Each and every mistake is important for us.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    yes brother I agree with you. forex aik kism ka business hai aur agar hum business main koe mistake kr dain to wo choti se choti mistake b boht zyada loss krwa sakti hai. es liye hamain choti se choti mistake ka b khas khayal rakhna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Yes your sayings are absolutely right har mistake buhut ihmiyat rakhti magar sab se important chez hai ke jo ghalti ya mistake apne ki hai us se seikhain aor next time avoid karain ta kay apko future main faida ho warna ap hamisha nuqsan uthaiyen ge agar sikha ni tb
      • #243 Collapse

        forex trading aik bohat he risky business hai jis mai loss b ho sakta hai aur profit b. is liye ham ko chahiye k ham is business ko careful ho k karen aur koi mistake na karen. forex trading mai hamari har aik mistake hamary liye bohat important hoti hai aur ham ko isy nazar andaz nahi karna chahiye. ham apni mistakes py qabu pa k he forex trading mai acha perform kar sakty hain aur life time high money earn kar sakty hain.
        • #244 Collapse

          Jab tak hum apni mistakes ko control nahi karain gey, hamain loss hota rahay ga aur hum disappoint hotey rahain gey. Loss ko kam karney ka yeh method hy keh mistakes ko repeat na kia jaye takeh wohi loss dobara na ho jaye. Yeh bhi aik tarah ki learning hoti hy. Mistakes sey disheart na hon balkeh in ko correct karain aur phir profit key leye rastey ko asan banayen.
          • #245 Collapse

            yes dear you are right hume apni mistake se sikhna chahiye tab hi hum ache trader ban sakte hain jo log apni mistake se nahi sikhte wo na kam hi rehte hain forex aesa business hai jis me ghalti ki koi jaga nahi hai.
            :o love FOREX without any condition :o
            • #246 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen har mistakes se acha lesson hasil hota ha ye aik asa business ha jis me hm mistakes se acha lesson hasil kar k hm is business me acha earn b asnai se kar skaty hain isi liye mistakes se acha lesson hasil krna chahe
              • #247 Collapse

                Agar each and the every of the pakistan forex forum trading my agar pakistan forex forum trading my agar ap
                • #248 Collapse

                  Mistakes important hoti to hn lykn yh har bar bhi nhi hony chahey kun k bnda mistakes sy sekhta to hy lykn ab sekhny k y liy mistakes kry to yh bywaqoofi hy or trader ko chahey ky wo mistakes ko kam sy kam kry or daily plane sy chly wrna mistakes ky chances zyada ho jaty hn
                  • #249 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum pahli baat to ye hey key forex trading me mistakes ki koi jaga nahi hoti aur jo log forex trading me apni mistakes ko control nahi kartey hen ya nahi kar saktey wo kabhi be is business me kamyab nahi ho saktey.
                    • #250 Collapse

                      Yes you are right we should be learn from our mistakes in the forex business . .Learning is the most important in the forex market . We can not make the success without the knowledge and expeerience...
                      • #251 Collapse

                        G janab har mistakes hamary liyay important hoti hy agar hum woh mistakes na kry tu hamy kuch bhi hasil nai ho ga or sab sy bari baat ap ka expeuirnece axha ho tu ap sab kuch kr skty hy.
                        • #252 Collapse

                          forex ke business hir mistake hamere liae ak lessonn hi ham ko am mistake ko write kir lena chia take ya dobare na hon as business min ap ko hir jaga per mistakes milan ge as ko write ker ke ham apni learning ko better kir skte hin
                          • #253 Collapse

                            yes jo b misktes hum karty han wo humy ly faidamand ha humy un mistakes se he learn karna chay agr ap mistake se learn nahi kary gy tu ap kamyab nhi ho pay gy ap ko chay mistake se learn kary
                            • #254 Collapse

                              BILKUL Bhai, q k insaan galtiyoo se he to seekhta hai, hame chahiye k fundamental analysis karen, technical analysis karen or market sentiments check karen taa k future me ache forex trader ban saken. Asal me hum forex trading ko jitna easy samjhte hain ye utni easy nahi hai, hame long term success k liye hard work karna prta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                yes forex maizara c be galti ap ko loss karwa deti hai aur esi ko agar next time ap sahe kar lay tu lakho ka profit be day ge aur yahe tu hai acha sekhna

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X