Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??
    Koi b trade open karny se pehly aap k paas jitni b amount hoti hai wo Total Balance hota hai order lganay se pehly balance aur equity same hoty hein but jb aap kinttade open ho jati hai tb aap ka total Balance Kum ya zyada hota rehta hai jitni trade profit mein jaye gi utna profit balance mein add ho jaye ga aur jitni aap ki trade loss mein jaye utni amount aap ki balance se Kum jaye gi jisy equity ka naam dia jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

    G baai aap nay Sahee kaha hamay in basic cheezo ka patha hona chahiay kionka ye ase cheezay hay jis k baaray may agar hamay patha nahee hoga tho hamay patha he nahee chalega k hum loss may jaa rahay hay ya profit may our hamara asal balance equaty hotha hay agar wo hamaray bumus say ziada hay tho hum profit may hay our agar wo total bonus say kam hay tho per hum loss may hay.
    • #3 Collapse

      Re: Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Tahir پيغام ديکھيے
      Koi b trade open karny se pehly aap k paas jitni b amount hoti hai wo Total Balance hota hai order lganay se pehly balance aur equity same hoty hein but jb aap kinttade open ho jati hai tb aap ka total Balance Kum ya zyada hota rehta hai jitni trade profit mein jaye gi utna profit balance mein add ho jaye ga aur jitni aap ki trade loss mein jaye utni amount aap ki balance se Kum jaye gi jisy equity ka naam dia jata hai
      Equity usko Kahate Hain Jo aapane trade Gai ho aur profit and loss ke bad aapke pass a property show ho raha hun total balance ho aap ka balance hi hota hai aur equity jo hoti hai vah profit and loss nikalkar hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

        g bhai bilkul apne buht ache information di hai equity aur blance main yeh farq hai. equity humari jitne ache ho gyi utna fyada hai trade postive main chal rahi ho tu equity apki balance se zyda ho gyi ager ap k trade minus mian chal rahi hai to ap ka wo minus amount apki blance se minus ho kar equity main show ho ga. forex k asa basic terms ko humko samjna chahia.
        • #5 Collapse

          Re: Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

          hamy ache qaultiy ka kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany kei zarorat nahi hote forex aik acha business hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum asane sy agy bar saky gy forex jasa koi or business nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

            blace or equity main ya farq ha jo hum nivet krty han wo humara blacne hota ha jo trade kat time jo hum loss ya profit krty han os ka blace humari eqity hoti ha so yahe farq ha
            • #7 Collapse

              Re: Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

              aap nay bilkul durust farmaya hay kay forex trading may total balance or equity ka faraq hum ko mahloom hona chaey takay achi trading ho sakay or pareshani say bacha jai total balance tu tu account may currently available amount hotay hain or equity sum of loss and profit of balance hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

                Ji bilkul theek Kaha aapane Forex ke upar kam karte waqt trading ke time Jo Ham investment karte hain vah Hamara balance hota hai basically aur profit and loss ke bad Jo Hamara balance Pata Hai vah Hamari equity hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

                  hamy apny balance or equity ko behtar bana kar kam karna chahey yai aik aam job sy bohat acha business hain ham is main apni marzi sy 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain hamy achi learning hasil kar ky is main hard work or tawajo sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Equity aur total Balance mein Kya farq hai ??

                    Allah Karm hi Karm planning Ke Sath Ho To Achcha hai yahan per Forex Mein kaam karte hue aapko excitement Osho gana hoti hai lekin aapke galat Raste per na ho aapko master key direction Pata ho to aap Exide ho sakte hain aur aap proper kam bhi kar sakte hain otherwise aapke kam karne ka koi fayda nahin Hoga properly kam management ke sath hota hai agar aapko market Mein money management system ka Kuchh experience hai to aapko sari information aapko mil Jaati Hai Kya aapane yahan par kaise kam karna hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X