Short curriencies sell in forex market??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short curriencies sell in forex market??
    Asslam U Alikum dear members umeed h ap sb log khariyat s hon g muje ap sb s y pochna tha k hm log forex market m short curriencies ko kase sell kr shkte hn or is k profit dosre curriency pairs jtna hota h y is s kam zyda plz members is ko yhn explain kr dn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short curriencies sell in forex market??

    dear aap apni baat ki wazahat kren apki baat ki bilkul samjh nahi aai short curremcies sell kya mtlab hota hy mery khayal me tamam currencies aik hi trha sell ki jaata hy chahy wo short hot ya long me forex trading me sab k procedure aik hi hota hy
    • #3 Collapse

      Re: Short curriencies sell in forex market??

      Dear mujhy apki baat samjh nahi ai short currencies konsi hoti hein mery khayal mein aap ne commodities ki baat ki hai un mein trading krna newbie k liye boht dangerous hai kionkeh unki market fast move krti hai profit aur loss dono fast hoty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Short curriencies sell in forex market??

        Jab dollar index rise hota hai tou currencies main down movement hoti hai aur ab kal sy dollar index up jana shoru hai tou currencies main down movement chal rehi hai tou jab tak dollar index rise kerta rehy ga currencies main down move chalti rehy gi lekin dollar index kabhi bhi down ja sakta hai tou currencies main phir price increase hogi
        • #5 Collapse

          Re: Short curriencies sell in forex market??

          walikum salam and am also fine dear members jo ciuenves ham forex mein cell kerty hein hamin unka bhi utna hi prfit milta hy jtna hamin other cioutres ka buy kerny sey milta hy mery khyal mein to kabhoi kabhi zeada bhi mil jata hy its my experice but isk baary mein mein yakeen sey nahee khe sakyta ye sab markeet per depend kerta hy ager markeet ghlat move hogai to hamin loss hoga lekin jo trade buy ki jati hy wo dobaara sahee movement py a jati hy senors isk baaey mein more informatoin share krein ,,,,
          • #6 Collapse

            Re: Short curriencies sell in forex market??

            Mer pyary apka swal he ulta hy ,currency kbhe short ya long nh hte balkah uske amount small ya long ho sakte hy r agr ap small amount mn investment kerty hn to apko ak a6a gain mily ga r agr ap alot investment k bary mn sochhty hn to es mn risk ziada hy r apko loss k chance ziada hn r profit k bhot kam .eslye muhtat treqy sy invest kren .
            • #7 Collapse

              Re: Short curriencies sell in forex market??

              wailakum assalam . dear hum same usi tra short currency par trading kr skty hain jis tra hum baki currency par trading krty hain. zada risk waly pair me hum zada margen ki zaroorat hoti hai .
              First LEARN Then You Can Remove The "L"
              • #8 Collapse

                Re: Short curriencies sell in forex market??

                forex mai hum currecny mai kam kar ky dollars ma bonus gain kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Short curriencies sell in forex market??

                  forex aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham is main currency par trading karty hain or hamy is ka bonus milta hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Short curriencies sell in forex market??

                    Forex trading main ap currency ko sell aur buy kar saktain hain ager ap ek currency ko sell karty hai tu us k sath wali currency buy ho jati hai is tara jab first currency sell main jaya gyi to 2nd buy main jaya gyi jis se apko profit ho ga aur ager market ap k againts jati hai first buy main jati aur 2nd sell main to apko loss ho ga is lia hmesha koi be currency sell ya buy karne se pahly market ko ache se analysis kar lana chahia.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X