Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.
    salaam dear members, Forex trading main jab ap chart open karty ho tu apko kuch cheazin lazmi dakhni hoti hai entry lane se pahly. sab se pahly ap chart per technical analysis karty hai k market kahan per hai usk baad ap fundamental analysis karty hain k market main kis pair per kon se news kis time per hai. ye 2no analysis k baad ap ko ager kise pair per bilkul sahi entry mill rahi hai to trade open karo nahi to wait karo. chart open karty hi trade open na kia karo.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

    Assalamu alaikum janab aapane bilkul theek kaha hai forex mein trading karne se pahle are things ko soch samajh Kar use Karen trading hamesha soch samajhkar Karen tab aap pasand se bachenge aur senior member se poochh Kar trading Karen tab aap kamyab honge,
    • #3 Collapse

      Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

      Trade lgany k lye sab se pehly hum chart analysis krna prta hai . chart ko dekhna prta hai . trend find krna hota hia. us ky bad support and resistance level find krna hoty hain. mukamal chart analysis ky bad hi hum trade open kr skty hain if we want green pips profit.
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #4 Collapse

        Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

        Brother is mein trade open karne se pehle zaroori hota hai keh market ka tachnical anakysis krain or ohir fundamental analysis krain or phir tachnical analysis krain or phir isk resisrance point cnfrm krain or peak point select krain or phir trade ko open krain
        • #5 Collapse

          Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

          forex aik trusted business hain hamy market ko achy sy samaj kar ky up or down ko dekh kar is main stop loss ko use kar ky trade lagnai chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

            forex aik legal business han hum is mai trade place kar ky acha bonus kama sakty hain hamy ache learning gan kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kara sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

              is forex main hamain pahly learning karni ho gi tab hi hum run kar skaty hain aur hamain markt main bi trader baany k liye learning karni ho gi aur har jeet tou hoti hi rhti hai is main hamain sab say pahly market main anlsye karna ho ga phar hi hum trade lga k markt main acha perform karny k kabil ho sakty hain ta k loss km ho skaty hain it si best job for all
              • #8 Collapse

                Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

                hamain trade lgany say pahly is k bary main learning kar k hi hum s ucss ho sakty haina ur hamain market ko analyse kar k hi hum achy say perform kar skaty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss ho skaty haina ur hamain market main bi information hasil karni ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

                  hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar is ky rules ko follow kar fresh mind ky sath is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus earn kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main din main yai raat main kam kar ky achi earning hasil kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

                    g han sahe kaha apny market ko analysiz karna zarore hain pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain yai kabe be band na hony waloa business hain hamy soch samj kar tradde lagane ho ge pher he hum pasia kma skay gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade lagane se pahly kia dakhna zroori hai.

                      trade lagane se pehly g dear trade lagane se pehly humein market mein is pair per his per hum trade laga rahy hon usko support or resistance level ko sekhna chaiye kyun k support or resistance level se humein is pair ki knowledge milti hai humein is pair ki pehly pori reading karni chaiye kyun k jab hum is ki reading kar lete Hain aur humein is bare mein Pata chal jata is ki support or resistance level ka humein is ki knowledge milti hai is se humein yeh Pata chalta hai up or down ka Pata chal jata hai humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye forex mein humein zaida se zaida mehnat karni chaiye is mein hum agar mehnat karte Hain toh humein is se zaida faida hota hai aur forex se humein is k sab pair ki reading karna buhat zaroori hai kyun k is se humein har trhan ki knowledge milti hai aur is se humein faida hota hai humein forex mein news ko zaroor follow karna chaiye is se humara buhat zaida faida hota hai aur is se hum forex market ko win kar sakty Hain humeinn trading mein humesha zaida se zaida mehnat karni chaiye is mein hum mehnat karni chaiye is se humein zaida faida hota hai aur forex mein humein zaida se zaida market ki knowledge Lena buhat zaroori hai is mein hum is ko follow karne se humein zaida faida hota hai aur is waja se hum is mein kamyab hoty Hain humein is mein zaida se zaida analysis karna chaiye is mein hum jitna zaida analysis karenge humein is se utna zaida faida hota hai aur humein is se profit bhi mil sakta hai trading mein humesha hum mehnat ki waja se hi kamyab hoty Hain humein trading mein zaida se zaida mehnat karni chaiye is mein agar zaida mehnat mehnat karenge toh humein market ki knowledge milti hai jis se hum is mein trading karte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X