakl say kam karain faida utna ho ga . Or wasy bhi jo kam yakeen say kia jay wo hta ha. Forex main mhnat ki zarorat ha jb km mahnat or yakeen say ho to kamyabi milti ha.
              • #8 Collapse

                Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

                ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy is main mehnat or pori tawjo sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

                  hamy expert ho kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main usa or china jesy bary bary mumalik samil hain or yai pakistan main aik legal business hain is main hamara koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

                    forex aik acha business hain hum is mai live chat kr sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai agar sucess gain karna chatey hain to hamy ache learning gain karne ho ge hamy aik time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kaama saky gy forex kabe be band na hony wala acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

                      hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy hum is mai 24 gnty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learnng ky kam kary gy to hamy loss h ga hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hm is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy lossho ga is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidaperveen پيغام ديکھيے
                        Assalam o alikum dear members main ap sb sy ye khna chahti hon k agr ap forex trading main kamyabi chahty hain to apny opr aur apny Allah pr yakin rkh kr kaam start krn tb he ap achy trader bn k achi earning kr skty hain
                        Hamen trading pure planning for analysis ke sath Karni chahie aur per Apne plan aur analyses per trust bhi Hona chahie aur Hamen confident hokar kam karna chahie Agar Ham confident hokar Kam Nahin Karenge To Hamara kam Achcha Nahin Hoga apni abilities aur apni trading ke learning aur analyses per Agar trust hoga to acchi trading kar Sakenge
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading agr yakin k sath ki jae to kamyabi mumkin hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidaperveen پيغام ديکھيے
                          Assalam o alikum dear members main ap sb sy ye khna chahti hon k agr ap forex trading main kamyabi chahty hain to apny opr aur apny Allah pr yakin rkh kr kaam start krn tb he ap achy trader bn k achi earning kr skty hain
                          Acchi trading karne ke liye aapka confidence bahut jyada matter karta hai agar aapko Apne knowledge experience par confidence hoga to aap Achcha kam Jarur kar Sakoge lekin aap ke andar confidence tabhi aaega Jab aap consistency ke sath profit banaoge aur consistency ke sath profit banana Kafi Jyada hard working ka kam hai lekin impossible Nahin Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X