GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    GBPUSD pair mein abhi trade na kerain
    Forex market mein iss waqt aur aaj ka din GBPUSD pair mein koi khas movement nahin honay wali hai iss lye aap tamam members ko chahyea kay iss mein filhaal koi trade open na kerain waisay hi aap ki trade forex mein phans jaye gi iss lye forex mein iss pair per abhi risk nahin lena chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

    Han ham ko chahiye k ham Pakistan forex forum main kam karna chahiye k ham Pakistan forex forum main mahnat karin our ham Pakistan forex forum main mahnat karin our our ham Pakistan forex forum mahnat se hi Kamyabi hasil kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

      g bilkul humy gbp k kisi b pair main trade ni karni chaye q k abhi is ki koi b khass movenent ni ho rahi hum jub kisi pair p b trade lain to humy ye exctly pata ho k hum nay aik currency ko sell karna hai ya buy karna hai ,.
      • #4 Collapse

        Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

        Aapane kaha hai ki gbpusd pair mein abhi ke abhi risky Hai To Agar aapane analyse Kiya Hai market to aap hi theek hi keh rahy hun gy
        • #5 Collapse

          Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

          hamy GBP/USD ko achy sy samaj kar use karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain lakin hamy tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main kam karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

            is forex main kisi bi waqt trade kar skaty hain aur pair ki currnecy ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain har jeet tou har kam main hoti hai so hamain is forex main kisi bi waqt trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur currency pair ko learn karein gay tab hamain faida ho saky ga aur hamain market main bi kam karein gay ta k hum sucess hon gay
            • #7 Collapse

              Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

              Thank you sir for your kind piece of advice. It's a good habit to share your knowledge and experience with other members may Allah Almighty bless you happiness and success
              • #8 Collapse

                Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

                Jib him log currency py trading krty ha to him log market sy Kafi fida Hasil kr skty ha or him logo ko is ka bhot hi zayada fida hota ha or him log Acha profit bna skty ha
                • #9 Collapse

                  Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

                  hamain markt main piar ki currency ko use kar k hi hum run kar skaty hain aur is forum main practice karni ho gi ta k earning karien gay aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur knowldge jitna acha ho ga tab hi hum market main bi sucss ho skaty hain aur is say faida ho saky ga
                  • #10 Collapse

                    Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

                    Gee han gbp/usd 3month se boht danger pairs bana howa hai england and europe ki fighting chal rahi hai yeh boht taizy se up ja raha hai boht taizy se down ja rahay hai behtar hai gbp par long trading karo boht zaida phir trading behtar hai kabi gold main boht zaida short trade open na karo account wash ka khatira hai zaida trade open karny hai apnay account k hisaab se open kare apnay aap ko mushkal main na dalo
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: GBPUSD pair mein abhi trade na kerain

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Forex market mein iss waqt aur aaj ka din GBPUSD pair mein koi khas movement nahin honay wali hai iss lye aap tamam members ko chahyea kay iss mein filhaal koi trade open na kerain waisay hi aap ki trade forex mein phans jaye gi iss lye forex mein iss pair per abhi risk nahin lena chahyea
                      Jab Kisi currency per yah commodity mein jyada movement na ho rahi ho to vah side bhej Mein movement kar rahi Hoti Hai yah situation trading Mein Kafi difficult Ban Jaati Hai Iske bad market ek side per karti hai aur kuchh side per bahut jyada mood kar Jati Hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X