Umeed per hi dunya Abad hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Umeed per hi dunya Abad hy
    aj 8 date hy humain umeed hy k humara bonus acha aae ga ager ap kamyabi k sath posting krte rahe hain to phir achi umeed bhi rakhni chahe k bonus bhi acha mele . ager ap ne kam hi nehn kya to ap umeed hi achi na rakhain k bonus acha mele ga. ap jitna mehnat krain ge utna hi reward mele ga. thnanks for response.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Umeed per hi dunya Abad hy

    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han bhai ap ny theek kaha hy hmain chahiay kh ager hmain loss ho jay to hmain mayyos nh hona chahiay bulkh hmain mazeed mehnat kerni chahiay ta kh hum kamyab hon q kh bhai umeed py dunya qain hy.
    • #3 Collapse

      Re: Umeed per hi dunya Abad hy

      Han ham ko Pakistan forex main kabhi bhi himat nahi karni chahiye ham ko umeed rikhni chahiye ham ko chahiye k ham Allah per umeed rakhin our ham ko Pakistan forex forum main Kamyabi zarore hasil ho ge is leay ham ko chahiye k umeed na chororin.
      • #4 Collapse

        Re: Umeed per hi dunya Abad hy

        Asslam o Alaikum g han janab asa hi hy forex aik kamyab business hy jas pay ap jatna zyda mahant kry gay ap ko kamyabii mily gie har kam ko ap mahant k sth kry bki sub kuch Allah pay chor day us ka phal Allah ap ko zurar day ga umeed pay dunia qaim hy ap ko srf or srf mahnat krna chye.
        • #5 Collapse

          Re: Umeed per hi dunya Abad hy

          Assalamu alaikum janab aapane bilkul hi theek kaha hai duniya mein main koi bhi kaam mushkil nahin hai aur ummid bhi bahut great chij hai isliye hamesha ummid ko samne rakhte hue kam Karen aur rojana ki limit ko pura Karen tab aap kamyab honge isliye ummid per hi sare ko munh ko HAL Kiya ja sakta hai,
          • #6 Collapse

            Re: Umeed per hi dunya Abad hy

            bhai umeend par dunya kaam hai abad nahi aor main ap se ye kaho ga ke agar ham sirf umeend hi rakhe ge tu ham kisi bhi jagaha main kamyab nahi hon ge as liy mehnat bhi karna ho ga kamyabi k lie
            • #7 Collapse

              Re: Umeed per hi dunya Abad hy

              aslam o alikam g han bhai ap na sahi keha ke umeed per hi duya hi aqaim ha ap kio bi kam kerte han tu ap ko us kam kaybi kelye umeed rakhni chaye kion ke kio bi kam teb hin kamyab huta ha jeb ap achi umeed rekhte han hum ko her kam ma purumeed rehna chaye
              • #8 Collapse

                Re: Umeed per hi dunya Abad hy

                jab hum ache ummed rahk ky mahnet sy kam kary gy to hamy kmayabe zaror mil jy ge forex aik online buisness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Umeed per hi dunya Abad hy

                  Yes umeed se he kuch KR skte Hain agr umeed he nahi ho gi to aage kese brhen ge phir to bohot mushkil ho jata hai kuch krna kuch tb to he KR pate Hain jub tk koi umeed Baki ho I think
                  • #10 Collapse

                    Re: Umeed per hi dunya Abad hy

                    hello sir bilkul sahi kha apny insan ko mehnt krni chahehy r result ALLAH py chor dena chahehy r achy result ki umeed rakhni chahehy q k ALLAH sb ko unki mehnt ka pura bdla deta ha r kisi b insan k sath na insafi ni krta isi leay sb mehnt kren r result ki tension chor den
                    • #11 Collapse

                      Re: Umeed per hi dunya Abad hy

                      Assalamu Alaikum dear ap ny ak acha sawal kia ha k umeed pr dunia kaym ha hamy chaiy k sirf mehnet kry bqi sab Allah pr chor de All hamy kamyabi zaror de ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Umeed per hi dunya Abad hy

                        Brother aesy hi baat hai keh yeh dunia umeed pe qaim hai kyun keh is dunia mein log bohat si arzoo le kar atay hain or kch umeed lgatay hain keh hum yeh krain gay lekin agar hum dunia mein kamyab hona hai tu aik achi umeed se kaam start krain forex pe Allah inshAllah kmyabi naseeb farmaein gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Umeed per hi dunya Abad hy

                          daikhain dear jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k kam hm koi bhi krain to hm us py dil sy kam krain aur sath sath hm jo bhi kam krain us k liye umeed honi chahye k hmary liye acha hi hoga jb hm iss trhn sochain gy to na sirf hmara mind sakoon mein hoga bl k hm khud jo bhi kamhoga usko barri hi asaani sy kr paain gy q k hm loog pursakon hon gy apny kam k baary mein aur jb hm pur uneed hon gy t phr results bhi achy hi aain gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Umeed per hi dunya Abad hy

                            g ha g umeed par hi donia qaim hain ham agr achi umeed kary gay to ham achy trader ban sakty hain agr ham achi umeed k sath kam karty rhy gay our acha kam kary gay to ham kamiyb ho gay umeed pay hi donia qaim hain jitni achi soch ho gi hmri otna hi acha bonus mily ga our ham achi earning bh hasil kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Umeed per hi dunya Abad hy

                              Aslamoalaikum dear apki baat theak ha ka doniya umeed pa hi qaim ha doniya is umeed pa work krti ha ka zaror qamyabi ek na ek din mily gi to ziayda sa ziayda mahnt krain learning krain demo pa prectice krain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X