Forex main loss bhi kameyabi ki taraf ly gata hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main loss bhi kameyabi ki taraf ly gata hy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayza khan پيغام ديکھيے
    Dear forex trading ak bahteren profet wala busnes hy as main woh log zaror kameyab hoty hain go as main mahnat kadty rahty hain aur kisi bhi halat main asay chorty nahi qu k forex main loss to her koy karta hy kuch as loss karny say hi forex main expert ban gaty hain aur kuch loss ki waga say asay chor dety hain ap ko kin logon main say banna hy apbzaror mahnaty hain as main mahnat say asay sekh gaty hain
    g dear jo traders apni kisi galti ki waja say forex trading main loss krwa detay hain un k liay best moqa hota hay k wo apni uss galti say sabaq seekhen ar forex trading main next time wo galti repeat na karaian ta k loss say bach saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main loss bhi kameyabi ki taraf ly gata hy

      g haan humein yahan per loss bhi kamyabi ki taraf le jata hai kyun k loss ko face karne se hum mein yahan trading mein sabar ajata hai aur is sabar se hum mein profit achi tarhan gain kar sakte hain forex mein loss hone per sab member ko sabar se kam lena chaiye....
      • #18 Collapse

        Re: Forex main loss bhi kameyabi ki taraf ly gata hy

        Dear apki baat bilkul teek hay kay forex trading ma loss bhi humay kamyabi ki taraf lay ker jata hay oski waja ye hay kay jab bhi humay loss huta hay tu os waqat humay feel huta hay kay hamara knowledge aor experience improve nhi hay aor pher hum un mistakes ko bhi teek kertay han jinki waja say humay loss huwa huta hay ta kay humay inki waja say dobara loss na hu is liye loss hu tu ghabrana nhi chayi.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forex main loss bhi kameyabi ki taraf ly gata hy

          g han forex may loss bhi kamyabi ka ra dekha dety ha is liye agar apko kabhi loss ho jaye tou pershan na hon balkay is loss se koi lesson klen ta ke inda loss se bach saken loss se darne walay kabhi kamyab nahi hotay wo nakam hi rahty han is liye loss se pershan na hon

          اب آن لائن

          Working...
          X