Forex analysis kaisay karain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex analysis kaisay karain?
    Forex trading me analysis ka bahut aham kirdar ha. Analysis ka matlab graphs aur tools ki istemal kartay huey ye andaza lagana k market ki agli approach kia ha. Analysis aik pecheeda amal ha aur har koi nahi kar sakta. Eska bahtareen tareeqa ye ha k forex experts ki madad li jai aur unke analysis ko parrha jai. Tabhi ham ek achi earning me kamyab ho saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex analysis kaisay karain?

    Ham ko chahiye ke ham Pakistan forex forum main analysis karin ham ko Pakistan forex forum ko market per se analysis karna chahiye ham ko chahiye k ham Pakistan forex forum main mahnat karin our market ko analysis kar k trading karin.
    • #3 Collapse

      Re: Forex analysis kaisay karain?

      forex kp join kerny k baad jab ham esmein enmtry lety hein or daily ka kaam daily kerty hein knowledge oer expwrince bhi use kerty hein to sath hi mein hamin anylasing hoti rehti hy jjo hamry liuy bhut hi best hy or hamin trading kerny mein rehnumai frahum kerti hy hamin ahysta ahysta sab anylasing ho jata hy phrely bhut zeada praCtice kerny perti hy phir hamry liuy kaam kerna asan ban jata hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex analysis kaisay karain?

        g bhai apne bilkul sahi bat ki hy forex expert ko dhundna itna easy nhi hy aj kal itny log is business me a gye hy lekin ab har bunda to expert nhi ho skta is lye ek kisi se advise leny se phly uski qabliyat zaror confirm karni chahye apki bat bht pasand aye
        • #5 Collapse

          Re: Forex analysis kaisay karain?

          Aslamoalaikum dear forex analysis krny ka liya ap ka pass acha knowledge ka hona bohat zarori ha to sub sa phly trading krny ka liya phly learing krain forex ka rules ko follow krain learning krain phir earning krain jitna acha apka demo pa prectice ho ga utna hi acha ap forex ko analyasis kr skain ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex analysis kaisay karain?

            dear friend anales karny ki bohot si qism hain hummarket main acahy say tabn trade opon kar saktyhain ges say hamen market main analeses karny ka traeqa ata ho as leye ap ko chahye k analeses karna sekhen
            • #7 Collapse

              Re: Forex analysis kaisay karain?

              forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik acha business hain hamy is mai analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai agar kamyab hona chate hain to hamy learning gain karne ho ge
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Forex analysis kaisay karain?

                hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hian hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik legal business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex analysis kaisay karain?

                  hamy best experience hasil kar ky analysis ko use karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex analysis kaisay karain?

                    Assalamo alaikum dear umeed hy ap sab kheryat se hongy g ap k is behtreen thread ka shukrya ...humn is ki knowledge nhi thi pehly senior ko humen guide krna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex analysis kaisay karain?

                      ForeX TraDinG MaIn AnaLysiS KaRna ZaRoorI HOtA HaIn TO Haen ChahAye k HaM Is MAin Market Main WithOunt AnalysiS Ke Kabhi Bhi Trader Ko Open Na Karen Aur Analysis Karna BuhuT ZrooRI HotA Hain forex TrdinG mAin Hamen Market Ko ZarooR AnalySis KarNA ChAHye Jab HAm is Main Market Ko AnaLysis Karte Hain to Ham Is Main Market Ke Movement Ko Samjh Pate Hain
                      Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                      :1f4af:
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex analysis kaisay karain?

                        ji han bhai jaan Ham is Forex trading Mein kam karte hain to ismein market kaun hai message karne ka Har Kisi ka Apna Tarika hota hai Ham market Ko Jab analysis Karte Hain To Ham usko Jaan Lete Hain Ki vah kis taraf se Jana chahti hai aur kis Taraf Ja sakti hai isliye aap apne senior ke sath Rabta Karen aur Market ko analysis karne ke bare mein sikhen market ko analyses karna bahut hi jaruri hai
                        PAK ARMY ZINDA ABAD
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex analysis kaisay karain?

                          Forex trading mein market ko analyse 2 trah se Kia ja sakta hai no. 1 Technical Analysing no.2 Fundamental Analysing is se aap ko market ki movement ka pta chalta hai phir jis simat mein market ka trend ho us simat mein aap ko trade lgaani chahiye is k ilawa aap ko chahiye k trading karty huye aap stop loss aur take profit zaroor set Kia karein
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex analysis kaisay karain?

                            Assalam O alaikum, g Bhai Forex ko analysis krny k liy ap ko Phly Forex trading k bare acha knowledge hasil kren aur phr demo account mai practice kren ta k ap ko Forex trading mai up and down ka pta chl sky, is sy ap loss sy bchen gy, thanks.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X