Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo
    G bilkull dosto agar ap ko loss howaa hai to ap ne pareshaan bilkull bhi nahi honaa balkeh aor ziadaa mehnat krni hai....:1f60f:
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

    G han hmean chye ke loss ke wajha se nerious nhe hona chye Jo member loss se darty hain wo kabi b trading nhe ker sakty hain hmean chye ke loss ko recover kerna sekhin is se hamry knowledge or experience mein ezafa hota hy or hmean kamyabi hasil hoti hy
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

      Asalamu Alaikum to all friends . Han loss dehk kar paryshan to nahi hona chaye but kitni bhi koshsh karlo loss dehk kar himaat haar hre jaty hain specially mai to or confidence srif or srif profit dehk kar hee ata hain to koe tip batye loss say bachnay or loss ko dehk kar paryshan na honay ki
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

        Busness main och nich ho jati hai ager koi noqsan ho jay to hamy pershan nhi hona cahe hai to koch moqadar main likha hota hai wohe milta hain na os sey aik ropiya ziada milta hain or na hi kam is lia hamy pershan nhi hona chahe hai
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

          Assalamualaikum.. ji ji bilkul AP ne sahi kaha hai k agr apko kbhi loss ho b jata hai to apko preshan nhi hona chahea. Q k loss aur profit to zindgi ka hissa hoty Hain lazmi nhi hai k her wakt profit ho loss b ho sakta is Lia hamari ghaltian Jo hamary loss ka sabab bnti Hain un ko correct krna chahea aur un se sabak seekhna chahea
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

            g han bhai jan jitna bhi loss ho jaye ager apnay analyssi sahe kia hai to apko tension nh leni chye ager ap loss say preshan hoon gay to ap apnay apko improve nh ker sakty hain.aor is k illawa jab ap mhnat kren gay to ap zrpoor is emn kuch hasil ker sakty hain.aoerr loss jan k ksis bhi karobar ka hissa hai.is liiye ager ap loss say bacna chaty hain to ap apnay knowledge ko bhrain ager ap apnay knowledge ko bhrain gay to ap loss say bach satkty hain.aor is k illawa apko chye k loss say bacehn.ager apo loss say bacehn gay to ap zroor us men akmayb ho sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

              G deara p ny bilkul sahi kha hy . Hmain loss ko ly k preshan hony ki bajay apni ghalti dhond k us ghalti ko thk krba chaheay . Q k ak bar jo loss ana tha wo aa gea phr hmain chaheay k soch samajh k trading krain
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

                A.O.A My dear friends and respected members fore forum of pakistan business main jin loogon ko trading main loss hota hy unhain ghbrana nahi chahiay balkay apni mistakes ka solution find karna chahiay aur next trading karnay say pehly strong planning karni chahiay aur trading say pehly markeet ko achi tarah analys karna chahiay tab hum forex trading main acha profit hasi kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: پاکستان زندہ باد پيغام ديکھيے
                  G bilkull dosto agar ap ko loss howaa hai to ap ne pareshaan bilkull bhi nahi honaa balkeh aor ziadaa mehnat krni hai....:1f60f:
                  Lost Forex trading ka important part II trading Karke Agar loss Ho Jaaye to Ghabraye Nahin Apne losses se learn Karen Jab losses se learn Karenge to acchi trading Karni lag jaenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

                    Loss start mn new members ko hota hy is liy loss sy ni dil ni chota kerna chahy balky apni mistakes ko theek krna chahy jis sy hm next loss sy bach skty hn r hmra trading skill bhi is sy improve ho r hm achi earning ker skty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

                      G dost ap ny theek khaa k loss ki waja sy perishan ni hona chyy likn yeh ek qudrti amal hyy k loss py tension prishani zaroor hoti hyy es lyy forex trading mn loss ya preshani sy bachny k ly zarori hyy k hmesha sibir k sath trading ki jy takyy ap kisi by prishani sy apny ap ko save rakhin
                      :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

                        Zaroori nhi k aap ki her trade profit mein he jaye loss mein b ja sakti hai aap ko ghabranay ki zaroorat nhi hai emotional na hon bal'k relax ho k apni next trade lgaayein agr market mein signal achha mil raha ho then trade lgaaein warna tb tk wait karein
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

                          Assalamu alaikum loss and profit is a part of the business agar aapko loss hua Hai to aap pareshan Na Ho balki mehnat karen to aap forex trading mein apna loss recover kar sakte hain loss hone se hamen yah pata chalta Hai ki hamari kya mistake thi isiliye lost se pareshan nahin hona chahie bolkar jyada se jyada message Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

                            ji han bilkul yah baat bilkul theek hai ki Kisi bhi Business mein hamen agar loss hota hai to hamen bilkul bhi pareshan nahin Hona chahie balki Apne loss ko face karna chahie kyunki Hamesha aise log hi kamyab Ho paate Hain joki Apne loss ko face karte hain aur apne lash ko minimise karne ki koshish karte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki wajah se PRESHAAN na hoo

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: پاکستان زندہ باد پيغام ديکھيے
                              G bilkull dosto agar ap ko loss howaa hai to ap ne pareshaan bilkull bhi nahi honaa balkeh aor ziadaa mehnat krni hai....:1f60f:
                              g dear agar loss ho jaey to hamain uss trade k pechy preshan nahi hona chahiye , balky hamain apni galti say sabaq seekhna chahiye , ta k ham wo galti phir repeat na karain ar next time trading main ziada acha earn kar saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X