Fundamental kisy kehty hain$#&$#

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental kisy kehty hain$#&$#
    Fundamental wo jaga ya h keh sakty hain k wo area Jahan say hum news chaek karty hain or pher news ki deakh k hi hum Kam karty hain jub k humy is k bary main jannay k liye bht mushkil pash ati hai q k ye bht tough hota hai is liye learn karny ki koshish Karen ta k hum loss say Bach saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

    Fundamental analysis me aap ki news aa jati hain jo apa dekhty sunty ho.. news aap chahye social media sy lo yaa phir news channel sy.. phir us news ko dekh kar analysis krna is ko fundamental khty hain
    Achy Threads py thanks tu banta hai na
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

      Market news per jab marker move kerti hai tou usko fundamental move kehty hain ky kuch news market ko bahot zyada effect kerti hain aur kuch sy market per koi effect nehi hota lekin jo news her dafa market ko bahot zyada effect kerti hain unko zarur mind main rakhty huey trade continue kerni chahiay ky ham secure trade ker sakain
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

        Assalam o alaikum dear member fundamental anaylise jo news py trading krty ha osy fundamental kehty ha ya bhot risky ha
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

          forex trading buinesss me market news par jb market move krti hy use fundamental move khete han news market ko bhot zeyda effect krti hy market agr news me value nh krti tu market ko sumjne ka ptta jaldi se na news market se ham trade ko continue krni cheye ky ham mehfoz trade kr kr sakn ge
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

            Dear friends, fundamental ka mtlab hota hay kisi pair k baray main news update say touch rehna aur us ko follow kar k hi trade open karna, aisa trader news ko read karta rehta hay aur jab news release hoti hay us k mutabik trade open karta hay but fundamental bahut zayada lengthy hota hay aur sekhnay main bahut wakt lagta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

              hamy best experience or knowledge hasil kar ky fundamental ko achy sy samaj kar is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain is main hamara koi boss nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

                hamy fundamental ko watch kar ky kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus earn kar ky market main run kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: protrader0786 پيغام ديکھيے
                  Fundamental wo jaga ya h keh sakty hain k wo area Jahan say hum news chaek karty hain or pher news ki deakh k hi hum Kam karty hain jub k humy is k bary main jannay k liye bht mushkil pash ati hai q k ye bht tough hota hai is liye learn karny ki koshish Karen ta k hum loss say Bach saken
                  Gggg blkul bhai sahi kaha fundamentals hmri basic source of analysis hoty hain jaha sy hm markt ka analysis kr skty hain is ma news ajti hain jo hmy markt k bary ma btati hain isk ilwa hmy ye news kisi bhi platform sy mil skti hain eg social media electroni media ya paper media sy Bss unka analysis kr k hi hum trading krain to best way hy ye
                  JAZAKALLAH
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

                    G bilkul ap ki bat theek hy k fundamental analysis mein ham news k through analysis karty hien jaisa k Eur/Usd k fundamental analysis mein ham daikhty hien k America mein agar berozgari k shara barti hy to dollar kamzor hota hy agar dollar kamzor hota hy to euro behtar hota hy isliey ham eur ko buy karty hein aur agar berozgari ki shara kam hoti hy ya baramdaat barhti hein to phr dollar behtar hota hy aur euro kamzor hota hy isliey euro ko sell karty hein.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental kisy kehty hain$#&amp;$#

                      Fundamental computer ke parts ko kehty hain jis se yeah pata chalaya jaa sakhta hain computer ke parts kon kon se hoty hain as ke allawa ap fundamental main type of computers desk computer working of computers yeah sub fundamental main shumar hoty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X