confidence trading mein ktna zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confidence trading mein ktna zaroori hai
    Forex trading business mein confidence ka hona zarrori hai agr hum ko trading mein confidence ho ga tu hi hum achi trading kar k achi earning kar saktay han aur hum ko trading mein apne confidence ko bahtaar karna cahaiye aur confidence ko acha karne k laiye hum ko mehnat kar learning knewledge aur experience hasil karna ho ga tab hi hum confidence se trading kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

    Dear confidence trading me es ley zarori samja jata hay key app baghir confidence key koi be acha trading ka decision nahi le sakty aur na hi confidence key baghir app asani se market ko achi tarha analysis karny me kamyab ho sakty ho, confidence hony ki waja se hi app key ley profitable trades open karny me help mil sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

      AOA! dear forex members umeed se ap theek hon gy ap na pocha ha k confidence trading main kitna zarori ha confident ho k trade kerny se humyshn profit earn kia ja sakta ha ager hum confusion aur presure main trade open kerin gy tu is se humain loss hota ha is liay trading kerty hoay confidence ko bht ziada importence hasil ha.
      • #4 Collapse

        Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

        Assalamualaikum.. ji mery bhi forex trading me confidence bht zaruri hai jab Tak hamary Ander confidence nhi ho ga to ham kbhi b achi trading nhi kr sakain ge is Lia hamain apny knowledge aur experience se apny confidence level ko barhana ho ga aur apni learning ko b improve krna ho ga
        • #5 Collapse

          Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

          trading kertay howay members ka confident rehna boht e zrori hay is k begher members double minded ho ker or loss ker letay hain confidence hi members ko drive kerta hay or sahi way main or sahi decision lay kr kamyab hotay hain
          • #6 Collapse

            Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

            Jab tak Hum Trades Laganay k Liye Confident Nahi HooN Gy Tab Tak Naa hi Hum foRex main kaamYaab Ho SakTay Hain Or Naaa hi Loss Se Khud ko BaChaa SakTay Hain To humEn Chaahiye k ZyaaDa Se zyada mehnat KaRen Or demo PaR Bhi PractiCe KaRen Taakay MaRket ko Samajh SakEn Q k DoUbLe minDed Ho kaR trade KaRnaa Aksar loss Hi DeTaa Hai....
            • #7 Collapse

              Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

              Respected members of knowledge experience improve Karen job knowledge strong hoga to confidence se trading kr payyygy. .
              • #8 Collapse

                Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

                Dear confidence ke baghair ham kabhi bhi kamiaabi hasil nahi kr sakte q k dear confidence ki wajah se hamare andar goslaa ataa hai aor ham kamiaabi ki taraf gamzan hote hai...
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

                  forex aik acha business hain hamy is mai sucess gain karny ky liye confidence ky sat kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha buisness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hm is mai agara bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

                    is forex main confidence boht hi zarori hota hai so hamain is k bary main planing kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucss hon gayy aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum real main bi suss hon gay aur hamain m arket main bi trade kar k hi hum planing kar k hi hum achi trade karein gay ta k earn karien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

                      Forex trading main confidence zrori hai is sy hm achi trading kr skty hain lekin over confidence nuksan deh hai hmesha relax ho kr trade krn full knowledge ar confidence k sath kaam krn gn to kamyabi mily gi
                      • #12 Collapse

                        Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

                        Forex trading mein sabar,confidance ka hona bht zarori hy.ap profit tb hi lay skty hain jb ap news check kr k market ki moment ko deikh k ur analize kr k poray confidance ho jaey ga k ye trade profit dy gi tu tb ap kamyab ho skty hsin.thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

                          asalam o alikum
                          g apny bilkul theek kaha forex me jitna b hosky balky trading me jitna b hosky confidence rakhy usi sy humy faida hy usk ilawa hum kuch ni krskty
                          • #14 Collapse

                            Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

                            Is kam main members ka confidence hona bht hi zruri hy vasy insan mn hr kam kaley confidece hona zruri hy confidece ky bghair kam acha ni hita forex mn confidence ,plaining,aor experiunce ki zrurat ho ti hy vonfidence sy hi hm achi trade kr sakty hn vasy bhi hr ksi mn cinfidence hona lazim hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: confidence trading mein ktna zaroori hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: alindm پيغام ديکھيے
                              Forex trading business mein confidence ka hona zarrori hai agr hum ko trading mein confidence ho ga tu hi hum achi trading kar k achi earning kar saktay han aur hum ko trading mein apne confidence ko bahtaar karna cahaiye aur confidence ko acha karne k laiye hum ko mehnat kar learning knewledge aur experience hasil karna ho ga tab hi hum confidence se trading kar saktay han
                              Trading Mein confidence bahut jyada matter Karta Hai Jitna Jyada aapke pass trading ka confidence Hoga aap utna befikar hokar apni trading kar Sakoge aur aap aur trading Karke success milega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X