Confidence ka hona kitna zrori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence ka hona kitna zrori hai
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main hamara pas confidence ka hona bhe bahut zrori hai confidence ham ko tab milta hai jab ham forex trading ka bara main bahut sara knowledge aur experience rakhta han ham na jis chez pai trading krni ho phala us ka bara main analysis krta han phr ham ko pta chalta hai ka buy kran ya sale kran us trah hamara confidence level bhe high ho jata hai jab hamara pas knowledge hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

    dear friend forex trading mn achhi trading k liay apka confidence hona bahot zroori ha aur meray khial mn apkay achha confidence tub ho ga jb apkay forex ka complete knowledge aur achha trading experience ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

      AOA! dear friends kasy han ap log ji hn brother trading main confidence k hona bht ziada zarori ha ager hum confuse ho k trading karein gy tu humain acha profit earn nhi ho sakta is liay humain trading confident ho k kerni chahaiy.
      • #4 Collapse

        Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

        Confidence Itna Jaruri Hota Hai Ki Duniya ke kisi bhi Business mein agar aapko kamyabi ki jarurat Hoti Hai To confidence Se Hi Hasil kar sakte hain confidence Nahin hoga to kamyabi bhi nahin Hogi
        • #5 Collapse

          Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Gps401 پيغام ديکھيے
          Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main hamara pas confidence ka hona bhe bahut zrori hai confidence ham ko tab milta hai jab ham forex trading ka bara main bahut sara knowledge aur experience rakhta han ham na jis chez pai trading krni ho phala us ka bara main analysis krta han phr ham ko pta chalta hai ka buy kran ya sale kran us trah hamara confidence level bhe high ho jata hai jab hamara pas knowledge hota hai
          Acchi trading karne ke liye kaun se Dance Ka Hona bahut jyada jaruri hai Agar aapke pass kaun se dance Nahin hoga to aap acchi trading nahin kar Sakenge Kyunki aapko Apne analyzers aur planning Kahin yakin Nahin hoga
          • #6 Collapse

            Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

            Assalam o Alikum ,y dear friends bhai jan ap sab thik hi ho ga bro or ap sab ko Allha pak hmsha kochs rhaka bro or ap ki baat bikul thik hy k hamy agr hamy pas confidence hoga to hm khai bi nokam nhi ho ska ta hy is k ilya hamy ziyda sa ziyda mahnat krni chahiya bro jisa hamy ko bi masla nhi aya bro ap bi mahnat kro na plz ap koi bi masla nhi aya bro
            Malik Fiaz khokhar
            • #7 Collapse

              Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

              hello sir g sahi kha apny forex m kam krny k leay confidence bht zarori ha trading krty wqt apko confuse ni hona chahehy blky apko chahehy k analysis kren achi trh r confidence sy trade len jitna ziada knowledge hasil krty jy gy ap apka confidence utna brhta jy ga isi leay ziada sy ziada learning kren
              • #8 Collapse

                Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

                Confidence Ka Hona bahut hi zaruri hai Jab Bhi Ham Koi kam Karte Hain To Agar Hamari underconfidence hoga to vah kam Achcha hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

                  Forex k baray main aap sub k pass confidence ka hona bhot zarori ha bcoz ager aap k pass forex k baray main confidence ha toh phr aap forex pak forum pe forex k baray main posting kr k acha bonus aasani se hasil kr saktey han...
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

                    hamy forex mai confidence ky sat kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana skaty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy siraf lossho jy ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence ka hona kitna zrori hai

                      Salaam,
                      Dear friend ap ny thk kaha, Forex mai kamyabi k liy confidence ka hna bht Zarori h, aur Forex mai confidence us time aye ga jb ap k pas acha knowledge aur experience hoga, is liy ap ko chahye k ap Forex mai knowledge aur experience hasil kren ta k ap kamyab hn.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X