Adjust loss in Forex trading should have a sufficient experience.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bhia bilkul theek kaha apne ke forex mein hamko chahiye ke hm apne losses ko bhi adjust karte jayen kiunke ye bohat ziyada riksy business hai aur is mein hamen bohat ziyada loss bhi hota ahi,to agar hm is mein losses ko manage karna seekh jayenge to hm zaroor is mein kamiyab honge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Trading mai profit to kafi hota hai lakin agr achay management k sath trading na ki jaye to loss honay ka chances b kafi hotay hai.isi liye trading mai kisi b trha ka risk nhi lena chahiye or na greed krni chahiye.Complete patience k sath trading krni chahiye or bina money management k bilkul tardin nhi krni chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        dear brother firex main sab se ajim or sakhat baat apnay loss ko control kerna hai ham apna loss ager control kerna seekh jain tu theekh baat hai
         
        • #19 Collapse

          yes you are right agar hamar apass bohat hi achi knowledge ho aur acha experience bhi ho to ham loss sa bach sakta hanlakin is ka lia bahtareen money management aur market analysis karni chahia. lalach hargiz nahi karna chahia aur market ka trend ko daikh kar hi trade open karni chahia.
          • #20 Collapse

            Ham forex trading me hamare knowledge or experience se loss ki level ko adjust karsakte he.Or knowledge or experience ke lie hame forex ke bareme learning or demo practice karna hoga.
            • #21 Collapse

              salam jee han hume profit ke sth sth loss ka bhi sochna chaiye jahan profit hota hai waha loss bhi hota hai to hume ye sb mind main rkh ke kam karna chaiye..
              • #22 Collapse

                Assalam-O-Alaikum jii han jnab demo account me practice kar key hum bohat sarey aisi cheezon say bach saktey hen jis say forex trading key real account me loss hota hey aur isi liye hum is ko use karney ka kehtey hen.
                • #23 Collapse

                  forex ke business me loss ho bhi jaye to us ko hame second trade me recover karne ki koshish karni chahiye is lye mehnat ke sath kam karen agar aap to is me loss ko aap asani ke sath recover kar sakte hain mehnat se he is me kamyabi ho sakti hai .
                  • #24 Collapse

                    yes my brother ager ap ko loss howa hai ap ko chyae k ap srif ik currency pair par kam mat kary ap kisi or esi currency pair par kam kary jo ap ko loss k wakt fida de saky or me to ap ko yehi sugest karo ga k ap market ko anayles zror kary
                    • #25 Collapse

                      yess ap bilkul theek keh rhy hen humy apny loss ko adjust kar k us galti se sabak seekhna chaiye is sy humy future me acha profit milega
                      • #26 Collapse

                        hum is main kam kar sakty hain agr hhumain success hasil karna hay to hard work kar kay achy say an aho ga kun kay is mai full focus say market main achi eraning hasil ho sakti hay is main kafi profit ho sakta hay
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #27 Collapse

                          sir baat ya ha kay forex ma hamay tab hi loss hota ha jab hamry pas experince nai hota ha qk begar expeirnce k ap forex ma tarde nai kr sakty ha islay ma apko yahi kaho ga kay apko bs mhenat krni chahiye lakin expeirnce forex ma lazmi ha jis say ham ghr bethy earning kr sakty ha or isay apnay dreams ko bhi pora kr sakty ha
                          • #28 Collapse

                            Forex me apko Apne account ko adjust mein. Management or experience ki need hoti hai agar Apke Pas experience nahi hai aur aap money management Mein kaam karna Bhi Nahi Jante to aapko money management course likhna hoga tab Jagah proper risk Leke market Mein Apne account ko manage kar Sakoge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Ji haan janab bilkul theek baat hai forex trading main successful hone ke liye sab se must experience aur learning hai is liye zaruri hai forex main real account p trade karne se pahle khub sari learning ki jae experience hone ke baad online trading karain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X