account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??
    g assalam o alikum mera aap sub sa yehi sawal hai k please mujy ye bta dain k hamara aaccount wash kun hota hi or isky pichy waja kia hoti hai ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

    G dear hamara account is liye wash hota hy kio ky ham is me galtiya karty hy or ham galti ko smajhty bhi nhi is liye hamara account wash hojata hy ham ko chaiye ky ham is achy tariky sa kam kary gy yo hamara account wash nhi hoga
    • #3 Collapse

      Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

      Han hamara account wash Pakistan forex forum main kio hota hey our is ki akhir waja kaia hey ham ko Pakistan forex main jab bhi ham.is main lalach karte hain hamara account wash ho jata hey ham ko chahiye k ham Pakistan forex main kabhi bhi lalach na karin.
      • #4 Collapse

        Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

        Account wash is ly hota hy q ke jb hm trading mein lalch kerty hain or WO trade boht zayada loss mein chali jati hy is waja se hamra account wash ker dia jata hy or hm se WO loss b recovery nhe kea jata or is se b account wash ker dia jata hy
        • #5 Collapse

          Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

          Dear wesay tu forex trading men account wash honay ki different wajoohat hen lekin sub se bari waja ziyada profit ka lalach karna hey kiun k hum jab ziyada profit k lalach men bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account wash ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

            account wash hony ki sab sey bRi wajha lalch kerna hy or lot size ka zeada estimaal risk zeeada lwna ghkat pairs per trading lagana account wash hony ki sab sey bri wajha hy to ap ager account wash hony sey bachna chaty hein to ap greed na krein trade ko waqt per close krein or ghlat pais per trade na lagain lot size ka kam istimal krein ,,,
            • #7 Collapse

              Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

              wailakum assalam dear dost account wash ki bari wja hmari apni bewakofi hoti hai . hum log lalach krty hain bari bari lot lga det hain. proper chart analysis nhi krty jab market nagitvie move krty hain to hamri order par stop loss na hony ki wja se hamra account wash ho jata hai .
              First LEARN Then You Can Remove The "L"
              • #8 Collapse

                Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

                Assalam o alikum my dear member g bilkul ap na thak kaha ha k Pakistan forex ma hama bilkul lalac ni karni chaya q k jab ham lalach karta ha to hamara account was ho jata ha ham cgaya ka ham ko account was hona sa bachana ka liya lalach ni karni chaya balka sabar sa kam lana chaya. Agar ap account wass hona sa bacna chata ha to ap bilkul lalach na karn balka sabar sa kam karn.
                • #9 Collapse

                  Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

                  Aslamolaikum dosto.... Umeed karti hu Kay tamam forex members khariyat sy hugy......hamara wash honay ki waja Ye ha Kay ham forex Kay red KO follow nahi kartay...kuch loog copy paste kartay han jis ki wajah say un ksy account wash ho jstay han..jab bina sochy smjhy Bari lot lsgaty han to baz oqat market negative move karti hay to isay account wash hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                    g assalam o alikum mera aap sub sa yehi sawal hai k please mujy ye bta dain k hamara aaccount wash kun hota hi or isky pichy waja kia hoti hai ???
                    Daily base perform per Yatra ki ja rahi hai agar aapko Yahi Janna hai to aap Kisi Aur ki tried ko read kar le khud se bade Karen repeat karne ki kya jarurat hai form per theek tarike se kam Karen
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

                      Humera account iss main wash iss waja sy hota hain k hum iss main mehnaat karta hain lakin hum copy paste kar laa yeh humeri iss main koi thread yeh post copy wali aa jaye toh humera account iss main ban ho sagta hain or humera iss main real account wash us soraat main hota hain k agr hum iss main kam karta hain toh humeri trade zada lot k ho or humeri koi achi strategy be na ho toh humera iss main account wash kar jati hain humesha iss main safe trading kamiyaab banti hn
                      • #12 Collapse

                        Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

                        Knowledge aur practice ki Kami ki waja se aisa hota hai is k ilawa lalach aa jati hai Dil mein aur barray lot size use hoty hein jis ki waja se market ki movement jb zig zag shape mein hoti hai ya market thorri c against jati hai then account wash ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

                          Hamara account es wash hota hai
                          kuon k hum lalach kerte hain risky trading kerte hain.ziada prophit hasil kerna chahte hain.aur ek hi trade sy sara loss cover kerna chahte hain jis ki vaj sy hamara account wash ho jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: account wash kun hota hai iski akhir waja kia hoti hai ??

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                            g assalam o alikum mera aap sub sa yehi sawal hai k please mujy ye bta dain k hamara aaccount wash kun hota hi or isky pichy waja kia hoti hai ???
                            Salam members,
                            G blkul hmra accunt isliye wash hota hy qk hum forex k rules ko bhi follow nhy krty ya phir bht mistakes krny lg jaty hain so properly smjhain or earn krain
                            JAZAKALLAH
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: account wash kun hota hai iski akhi in waja kia hoti hai ??

                              Account washed hamri apni galatiyon ki waja sa hota ha jab hum bht si silly mistakes krty han loss humy tab hota ba humy chaiya ky hum soch smjh k deham sa trading kryn taky humy acha reward mil sky agr hum mehnat nahi krmgy tu humy best reward b nahi milyga or hum successful bhi nahi hoskyn gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X