Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..
    Dear friends bahot say trader aysa karty hain kay jab unhay loss hota hai wo forun apni trade ko close kar dety hain so mery khiyal say to unhay chaiye kay thora wai8 kar leyn kyun jab market loss main jati hai to thorye time kay baad market wapis move lazmi karti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

    Aapane kaha hai ki Jab trade Mein Loss ho raha ho to use Waqt main trade close Nahin Karni chahie Jise loss ho raha ho to Fir to kar hi chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

      hello sir bilkul sahi kha apny khty hen jaldi ka kam shetan ka isi leay sb traders ko chahehy k kbi b jalbazi sy kam na kren na he trade open krty wqt na he close krty wqt tasali rakhen agr trade loss m chli b gai ha to wo profit m zaror ay gi uska wait kren
      • #4 Collapse

        Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

        Kitna time de sakte hain kis market mein de main aapko yah batana Chahta Hun Ki job aur Forex ke Business mein bahut jyada difference Hai Ham job Mein Ek permanent worker sakte hain aur iske sath earning kar sakte hain Hamen chahie ki apne business ko Jyada increase Karen ismein investments Karen apne business ko increase Karen Kyunki isase Ham Jyada aadami kah sakte hain then off the job
        • #5 Collapse

          Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

          ASSALAM o aalaikum g han friends ap ki baat bilkul thik hy Pakistan forex min jb lagai tread min loss hora ho to hamin chaiye ka os tread ko clos nakrin qk hamin pta hy jitny hamry doolor los min jon gy waho cloos krny sy on ka los ho jata hy hamin is baat ka khiyaal krna chaiye o s lgai gai tread ka wait mrna chaiye jb who tread bilkul kaam ho jay ya phir profit min ay phir os ko cloos krin agr tread ko ziyada loos min ja rahi hi to phir is tred ko clos krna sb sy ziyada bheta ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

            ji han bilkul yah baat aapki bilkul theek hai ki Jab Bhi hamen forex business mein loss ho raha ho to hamen kabhi bhi usmein jaldbaji Se Kam nahin Lena chahie balki apni trade mein Sabar Se Kam Lena chahie aurkuchh vate karna chahie apni trade ko close karne mein kiun K jald bazi karne se aap ko mazeed loss Bhi ho sakta hay
            • #7 Collapse

              Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

              Hum market ka analysis kar k trading kartay han aur analysis kabhi galt bhi ho saktay han js se loss ho sakta hai ya koi mistake ho sakti hai js se loss hota hai aur jab loss ho tu trade ko jald bazi mein close nahin karna cahaiye hum ko wait karna cahaiye aur hum ko ye bhi zaroori hai k apne analysis par yaaqeen hona cahaiye
              • #8 Collapse

                Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

                Assalam o Alikum my dera friends bhai jan pa ki baat bikul thik hy k hamy jo tread ma loos ho rha hota hy to hamy apni tread ko close nhi kra na chahiya bro agr hamy krta hy to hamra accvnt wasa bhi ho skta hy
                Malik Fiaz khokhar
                • #9 Collapse

                  Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

                  YeS Jab TradE Loss MaIn Ja RaHa HoTa HaiN To IS MaIN HamEn TradE CloSe Nhi KaRne ChahYe Jab TradErs Loss Se Darte Hain o RIght TiMe PaR AcHi TraDe OPen Nhi KaR PaTe HaiN IsI LiYe DiL ChoTa Nhi KaRna cahHye Is MaIn AchI TRadIng KaRNa Chahye AUr Loss Se DarNe Ka KoI Fada nHI HoTa HaiN
                  Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                  :1f4af:
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

                    G ager hamare trade loss main ja rahe hob tu hum ko pne trade close nahi kene chaye bal k hum ko saber krna hoga ager hum saber karenge tu hum loss sy bach ker prophit hasilo ker sakty hain thora saber hi best hai loss sy tu.es liye loss sy bach ker kamyabi hasil ki ja sakty hai aani ks ath.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab trade main loss ho raha hoto trade close nahi kar deni chiye ..

                      ji han bhai jaan agar hamein loss hota hai tu hamen chahye hai ke ham as main ache se kam karen or as main jab trade loss main ja raha ho tu hamen sabar karna chahye usee close nahi karna chahyeye hi hamre liy behtar ho ga
                      PAK ARMY ZINDA ABAD

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X