Account wash hone ke baad stress na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash hone ke baad stress na lain
    Asslam o alaikum dear forex member apsay mera sawal yh hay k jab apka account wash ho jaye to phir tention na lain slowly slowly apna kaam krte rahain aur AGR aap stress logay to Mazeed tention ka shikaar ho jaongayy...:1f626:
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account wash hone ke baad stress na lain

    Walakum Slam g Han apne theek kaha jab ham hamain forex business main account wash ka samna karna parta hai to hamain apne oper strees ko jagah nhi deni chahye kyun ke esa har ek ke sath hota rehta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Account wash hone ke baad stress na lain

      g han bhai jan ager apka account wash ho jata hai to wo apki galtuii hoti hai is liiye ako chye k ap kbhi bhi apna account khtary men na daen ager ap apna accocount khtray men dalen gay to ap zroor apna loss ker bhaiten gay.is liiye apko chye k ap loss say bacen aor stress na len ager loss ho bhi jata hai.aor ap next apni galtion ko repeat na kren to ap is men zroor kamayb ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Account wash hone ke baad stress na lain

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien
        as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur ham ko kamaee karna hota h aur agar ham as mien stress lete hien aur agar hamara account wash h tu ham earning nahi ker sakte hien.
        • #5 Collapse

          Re: Account wash hone ke baad stress na lain

          G han sir ap nay boht achi baat share ki hy forex business main humain agar kisi mistake ki waja say trading main loss ho jata hy to humain himat nahi harni chahiay balkay apni galtion say sekhna chahiay aur koshish karni chahiay k dobara trading karty waqt hum say koi mistake na ho aur hum profitable trade laga kar achi earning kar sakain
          • #6 Collapse

            Re: Account wash hone ke baad stress na lain

            Account wash un logo ka hota hy jo rules follow ni kerty r trading money management ky baghar kerty hn is liy hmy trading money managemnt ky sath kerni chahy r learning ku bad trading kerni chahy
            • #7 Collapse

              Re: Account wash hone ke baad stress na lain

              g bhai jan account wash ho jata hai aur boht se logo ka hota hai uski main vaja to main ne jin logo ki dakhi hai wo lot size ka bara karna hai jaldbazi main ek time main zyda trades open karna hai ager hum asa nhi karty to boht se vaja ban jati hai humko proper ache treqa se seakh k money mangement k hisaab se trading karni chahia pher humko loss ho sakta but account wash nahi ho sakta aur loss next trade se cover ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Account wash hone ke baad stress na lain

                Isi liye kaha jata hai k demo account py practice achhi karein ta k aap ka account wash b ho to demo mein he ho ga but apny wash hony se b seekhein k Kon c ghalti ki Jo next nhi karni jb aap ka experience achha ho jaye ga then aap real trading ki tarf aayein aur tb aap k paas knowledge b achha hona chahiye to zaroor aap ko faayda mily ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Account wash hone ke baad stress na lain

                  jab hamara account baned ho jy to hamy stress nahi lena chahey hamy saber karn cahe hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam kaerna ho ga pher he hum earning gain kaer saky gy forex aik unique business hain hum is mai out off cost account bana kar be km kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X