Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha
    Aslamoalaikum dear forex to all members sub kasy hn umeed ha ka ap bilkul khariyt sa hon ga bahi jan mn ap sub sa ya baat share krna chahta hu ka sub sa pehly apni saht ka khiyal rakhin phir work krain ager ziyada work krny sa sahat khrab ho gi to work kasy krain ga to mahnt karin or sath sath lazmi khiyal rakhin apni sahat ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

    Pakistan forex ke business mein sehat ko boht zayada importance de jati hy q ke ager hamry pas sehat ho ge to hm acha kam ker sakhin gy kisi ne khob kaha hy sehat mind jism mein sehat mind paya jata hy Jo member apni sehat ka kheyal kerty hain wo hamshan kamyab hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

      ap ney bilkul shae irshad kia sehat hai to sub koch hai warana koch bhe nhi hamri sehat agerkharab hoge to hum kaisy kam kar payai gayai hamain forex ya koi or kam karty waqat apni sehat ka kahas khiyal raskhana chahe hai sehat sahi ho ge to kam main dill laga rhay gaaa
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #4 Collapse

        Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

        Dear my friend ap ki bat sahi hya kay jab hum forex may work kartya hya to iss say hum thak jatya hya jiss say hamri sahat karab ho sakti hya iss liya hum ko iss may kuch time apni sahat ko bhi dena chya takya iss say hum sahat mand rahya or achi mahnat kar sakya.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

          G sehat ek ALLAH ke zabrdast nemat Hai hamen forex men itna bhi mashghool Ni ho Jana chahye keh apni sehat ko he ignore kr den qk agr work krte krte sehat kharab ho gae to bjae profit Hasil krne ke kam bhi Ni kr sken ge to waqt ke waqfe ke tahit Kam krna chahye
          • #6 Collapse

            Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

            Assalam o alikum my dear member g bilkul ap na thak kaha ha ka sihat ha to sab kuch ha warna kuch b ni. Hamari sehat thak hogi to ham kam acha kar paya ga. Or hamri sihat karab ho gi to hamara kam b acha ni ho ga. Sihat karab hona sa mind sahi kam ni karta insan k OK tensan ho gati ha. Or hama kam b acha ni hota. As liya forex ma kam karna ka liya apni sihat ka thak hona chaya. Yabi to ham kam acha kar payan ga. Or bonus b acha bana paya ga.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

              Chaahay FoRex Ho Yaa Chaahay Koi or business Ho SeHat Kaa khyaal Rakhnaa bhot Zaaroori Hai to HumEn Chaahiye k daily FoRex ko Time den Or Sath Main Apni Sehat Kaaa Bhi Khyaal Rakhnaa Chaahiye or Har TimE FoRex Main hi Nahi Ghusay Rehnaa Chaahiye Balke HumEn NaMaaz ko Bhi TimE DeNaa ChaaHiye or Exercise bhi KaRni Chaahiye....
              • #8 Collapse

                Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

                Asslam o Alaikum g han janab asa hi hy forex jesa kamyab koi or business nii hy forex pay kam krny k lay humy buht mahnat ki zurart hiti hy jas k kay bnda mently tor pay fresh hona or shat mind hona buht zurari hota hy agr inshn ki sgat achi hogie tu wo kam bhi easily say sukan k sth achy acha kam kr sky ga jas say us ki earning bhi yaqeenan hogie agr shat thk nii hy tu kuch bhi thk ni higa.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

                  Hna bhai sahi baat hai humein chahiye hai k hum apni sehat ka bhi utna he khayal rakhein jitna hum apni posting or trading ka khyaal rakhety hai kyun k agar humari sehat he thek nahi hogi to humein itna sab karney ka kya faida hoga... or bhai jaan hai to jahan hai agar humein isi tarha trading kartey rehna hai or kuch bun'na hai to humein apni sehat ka bhi apney kaam k barabar ka khayal rakhna hoga...
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

                    How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho apni sehat ka bhi khayl rakhna chiya sehat hy to SB kuch hy sehat ni to kuch bhi ni sehat agr hamri thk ho gyi km krny kka bhi bht ziyda maza ata hy life me
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

                      Dear agree with you. Humin daily basis py kam ya zaiada kam zroor krna chahey aur apni health ka khyal rkhna chahey. Vesy Yahan kuch mushkil nh Jo hamari health kharab kry
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

                        g bilkul apkyy btt bilkul thk haa kyy hmn sbb se pehlyy apni sehtt ka khiyll rkhnaa chaheye keunkyy hmm jbb sehtt ka khiyl rkhn gee kamm ko khud prr sawrr nae krn tou hmm acha kmm krn gee isliye hmn sbse pehlyy apni sehtt ka khiyll rkhnaa chaheye uss kyy bdd arr koi kmm krnaa chaheye keunkyy jbb hmate sehtt nae hogi tou hmm kmm b thk tareekyy se nae kr paengyy isliye kmm ekk limit me he reh krr krn apni sehtt ka khiyll rakh krr ....
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

                          Jidhar brother bilkul aisa hi hai Forex Pajama work Karte Hain To Hamen Achcha bonus Milta hai aur use acche hone se Hamen Achcha prapt Hasil hota hai to Jab profit mil raha hai aaram se ghar baithkar To Hamen kya jarurat hai kya main Itni mehnat Karen aur apni sihat kharab Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mn work krty huwy sahat ha to sub kuch ha

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Lahorisahib پيغام ديکھيے
                            Aslamoalaikum dear forex to all members sub kasy hn umeed ha ka ap bilkul khariyt sa hon ga bahi jan mn ap sub sa ya baat share krna chahta hu ka sub sa pehly apni saht ka khiyal rakhin phir work krain ager ziyada work krny sa sahat khrab ho gi to work kasy krain ga to mahnt karin or sath sath lazmi khiyal rakhin apni sahat ka
                            Ham logon ko apni sehat Ka Khyal rakhte Hue Forex per kam karna chahie Kuchh dost Aise Bhi Hai Jo Din Raat uske upar kam kar rahe hain aur bimar Ho Jaate Hain kaam akrnay ka ya tareeka ghalat hay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X