Loss say dharna nahe chaye
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say dharna nahe chaye
    Dear friends assalamualaikum forex aik aisa buisniss hai jis Mai har kise ko loss hota hai har bandai ko iss Mai loss hota hai aur har kise ke trade loss Mai jatay Hain hamai chaye ke iss Mai loss say na ghabray balkai sahe confidence ke sath issko trade karai aur a hai say iss market ko trade karai complete money management ke sath to ham ISS Mai sahe say trade Kar saakingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say dharna nahe chaye

    Assalam o alaikum friends mn ap ki bat se agree krta hn g han ap ne theek kaha he hmen loss se darna nhe chahye .ye zindgi bri kathan he being muslim because ksi dana such kaha he life is like htorn not a bed of rosis to jo work hm krte hn lazmi nhe k is ka sila hmen goran mil jae aur hr k start mn hmen profit mil jae aisa sometime aisa mumkin nhe ho ta to friends jo kam hm krte hn ager us mn hmen thora ziyada loss ho jae to himmat nhe harni chaye is trah hmen k hm khob mehnat kren aur saber se kam len .
    • #3 Collapse

      Re: Loss say dharna nahe chaye

      Assalam o alikum my dear member g bilkul ap na thak kaha ha k hama liss sa darna ni chatay. Ham sab ko mahnat sa kam karna chaya. Agar ham mahnat sa kam karn ga to hama loss ni ho ga hama loss sa bachana chaya agar ham forex business ma tora sa loss ho gaya. To ham himat ni harni chaya. Balja or himat sa kam lana chaya.
      • #4 Collapse

        Re: Loss say dharna nahe chaye

        Loss tou hota hi rehta hai tou loss sy darna kesa jab ham loss sy darna shoru ker dain gy tou phir ham forex market main trade kesy open kerain gy ky trade tou hamesha start hi loss sy hoti hai tou hamain loss ko recover kerny ky liay stratigies banani chahiay lekin loss sy darna nehi chahiay sath main secure trade kerni chahiay ky bara loss na ho saky
        • #5 Collapse

          Re: Loss say dharna nahe chaye

          Assalamualaikum ji bilkul AP ne sahi kaha hai k agr hamin loss ho Jie to hamain derna nhi chahea q k loss aur profit to zindgi ka hissa hoty Hain aur ye lazmi nhi hai k apko hr dafa profit hi ho loss bhi ho sakta hai is Lia hamian chahea k ham kbhi agr poss ho Jie to hamain ghabrana nhi chahea acha trader hamesha wahi hota hai Jo apni ghaltion se sabak seekta hai aur usi loss ko profit me badal deta hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss say dharna nahe chaye

            g han loss ager ho jata hai to hamen is emn tension nh leni chye ager ham loss men tension len gay to ham apna bussiness agy nh ker saken gay.is liiye hamen chye k ham loss say bachen aor mhnat kren jitna ham loss say naven gay to ham utna he apnay kariobar men expert banen gay.is liiye hamen chye k ham apnay karobar men expertbne to ham zroor is say achi earning ka kabil ho jain gay.aor is k illawa hamen chye k ham apni earning ko bhter bnain aor loss say dar ker ham apna krabor na band kren balk hamen chye k ham apna krober ko bhter kren to ham is men achi achi rozi kma sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Loss say dharna nahe chaye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
              Dear friends assalamualaikum forex aik aisa buisniss hai jis Mai har kise ko loss hota hai har bandai ko iss Mai loss hota hai aur har kise ke trade loss Mai jatay Hain hamai chaye ke iss Mai loss say na ghabray balkai sahe confidence ke sath issko trade karai aur a hai say iss market ko trade karai complete money management ke sath to ham ISS Mai sahe say trade Kar saakingay.
              Los trading ka ek important part hai agar aapko trading karte hue loss Ho Jaaye to use Sevan na Karen Apne dost se learn Karen Jab Nazar Se learn Karenge to acchi trading karne lag jaenge
              • #8 Collapse

                Re: Loss say dharna nahe chaye

                Yes friend ap ny theek hi kha hy k loss sy drna nhi chahey himat nhi harni chaehiy mehnat krni chahey aur mazeed apny galtioun sy seekhna chahey tb ja kr ap forex main kamyab insan bn sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say dharna nahe chaye

                  G AOA dear members bilkul sai BAAT ki sai kaha ap Nye KY loss hone Py dsRNA bhi Nahi chahiye or na kam chorna chahiye.hame es or bhi Acha tarha learn Kar KY mehnt Karni chahiye .
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say dharna nahe chaye

                    lsahi kaha apne loss bilkul nai darna chaiye ye aik business ka hisa hai agar hum profti kama rahy ha to khbi loss ka bhi samna karna parta ha is liye loss mat gabray mehnat kare takay loss kam se kam ho is liye confidence bht zarori hai.
                    Mehnat Me Azmat hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say dharna nahe chaye

                      G bilkul Loss sy bachne keliye humain chahiye ky market ko Achi trha samjh ly Qk jb market ki moving ka pta Na ho or esy bina sochy trading krna loss ki Alamat hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say dharna nahe chaye

                        Aslamoalaikum dear apny bohat achi baat ki ha ka hmm ko forex mn loss hony ki sort mn kabi b tention na lain blky saber sa kamm lain ga to apko bohat achi trah ap ka loss recover ho skta ha to saber sa kamm lana achiaya ziyada sa ziyada mahnt krain learning krain phir earning krain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say dharna nahe chaye

                          Nae g loss se bilkul nae drna chahe q k zindagi mae nafa noksan onch neach to hote rhte h lkn insan ko us drna ghbrana nae chahe r ise trha loss bhe kkbhe kbhar a jata h r kbhe app ko is forum bht acha profit bhe mlta h to har kam confidenc ho k krna chahe r khob mhnt krne chahe take aggy loss na ae zindge r is form m bhae
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss say dharna nahe chaye

                            Aslamolaikum dosto... Ji han theek kaha ap nay hamy loss say nahi darna chaiye... Ager hamy loss ho bhi jay to hamy himmat say kam Lena chaiye or mazeed Mehnat kartay rehna chaiye kiu Kay agr ham loss ki waja say mayus ho jatay han to phir kam bhi sai say nahi kar patay is liya loss say nahi darni darna chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss say dharna nahe chaye

                              g han loss se darna nahi chaiye ye business ka hisa ha is liye kabhi is na daren aur agar ye loss hi bhi jaye tou pershan na hon balkay un mistakes ko talash kar ke in ke isla karen aur future may in se bechen tab hi ap kamyab hon gay aur profit hasil kar saken gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X