New traders ka lai ranmi
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ka lai ranmi
    Jab b new trader market ma in hote hain too old trader ko un ki rahmnai karne chaye kia ap mari baat sa itfaq karte hian ya k nai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G main bilkl aap se agree karta hun keh old traders ko newbies ki help karni chahiye aur un ko rehnumai ki zaroorat hoti hai aur is tarah hum is market main kafi profit kar sakte hain. Market main kabi bhi greedy nahi hon to acha profit kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Jii bilkul agar koi senior trader hey to us ko zaroor new comers ki rahnumai karni chahiey trading ko seekhney key barey men un ko batain ke trading kya hey kis tara ki jati hey demo and real account ka farq batain. Success key secret baten.
      • #4 Collapse

        New traders ke liye rehnumai , hame ek dosre ki help karni chahiye , dekhiye hame ye sochnaw he ke ham ek platform mein hen
        koi age he tu koi piche sab apne experience k hisab se hen , is liye kisi ki help se hame nuksan nahin hogaw balke ikhlaki farz poraw hotaw he .. :)
        • #5 Collapse

          sir baat ya ha kay agar ap aek new user hy to apko bs mehnat krni chahiye tab hi ap kamiyab ho skaty hy lakin agar ap mehnat nai krty hy to apko bs loss bhi ho skat hy lakin sb apko mehnat krni chahi6ye
          • #6 Collapse

            jitna ho sake mere bhai us ko time daina chahye mera ap keliye bhi acha mashvra hea ke jitna ho time do. because ye cheese ap ko acha trader banae gi.
            • #7 Collapse

              I am say that those are new in the Forex market they are only and only learning. After learning then they are practice on the demo account. After complete the both learning then they are join the teal account and work for earn.
              • #8 Collapse

                g han han bhai ma bilkul ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik acha bussiness ha aur achay log ha yaha pa aur han dost sahi kaha rhy hu jb b trading ma koi new join krty hain tou un ko old trader ko deakna chaiya aur un ko helo krni chaiya ta ka wo b aik achay trader ban saky aur ap ka liya achai bat ha..........
                • #9 Collapse

                  Jii bilkul agar koi senior trader hey to us ko zaroor new comers ki rahnumai karni chahiey trading ko seekhney key barey men un ko batain ke trading kya hey kis tara ki jati hey demo and real account ka farq batain. Success key secret baten.
                  • #10 Collapse

                    har koi aaj kal busy hai kisi kay pass time nahenhai kay kisi koi seekhaye ya renumai kary. ager aap khud ko on ki jaga per rakheein to aa pbhi aisa he behave karein gay jaisa kay wo karty hain
                    • #11 Collapse

                      G brother meri traf say new traders k leay puri puri help majood hy main her tarha ki rhnomai k teyaar hoon so work hard kaeein our learning k bad he ager new traders earning shuro karein gy to khuch mily ga
                      • #12 Collapse

                        New of the pakistan forex forum trading agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum
                        • #13 Collapse

                          G ap ne theek kaha hy k jab new trader forex trading ko join karen tu jo forex trading mein old trader han un ko cahaiye k wo new trader ki ranmi karen takee wo bhi achy trader ban kar forex trading business mein profit earn kar saken kiok new trader ko market ka kuch pata nhi hota hy agr ranmi ho jaye tu wo bhi market ko samjh sakty han
                          • #14 Collapse

                            gee haan bhai old traders ko chahe hota he keh woh new traders ke rahnumai krein aur un ko ache learning dein aur sahih trading ke planning batane chahe ta keh new traders apne forex trading mein success le skein aur trading se profit hasil kr ke successful trader bn skein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G agree tu karty han k new trader jab bhi trading karain tu old trader ko un ki help karni cahaiye aur experience trader un ki help karty bhi han lakin new trader kise ki bhi nhi sunty aur end mein jab loss hota hy aur account wash ho jata hy tu phr wo puchty han k kiya hwa new trader ko bhi is tarha nhi karna cahaiye aur apne experience trader se experience hasil karna cahaiye tab hi wo bhi kaamyaab trader ban saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X