jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai
    salam all members
    main ne khud andaza lagaya hai main b jazbaty trading se guzra ho jazbaty trading aisy hoty hai jab aap k pass koi plan ya trading k liay koi mansooba bandy nai hoty phir b aap lazmi tor par trading karte hai aisy trading main na koi khiyal hota hai na koi soch hoty hai balke yeh ek naqis trading hoty hai hiyalat jazbaat hote hai or trading karnay k boht hi naqis banyad hoty hai jab trader pershan or jazbaty hoty hai bari zehn baatain karte hai haqiqat main wo khud be soch hote hai agar aap aisay halat main ho phir behtar hai trading na kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

    Dear my friend ap ki bat sahi hya kay ager hum iss may achi mahnat nahi karya gay to iss say hum kamyabhi nahi gain kar saktya iss liya hum ko zada say zada mahn at karni chya takya hum ko iss may achay say acha bounce mil sakay jazbatt hum ko treading nahi karnya detya iss liya hum ko jazbat say nahi damag say kam karna chya.
    • #3 Collapse

      Re: jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

      Baai aap nay Sahee kaha jab be hamay forex trading may trading ka experiance nahee hotha tho hum per thukkay lagathay hay our kabhi be market ko study nahee karthay our marwy khyal may analysis k baghair trading karna Hawa may theer maarna hotha hay agar lag gia tho lag gia warna zaaya ho gia.
      • #4 Collapse

        Re: jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

        g han boss ape bat belkul thk hy man aapke es bat sy agri hun keh jab hum forex men jazbati ho ky kam karty hen jab hum sabr sy kam nai karty tab tak hum tab tak hum kafi loss ho sakta hy .q keh jazbati trading men hum achi trdaing kar saken gy jab hum achi jazbat men kam karen gy tab hum achi trading nai kar saken gy
        • #5 Collapse

          Re: jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

          G han dear ap ki bat bilkul thk hy pak forex my hm ko chiy k treading krtay wqt jazbati ni hona chiye jb ase hlat ho k souchna ka time na hoo jazbat k sath trading krni chiy to us wqt hmai nuqsan ho skta hy isliy us wqt trading ni kerni chye
          • #6 Collapse

            Re: jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

            Dear jazbaty trading karny say hum apny acount ko wash kar dety hain as leye ap ko chahye k forex main apny jazbat par control karen aur soch samgh kar achay say trading karny ki koshesh karen kam lot k sath
            • #7 Collapse

              Re: jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

              G Han Dosto apko emotional r jazbati ho KR trade krny sy loss k chances ziada hoty Hain. Apko chahy k mehnat krain r ek accha trade kr k ek accha profit Hasil krny ki koshish krain r sich samjh k trade krain kiun k have,bati ho KR AP ko na koi samjh hiti Hy r na hi AP accha trade kr sakty Hain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

                assalam o alikum dear bilkul sahi kha apny jo traders jaldbazi sy trading krty hen unko pta ni hota k kia kr rahy hen r glt trading ly k wo hamesha he khd ko loss m shift kr dety hen r kbi b esi trade ni ly sakty jo profit b jy r unko achi earning dy isi leay jaldbazi sy bch k rhen sb
                • #9 Collapse

                  Re: jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

                  Dear jazbat main trading ni karni chiyeemarket ki sutition ko smjhyy dekhyy proper planning ban kar market main trading open kren..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jazbaty trading main na khiyal hota hai no soch hoty hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibking1 پيغام ديکھيے
                    salam all members
                    main ne khud andaza lagaya hai main b jazbaty trading se guzra ho jazbaty trading aisy hoty hai jab aap k pass koi plan ya trading k liay koi mansooba bandy nai hoty phir b aap lazmi tor par trading karte hai aisy trading main na koi khiyal hota hai na koi soch hoty hai balke yeh ek naqis trading hoty hai hiyalat jazbaat hote hai or trading karnay k boht hi naqis banyad hoty hai jab trader pershan or jazbaty hoty hai bari zehn baatain karte hai haqiqat main wo khud be soch hote hai agar aap aisay halat main ho phir behtar hai trading na kare
                    Asslam o alaikum dear forex member apnay sahee kaha hay kay Jo trader emotional hokar trading Karte Hain To vah Na idhar ke rahte hain na Udhar ke wo beech main grasp ho jatay hain unhain zyada loss hi Hota aur wo mentally retard ho jatay hain is liye hamain emotional ho kar trading krne se avoid krna chahiye.
                    Last edited by ; 08-11-2019, 12:00 PM. وجہ: Spelling mistake
                    Visit My Profile

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X