Forex business me knowledge kina zarori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business me knowledge kina zarori hy
    Dear friend you good morning ap SB thk ho gy yeh khena chata ho k forex business me knowledge kitna zarori hota hy kitna knowledge hasil krna chiya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

    Forex business main knowledge iss Lia zaroori hai aap ka pass acha knowledge ho ga tu aap acha business Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap ka pass acha knowledge nahi hai tu aap ko kamyabi nahi ho gi iss Lia acha knowledge hona zarori hai acha business ka lia
    • #3 Collapse

      Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

      Dear friends Forex Mein Jis k pass knowledge r exprience Hy Wohi forex trading ka baadshah Hy. Dear friends is liy apko chahy k mehnat r lagan sy kaam krain r ziada time forex trading ko dain take apko ek accha experience r knowledge Hasil ho saky.
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #4 Collapse

        Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

        Forex business Main knowLedge Kaaa Honaaa BhoT ZaRooRi Hai Baghair KnoWLedge k Naa hi Hum FoRex Main Khud ko Loss Se Bachaaa SakTay Hain or Naaa hi pRoFit earn Kar SakTay Hain To HumEn Chaahiye K Zyaada Se Zyaada meHnat se Kaam KaRen Or Loyt SiZe Bhi AccoUnt k mutaabiq SeCuRe RaKh KaR Hi Kaam KaRen Taakay Loss ho Bhi JaaEy To Kam AmoUnt Main Ho....
        • #5 Collapse

          Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

          ye aik aisa forum hay k jo boht wide hay kati membes is pay kaam ker rehay hain or is pay kaam kernay k liye knowledge ka hona boht zrori hay is liye zrori hay k forum pay kaam kernay walay baki member k kaam ko read ker k or knowledge gain kiya jaey
          • #6 Collapse

            Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

            pak forex per kam karny k lia ham ko kise bhe dagree ki zarort nhi hoti or na hi kiese kism ki koi eduction ki ager ap 8th class bhe pass hain or roman english likhhana janty hain yani jo english hm sms mn estmal kary hain to ap yahan per asani k sath kam kar skty hain
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #7 Collapse

              Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

              Forex k liyw jitna knowledge ho utna hi kamm hy ye hmare liye boht zaruri hy keun k jb tk hmen knowledge ni hogw hum apna account bhi ban krwa skty hain or profit ki bjae loss ki traf phnch jaen gy jo k hmare liye acha ni hy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

                assalam o alikum sir forex m knowledge kamyabi k leay bht zarori ha bina knowledhe k na he kamyabi mumkin ha r na he achi learning krna possible ha koi b insan agr forex trading krna chahta ha to usy chahehy k phly knowledge hasil kry phr trading m enter ho
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

                  Assalamu Alaikum doston lekin ji Baat Hamare Boss ka theek hai Kyunki bahut se log is kam ko kam Kama banate hain Forex trading Aisa kam hai Kyunki yah business ka latrin ek business hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

                    Assalam o alaikum dear forex main ap na bahot ache bat ki hai forex main humy kaam krnybk lia kanwlage or information honi zarori hai jis sy hum forex main achy treky sy kaam kry ga forex aj hamari zandgi ka aj hisa bana howa hai forex main ham jar qisim ki thread or post kr sakty hn forex ak aisa bussiness haibjis main menhat ki zarorat hote hai is lia hamy chahye k hum forex main achy treky sy menhat lrin jis sy hum kamyab ho sakin
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

                      Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai ki Jab Bhi Ham Pakistani forex business Mein kam Karen To Hamen chahie ki ham ismein Pakistani forest Businessman knowledge Hasil Karen Hamen knowledge Apne senior se Hasil karna hoga Inshallah knowledge Hasil Karke ham ismein Achcha natija bhi Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

                        g han forex business may knowledge bohat hi zeyada zarori ha is per achi posts tab hi mumkin han jab ap ke pass acha knowledge hoga is liye pehly dil laga kar acha knowledge hasil karen aur phir forex ko join kar ke earning start karen tab hi kamyabi milay gi
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

                          aam se mesal hy ham pani ke baigr kuch din zinda reh skte han es liye forex trading business me bagir knowledg ke kise kamyabi mil skti hy jb tak knowledge nh hoga ham kamyab bhe nh ho peyn ge knowledge ke bagir ham forex busienss ko join bhe nh kr skte kuin ke es me kam krne kilye hamre knowldge hoga tu ham kuch sumj paeyn
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

                            Forex business man achy profit or knowledge hi hamari kamyabi or achy profit ka sabab banti hay forex man knowledge her chez Kay kiya zaroori hota hay kiu kay ager hamary pas acha knowledge hoga tab hi ham achi or quality wali thread post kar saktay han or hamara acha bonus bhi achi thread list say ata hay or bonus say ham trading start kartay han or trading Kay liya market or forex trading ka knowledge hona bohat zaroori hay tab hi ham trading kar Kay achi earning kar saktay han is liya forex man kamyabi or earning Kay liya knowledge ka hona bohat zary hots hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex business me knowledge kina zarori hy

                              Bhai mera khiyal main forex main knowledge ka sath sath experience or confidence ka hona bhi bht zarori ha is sa hum bht acha forex main kaam kar saktay hain is lia hmain forex main overconfidence nahi hona chaiya balaky dil laga kar is main kaam karain takay month ka end par acha bonus hasil ho sakay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X