Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.
    mein ap ko forex mein currency ko parhny ka tareeqa batata hun.

    Ek pair hy GBP/USD is mein jo pehly currency hy GBP us ko base currency kehty hein aur jo doosri currency hy USD us ko quot currency kehty hien. Trading karty waqat base currency ko bunyad banaya jata hy jis is pair ko agar ham buy karty hien to phr ham GBP ko buy karen gy aur agar sell karty hien to b ham GBP ko sell karen gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

    Dear brother aap ne boht achi information share ki hai new traders ko yeh baat malom honi chahiye k 1st currency ko base currency aur 2nd ko quote kehty hein jo base currency hoti hai agr woh strong ho tu price up hoti hai agr weak ho tu price down hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

      Assalam walekum janab aapki baat bilkul theek hai achcha aur behtarin tractor hai isliye rojana ke limit ko pura Karen isliye currency mein soch samajh ke sath kam Karen aur all time online Raha Karen tab aap mein acche trader banoge,
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

        Currency ko read krne k liye ye hy ap firs 2 digit country k hun ge us k bad last 1 currency sign ho ga. USD stand for united state Dollar, us united state and D for Dollar, ye es larha currency ko check out kya jata hy aur pair men mein bhi dekh skte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

          Yah to aap per depend hota hai ki aap Kis Tarah Se currency ka knowledge Hasil karte hain to aapko chahie kya aap Kisi bhi pyar ko Chus Karen aur uska knowledge Hasil Karen Google per uska search Karen aur YouTube per uski videos Dekhen to aap jitni Jyada mehnat Karoge jitni Jyada effort Karoge aap ko utna hi jyada knowledge Hasil hoga
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

            mujhy ko e s ka koi itna ilam nahi ha k broker kis pair par kaam spred de rahe hane par mere khiyal main jo main pairs hane eur/usd gbp/usd or eur/jpy jese main pairs par mere khiyal main to brokers low spred provide kartey hane
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

              Ahaan thank you bhai ap na knowledge ki bat batae mujy ilm nahitha is bary main ,,magar jub main bhe trading karunge to main bhe yehi baten mind main rakhun ge....
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

                forex mai hum currecny mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hamy is mai mayre kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara or acha buisness hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

                  Forex trading business mein aapko chahie ki agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to starting Se Hi aap currency pairs ke short hands ko Sikh len jisse aapko Pata Chale ki kis Pare aur kis currency per kya pair Banaya Gaya Hai Jab aap ko samajh Jaenge to kamyabi Hasil karna bahut Aasan ho jaega Kyunki yah basic chij hoti hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

                    Ji bilkul theek baat ki hai aapane Forex ke upar Hamen currencies ko padhne ke bad hi unko analyse karne ke bad hi trading Karni chahie isase Hamen Achcha profit hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein Currency ko kesy parha jata hy.

                      Stop loss hit hone ki jyada vajah hai market Jyada stop to uski Taraf jaati hai aur Hamen Yahan per running karne ka mauka provide nahin karti hai ki Ham Yahan per Kya Karen Hamen Yahan per Agar thoda sa profit generate Ho Jaaye To Hamen overconfidence over excitement Nahin Karni chahie Agar Ham Yahan per over excitement show Karenge to working karne mein problem de sakti hai To Ham next time acchi performance ke sath ka
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd45 پيغام ديکھيے
                        Stop loss hit hone ki jyada vajah hai market Jyada stop to uski Taraf jaati hai aur Hamen Yahan per running karne ka mauka provide nahin karti hai ki Ham Yahan per Kya Karen Hamen Yahan per Agar thoda sa profit generate Ho Jaaye To Hamen overconfidence over excitement Nahin Karni chahie Agar Ham Yahan per over excitement show Karenge to working karne mein problem de sakti hai To Ham next time acchi performance ke sath ka
                        Janab ap jab be trading karty hain tu ap kay jo be currencies pair hoty hain har pair mai 2 currencies hoti hain ap in dunu ko learn karain gy alag alag sy dunu kay analysis karain gy tu ap ko us kay bad pata chaly ga kay ap ko es mai trade kaisy karni hai. Ap apni trading ko behtar karny kay leye zarori hai kay alag alag asy analysis kar kay in kay risk management karain gy tu ap ko us sy faifda hasil ho sakt hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X