Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!
    Dear friend and my dear forex members umeed karta hn ap sb khairiyat say hngy aj ka jo mera thread wo yeh hay k forex men ham jb bhe ziyada mahnat karen gy to yahi ziyada mahnat hamen kamyab bana day gi aur is mahnat ki bunyaad par ham achii lamyabiyab hasil kar sakty han kiun k mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti....!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

    ji han bilkul aapki yah baat bilkul theek hai aur Main is baat se bilkul agri karti Hoon ke forex business Ho Gaya Koi Bhi business usmein hamen khoob meherbani chahie aur kamyabi hasil karne ki koshishKarni chahie kyunki Jab aap mehnat karte hain to aapke liye Kisi bhi Business mein kamyabi hasil karna bilkul bhi mushkil nahin rahata
    • #3 Collapse

      Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

      g han belkul thkn kaha hy mehnat insan ko kabe bhe jhokny nai dety.jo insan mehnat ky sath kam katra hy dill laga ky kam karta hy wo insan kabhe bhe jhok he nai sakta,q keh mehntyi log bhamnesha he kamyabi hasil n karty hen kabhe bhe nakam nai ho sakty es ley man apsy kahna cxhata hun keh dill laga ky kam karen kamyabi he kaamyabi mily ge
      • #4 Collapse

        Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

        Assalam o alaikum dear friends and members umeed Hai ap sab thek hnge.hard working se hum bare se bara Kam Jo keh impossible ho usko bhi possible bna skte Hain r forex pe agr trading se pehle analysis pe hardworking kren ge r planning kren ge to mehnat hamen kamyab trader bna deti hai
        • #5 Collapse

          Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

          G han mere pyare friends bilkul ap ny thk kaha hy kamyab banda kabhi jhukta nhi hy hamen chahiye k ham khub mehnat kren gy to kabhi nakam nhi hn gy mehnat sy hi phal milta hy mehnat krny sy insan fresh rehta hy
          • #6 Collapse

            Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

            G bilkul mehnat insan ko kbi jhuknay nahin deti.mehnat ka phal late hi but ak na ak din zaror milta hai jo bohat meetha hota hai.or kamyabi hi kamyabi milti hai but mehnat shart hai ye kro gy to ap kbi nahin jhuko gy
            • #7 Collapse

              Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

              Ji Bhai aapki baat bilkul theek hai Forex trading business hi nahin duniya ki Business mein agar aap hardworking se kam Karenge to aapko kamyabi bahut hi jald Hasil ho jayegi aur aapko pareshani ka Samna nahin karna padega hardworking bahut jaruri hai
              • #8 Collapse

                Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

                g sir mehnti insan kbi b kisi py depend ni krty wo khd mehnt krty hen r is kabil bnaty hen khd ko k acha sy acha profit earn kren wo loss sy bi b preshan ni hoty blky loss recover krny ki koshish krty hen esy traders kbi kisi k samny ni jhukty r himmt r hosly sy kam kr k kamyabi hasil krty hen
                • #9 Collapse

                  Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

                  ASSALAM o aalaikum g han friends ap ki baat bilkul thik hy Pakistan forex min mhenat ka hi bhi inasan ko jhokny nahin deti jo isna dilnlaga kr ziyada sy ziyada mehnat krta who kabhi bhi nakkam nahin ho sakta qk insan ki mehnat hi insan ka opr depen krti hy agr insan mehnat nahin karta os insan kabhi kamyab nahin hota hamin chaiye ka hum daily ziyada sy ziyada postin kry aur apni earnings ko mazboot sy mazboob bain jiss sy hjm nakami sg jhunknh na pain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

                    G my dear brother .Ap ki bath thk hy forex ho ya any business menth hi humain rag larti hy .kue ky forex main unlimited struggle karin to hi hum benefit earn karin gy to hi forex main successful business main bn sukhty hn .kue ky forex ki gi struggle kabi bi zaya nh jati hy .
                    • #11 Collapse

                      Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

                      W/salam Gggg bhai blkul theak kaha hy apny Mehnt insn ko kbhi jhukny nhy deti kisi k agy Qk apko ALLAH py or apni mehnt py yaken hota hy Or whi insn hi kamyab hota hy jo mehnt krta hy Forex py bhi yahi rule hy ap jitni mehnt krain gy utna gain krain gy
                      JAZAKALLAH
                      • #12 Collapse

                        Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

                        Jee biljul aik aisa inssaaan jo apna kaam hamaisha mehnat say karta hay or zayada say zayada time dai kar na sirf kaam ko karta hay balkay kaam ko seekhta bhi hay aisa inssaaan zindagi mein kabhi kisi k samnay nahi jhuktaaa. Wo hamaisha apni zondagi mein behtreen insaan rehta hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

                          YeS MehanT InsaN Ko JhUkne Nhi DeTa HaIn MehNat KaRen To kMaybI MilTa HaIN ForEx TrAdDINg Main DaiLy PosTInG KaRna ChaHye Aur Is Mian Ache PosTing Se Hi BonuS Mil Sakta Hain Ham IS MAin ACHA Bonus MIl Sakta hain Ham Ko Is Min DAily Posting AUr HardworKing KarNa ChHAye Aur Mehnat Insan Ke IzaT Ko BaChaTa HaIn
                          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                          :1f4af:
                          • #14 Collapse

                            Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

                            Brother yeh bohat hi achi baat hai keh mehnat kabhi bhi insan ko jhuknay nahin daiti hai mehnat k bina insan kch bhi ni hai mehnat se hi azmat hai or agar hum insta forex mein mehnat krain gay tu hum aik din kamyab zaror hogay or dunia hamaray qadam choomay gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mahnat insan ko kbhe jhuknay nai deti hay......!!!

                              aslam o alikam g han bhai ye bat bilkul sahi ke jo bi insan mehnat kerta ha wo kabi bi nakam nhi huta mehnat kerne se ap kabi bi kisi ke samne gukte nhi belke apne paon per khare hu jate han mehnat hi ap ko ik mazbot insan bena daiti ha kion ke mehnat ma hi azmat ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X