knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?
    Assalam o Allaikum Forex member, hope all of you are doing well...
    Forex mein knowledge hasil karne k kon kon se faide hain aur in faidon se trading ka liya talquk hai aur is mein earning aur knowledge ka relation kiya hai knowledge k bina yahan trading mein earning nae ho sakti trading k liye knowledge hona zaroori hai ??? is bare mein sab apni raai dein ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

    dear ager ap forex ka knowledge hasil kren gay to ap forex men achi trading ker sakty hain.is liiye hamen chye k ham achi trading kernay kaily zroor mhnat kren aor jitna ho sakky forex men mhnat ker k forex trading ko seehken to ham forex men kamayb ho sakty hain.is liiye hamen chye k ham forex trading ko seehken aor is saY ACHIearning kren jitna ham forex men nmhnat kren gay to ham utna he forex men kamayb ho sakty hain.is liiye hamen chye k ham mhnat kren knowledge hasil kren to hamen is ka bhot acha faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

      Knowledge Hasil karne ke bahut jyada fayde Hain sabse bada fayda yah hai hi ki insan Forex mein malish ki vajah se a expert trader ban jata hai aur vah apne maksad mein kamyabi Hasil kar leta hai agar knowledge Na ho To fir Forex mein nakam ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

        Assalamualaikum me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge.. mery bhi forex ka knowledge hasil krny k hamesha faiday hi hoty kbhi nuksan to nhi hua wo sirf forex ka hi nhi balke koi bhi knowledge ho usk hasil karny se kbhi nuksan nhi hua..is lia jab hamary pass forex ka knowledge ho ga to ham achi se achi trading kr sakain ge
        • #5 Collapse

          Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

          Knowledge hasil kry k bohat faiday hain aur knowledge jis k pas jitnaa achaa hoga uska profit bhi utnaa he achaa hoga lekin jo log knowledge hasil nai krty aur forex main kaam krny ka soch rhy un k liye ek advice hai k woh seekhay binaa shuru naa kry
          • #6 Collapse

            Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: HiraAli پيغام ديکھيے
            Assalam o Allaikum Forex member, hope all of you are doing well...
            Forex mein knowledge hasil karne k kon kon se faide hain aur in faidon se trading ka liya talquk hai aur is mein earning aur knowledge ka relation kiya hai knowledge k bina yahan trading mein earning nae ho sakti trading k liye knowledge hona zaroori hai ??? is bare mein sab apni raai dein ?
            Market ka knowledge Hasil karne se aapko market ke bare mein Pata Chalta Hai aapko yah Pata Chalta Hai ki aapki trading Kis Tarah achi Hogi aur Kis Tarah aap success Hasil Karenge
            • #7 Collapse

              Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

              Knowledge hasil karkai iss market ko trade karna buhut fayda dai sakta Hain ham ISS Mai acha profit Kama saktay Hain agar ham ISS ko sahe tariqay say seekai aur achai day iss ko trade karai agar ham issko seekai bagair trade karaingay to hamai loss hoga.
              • #8 Collapse

                Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

                G bilkul es field men kam kerny klye zrruri hy keh apko learning honi chahye r apka knowledge bh ho tahkeh apko koi masla na ho ,estarh ap es field men expert hongy r apka bonus bh increase hoga r aka trrading skills bh imorove hongy .
                • #9 Collapse

                  Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

                  hello dear member knowledge hasil krny sy apko analysis krna a jaty hen r apko rules ka pta chl jata ha un analysis k zarye ap achi trade leny k kabil bn jaty hen r rules ko follow krty howy ap profit hasil krty hen r loss sy bchty hen agr knowledge r rules ka pta na ho to loss he hota ha just
                  • #10 Collapse

                    Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

                    AOA dear members jesy ap Achi tarha sy jantye Hain KY knowledge KY bina ap koi bhi business ya kam na Kar saktye or na hi Acha future bna saktye Hain .es liye hamye chahiye zada sy learn kary. Knowledge lain . knowledge KY sath kam kary or aik kamyab tredar BN Jain.thankxx
                    • #11 Collapse

                      Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

                      g han knowledge hasil karny kay bohat faiday han agar ap ik bar acha knowledge hasil kar len tou ap phir kamyab ho sakty han knowledge hasil karna muskil ha lakin agar ap ke pass ha tou ap forex or har field may kamyab ho sakty han aur profit hasil kar sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

                        ham log forex par jitna zada knowledge wagra hasal karya gaya ham logo ko trading wagra karna ma utni hi asani be hogi ham lgo ko chayia ka ham log forex par zada sa zada mehna wagra karta howa hi kam karya aur ham logo ko chayia ka ham log is ka bara ma knowledge hasal karna ka liya demo account par pratice karya aur sath hi ham logo ko chayia ka ham log is par forum ko be join karya
                        • #13 Collapse

                          Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

                          Brother knowledge hasil karne k bohat bohat se faida hain kyun k knowledge aik aesy chez hai jo kabhi bhi nuqsaan nahin daiti hai or is se hamesha faida hota hai or hum is zindagi mein kabhi bhi nakaam nahin hotay hain ap forex ka knowledge hasil krain or phir daikhain k apki zindagi kaisy change hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

                            yes knowledge hasil karne ke buhut se buhut se faide milte hain knowledge hasil karen to kamyabi mlta hain Hamen chahiye k ham ziada se ziada time den aur ziada se ziada mehnat kren ta k ham pak forum pe acha kaam kr saken aor is mein earning hasil kare k liy knowledge aor experience ka hona buhut zarori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: knowledge hasil karne k faide kon kon se hain ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: HiraAli پيغام ديکھيے
                              Assalam o Allaikum Forex member, hope all of you are doing well...
                              Forex mein knowledge hasil karne k kon kon se faide hain aur in faidon se trading ka liya talquk hai aur is mein earning aur knowledge ka relation kiya hai knowledge k bina yahan trading mein earning nae ho sakti trading k liye knowledge hona zaroori hai ??? is bare mein sab apni raai dein ?
                              ji haan bhai jaan as main knowledge hasil kara chahiy hamen and knowledge kee bohat hi zyada fyde hain aor hamen as main zarory hota haias main knowledge aor experience hail karna tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as maain mihnat kare aor as main success hasil karne ki kuch kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                              PAK ARMY ZINDA ABAD

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X