Smart trading Vs conjusted trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Smart trading Vs conjusted trading
    Kuch members bahot hi zyada conjusted trading kerty hain ky aik hi time main thory sy balance per bhi bahot zyada trades chal rehi hoti hain jis main sy kuch profit main bhi hon tou koi faida nehi hota smart trading yeh hai ky aik trade ya maximum two at a time open hon ky profit ho tou withdraw kerwaya ja saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Smart trading Vs conjusted trading

    G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, ek smart trader hamesha ek wakt main ek say zayada trade open nai karta mtlab woh over trading nai karta aur ek trade open karta hay aur us k bad woh us ka profit withdraw karata hay aur us k bad hi koi aur trade open karta hay aur aisa trader market main asani say survive kar leta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Smart trading Vs conjusted trading

      Assalam o alikum Je Bhai Jan ap NY bilkul theek kaha forex forum main kuch log bhot hi conjusted hoty trading main jitni lot size kam rakho gy itna hi fida bhi kam ho ga chahiya kuch bhi ho
      • #4 Collapse

        Re: Smart trading Vs conjusted trading

        AOA my dear brother apki bat ko m fallow krta hn k axsar trader ek he waqat mi conjusted trade lga lyte hy jo bilkul galt hy pak forex mi ek smaal account rakhne wala trader ek smal trade lgta hy ek trade profit mi close kr k phr aor trade open krta hy.
        • #5 Collapse

          Re: Smart trading Vs conjusted trading

          hamy best experience or knowledge haisl kar ky conjusted trading ko achy sy samaj kar kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain agr ham is main emotional ho kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: Smart trading Vs conjusted trading

            Trading business Ek bahut hi Jabardast business Hai ismein Vahi log kamyabi Hasil kar sakte hain vah smart Hoga ismein Kam karte hain oversmart bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar sakta agar aap kamyabi Chahte Hain To hardworking se kam karna bahut jyada Jaruri hoga
            • #7 Collapse

              Re: Smart trading Vs conjusted trading

              Dear members Forex main smart trading hi Achi aur behtr hOti ha becOz fOrex main trading k liy apkO smartly Kam krna prta ha apko iskO seekhna prta ha iskO seekhta ha aur Acha profit gain krskta ha Forex main trading k liy hardwork ki bht zrOrt hOti ha aur is k sath sath smart wOrk BHI need hOta isliy ye donu chezian BHI count hOta ha
              • #8 Collapse

                Re: Smart trading Vs conjusted trading

                Karne mein Hamari pahunch gaya tha help provide karti hai isliye Hamen chahie ke kam Mein management system rakhen Jyada acche wala bonus Hasil karne ke liye Hamen Yahan per post ki quality bahut jyada acche wali rakhni Hoti Hai Jitna Jyada Ham 500 words Mein post karte hain Hamen bonus bhi uthane acche wala Milega Hamen long time kam karne ke liye acche wala bonus banana padta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Smart trading Vs conjusted trading

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
                  Kuch members bahot hi zyada conjusted trading kerty hain ky aik hi time main thory sy balance per bhi bahot zyada trades chal rehi hoti hain jis main sy kuch profit main bhi hon tou koi faida nehi hota smart trading yeh hai ky aik trade ya maximum two at a time open hon ky profit ho tou withdraw kerwaya ja saky
                  Ek time Mein Ek trade hi open Karni chahie Jab Ham ek time per different rates open kar dete Hain tu trading Mein Hamara Rishta bahut jyada increase ho jata hai kis liye ek time per ek hi trade open Karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Smart trading Vs conjusted trading

                    Forex trading ko start kartay he maximum log is tarah ke trading kartay hain k chota sa balance daaal k sara din lagay rehatay hain aik trade clear nae hoti or lagatay jaytay hain in the end account blow ho jata hay.waqt k sath sath un ko pata chal jata hay k trading ka ye tareeqa sahe nae hay or phir wo smart trading ke taraf anay ke koshish shuru kar detay hain.
                    PAKISTAN ZINDABAAD

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X