profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?
    forex aik international business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy hard work or sabar sy is main kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain agr ham acha profit gain kar ly to hamy emotin ko control kar ky next is tahra mehnat sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

    Ji bhaijaan prapt hone per insan ko chahie khud ko control mein rakhen aur lalach na Karen kyunki a lalach ki vajah se Sara profit Los mein Chala jata hai aur account wash ho jata hai isliye kabhi bhi lalach se Kam Nahin Karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

      G bilkul humny apny AP ko khud main kabo main rakhna chaye ta k hum or achy say Kam Kar saken humary pass Jo profit ata hai to ho sakta hai k ye loss main badal jay or humy nuksan ho jay is liye emotions ko control main rakhen
      • #4 Collapse

        Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

        Gee bilkul bhi profit ajae to apne emotions ko qaabo men rakhna chahye bal k hmen apne kaam men mazeed lagan rakh leni chahye is sy bhi ziada profit haasil krna chahye or mazeed mehnat karty jaen gy to profit barhta jae ga hmara or aik din experienced person ban jaen gy phr loss sy bhi bachy rahen gy.
        • #5 Collapse

          Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

          Assalam o alaikum sahi kaha hay k agar ham ny bohat acha profit hasil kar liya hay too hamain chaiy k apny emotiony koo control main rakhy naa kay jazbati hoo kar koi trading karna shuru kar dy iss say loss b ho skta hay....
          • #6 Collapse

            Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

            Aoa han g agreed profit hony mai khud ko qabu rakhna laaazmi hai
            • #7 Collapse

              Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

              Asalamo Alaikun dear friend ap nay boht achi baat share ki hy forex business main humain apnay emotions ko control main rakhna chahiay aur patience k sath trade lagani chahiay forex trading main jab kisi member ko thora profit hota hy to woh ziada bonus k lalach main jald bazi main trading karna start kar daita hy jis ki waja say usay loss ho jata hy is liay humain forex trading main apnay emotions ko control main rakhna chahiay
              • #8 Collapse

                Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

                jee hum jub forex mai profit banalety hi to hum apne emotion per control nhi krty or phr big lot size ke ssath trading krne lagjaty hi phr big loss bhi hone lagjata hi phr hum small lot se trading shru krdety hi apne loss ko cover krne ke lye aesa nhi krna chiye humay over confidnce nhi hona chiye or account growth ke sath apne lot size increse krne chiye.
                • #9 Collapse

                  Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

                  Assalam o alikum my dear member g ha ap na bilkul sahi hi kaha ha k hama jab b porfat ho to ham sab ko kabo ma rahna chay hama zeyada lalach ma ni parni chaya agar ham ni zeyada lach kiya tohamara account loss ho jata ha jass ham ko noksan ho jata ha as liya chaya ka ham sab ko prophat ma apna ap ko qaboo ma rakna chaya
                  • #10 Collapse

                    Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

                    hanji agar hamen trade krty hovy profit hojae tu hamen apny emotions pe control rakhna chahiye overconfident nh hona chahiye q k market k badalny ka pta nh chalta movement change hoti rehti hy ho sakta hy profit loss me badal jae isliye ap mehnat kren or apny emotions pe control rakhen.
                    • #11 Collapse

                      Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

                      G han my dear forex friend jab hum acha profit hasil krny k bad humy apny emotions ko control krna chahiy or kod per qabo rakhna chahiy or jald bazi ik or trade nhi lagani chahiy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: profit hony par emotion or kud ko qaboo main rahkna ?

                        Assalam o alaikum , my dear brothers , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k jin traders ko forex forum men profit hota he to wo khushi se beQabu ho jaty hen or apnay emotions ko control nhi ker paty , iss lia un traders ko chahiye k control or sabar ka muzahira kren .
                        Malik Fiaz khokhar

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X