loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye
    AOA loss ki soorat main kuch log ghabra ker forex trading chorr dety hain halanky esa krnaa ghalat hota hai forex trading main loss se seekhna chahiye aur is loss ko recover krny ki koshish krni chahiye naa k ghabra kr trading chorrni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

    W.slam my dear friends ap na acha swal kia hay loss ki soorat main ghabrana nahe chye to main ap ko btana chaoun ga kh uger hamain profit hasil ho ga to vhi hamain loss bh to ga uger hm profit daikh ker khush hoty hain to hamain apna loss daikh na umeed nhe hona chye or na hi apni himet chor dani chye .hamain apni mahnet ko jari rkhna chye or apna loss ko recover kerna chye
    • #3 Collapse

      Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

      Gee haan bilkul theek kaha forex main jab Aap ko loss hota hai tu aap ko gabrana nahi chaiy aap ko Himat ka sath kaam karna chaiy agar aap gabra jay gay tu aap achi trading. Nahi karay gay tu aap ko zayida loss ho sakta hai iss Lia aap ko sabar ka sath trading kray or reacover Karna ki koshish kray gay tu aap ko kamyabi ho gi
      • #4 Collapse

        Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

        G han hum ko ager loss ho jae tu hum ko chaye k hum tension bilku na len bal k hum ko loss sy learn kene chjaye aur loss say kuch ah seekhen.loss ysy ghabra ker trading nahi chorne chaye confidenvce k sath kam kerbna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

          g han mere dost ye theek kaha he ap ne koi bhi field of life ho to hmen chaye k ghabren nhe hmen saber aur himmat se kam lena ho ga istrah forex bussiness he is mn hmen loss bhi ho sakta he profit bhi ho ta ager freinds hmebmn is ka saheh use krna ata he hm profit hasil kren ge ager hmen loss ho ta he to ye hmati ghflat ki waja he aur trading soch smj kr krna ho gi .
          • #6 Collapse

            Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

            Assalamualaikum..ji bilkul AP ne sahi kaha hai k hamin kisi b surat me loss se nhi ghabrana chahea q k loss aur profit to buisness ka hissa hoty Hain loss b hamain apni ghaltion ki waja se hota hai is Lia ham koshish karain k ham aisi ghaltian hi na karain jiski waja se hamain loss agr kbhi loss ho b jata hai to ham koshish karain k un ghaltion ko point out kr k correct krna chahea..
            • #7 Collapse

              Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

              bilkul nai gabrana chaiye loss to phr business ka hisa hai up down to business hota rehta hai is liye koshish kare confidence se trading kre analysis zaror hona chaiye iske bagir tarde se humko loss ho sakta ha is liye pehle learning sekhye knowledge hasil kre takay ap loss se bach sakay.sukkariya
              Mehnat Me Azmat hai
              • #8 Collapse

                Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

                g han loss ki sorat may gabrana nahi chahiye balkay loss se koi sabaq hasil karna chahiye jo log loss se pershan hotay han kabhi kamyab nahi hotay aur life may kabhi taraqi nahi karty is liye loss se na gabray aur un mistakes se seknay ki koshish karen jin se loss huwa ha tab hi ap life may ik achay trader ban sakty han loss ko positive len
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

                  g w.s hamen waqai loss ki surat main ghabrana nahi cheye himmat or hosly k sath kam karna cheye or acha or dil laaga kar kam karna cheye ,,,ab har busniess main kahin na kahin loss ho he jata hai humen cheeye k hum is main mehnat karen apny loss ko jaldi sa recover karny ki try karen ,,or kabhi bhe na umeeed nahi hona cheye
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

                    Jee bilkul humain iss main gabrana nahi chaiye acha knowledge bana kar iss main kam karna chaiye tabhi hum iss main agye bar sagta hain or humain iss main agr loss hota hain toh humain iss main himaat kabi be harni nahi chaiye beshak humera iss main account he wash Q na ho jaye humain iss main mehnaat sy kam karna chaiye tabhi hum iss business main agye bar sagta hain or kamiyaab ban sagta hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki soorat main ghabrana nehi chahiye

                      G bilkul theek kaha ap ny kh hmin loss sy nhi ghbrana chahiy profit ya loss tu karobar ka hisa hy or hr karobar mn loss bhi hota hy hmin loss ko apna teacher bna k os sy knowledge hasil krna chahiy loss sy drna nhi chahiy os sy sikhna chahiy loss ko cover krna chahiy bilkul bhi loss sy nhi drna chahiy mihnat krin mihnat ap ko kbhi nuksan nhi dite hamishan kamyabi dite hy

                      اب آن لائن

                      avatar Ayn
                      avatar Mamii
                      avatar Rehan50
                      avatar Backy
                      Working...
                      X