Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?
    A.o.a . Dear forex membrz mera ap sy ye sawal hy hmain kuch frndz by kha hy k ye kam haram hy q k es me ap mehnat ni krty ho aor ye jowaa hy. To plzz ap senior membrz es bat ko confrm kr dain k ye sach hy ya jhot..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhai yh bat theek nh hy q kh forex trading to islam ky asolon ky ain motabik bnaya gya hy hmain chahiay kh is main baghair shak kiay hum kam krin yh aik legal business hy.
    • #3 Collapse

      Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

      Forex stock exchange Hai ismein currency ka len Den Kiya jata hai aur jo len Den ka kam hota hai vah Halal hai Kisi Se information Le sakti hain. .
      • #4 Collapse

        Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

        Mujhe is bare mein sahi Nahin pata ki yah haram hai ya Halal Kyunki Kisi bhi Maulvi ne Iske bare mein briefly explain nahin kiya Agar Shayad Kisi Ne Kiya Bhi Ho To Mere ilm Mein Nahin
        • #5 Collapse

          Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

          bhai9 mujhe as ke barem main koi pata nahi q k islam ke bare main jhot nahi bolna chahiy
          • #6 Collapse

            Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

            Wasa mara khyal ha k is ko start krna sa phla kisi alama den sa is ka bara ma poch lana chia wasa trading krna hram ni ha but forex trading ka ni pta mara khyal ka mutabik jis kam ma nafa nksan dono shamal ho wo hram ni hota forex trading ma b hma profit and loss hota ha r jhan tak bat sood ke ha to agr hma sirf sood milta to hma koi loss ni hona chia ta but is ma hma profit r loss dono ko face krna prta ha phr b kisi alma deen sa is ka bra ma confirm kr lan
            • #7 Collapse

              Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

              kuh kahty hain ky trading haram hain lakin mary kayal mai trading halal hain hum bohat mahnet sy kam karty hain to hamy earnng haisal hite hain or mahnet kar ky haisal hony wali rozi halal hote hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

                walikum assalam dear ap ny acha swal pocha hai forex trading hram nhi hai q k hm is main mehnat krty hain tb he bonus milta hai ar trade main hm currency exchange krty hain us main bh hmn mehnat ki zrort hoti hai market analysis krna prti hai tb ja kr hm profit gain krty hain islia ap isy gambling mt khn ye ek acha buisness hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

                  forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hm is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai night ma be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nah hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

                    Dear mein koi molvi to nehn hain leken forex trading meian loss aur profit dono shamil hain ye bhi halal hi ho ga
                    .................................................. .................................................. .................................................. .......
                    • #11 Collapse

                      Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

                      Haha dear respected ...
                      Trading ka halal haram se kli wasta nhi hyye hmarii khud ki mehnst hy
                      Mehnat krty rehna chahye or jo kam mehnat se hobwo halal hta hy hram nii
                      • #12 Collapse

                        Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

                        Mere Khyal Ke mutabik Jo log Aise Soch rakhte Hain ke Forex trading haram business Hai To vah looser Hain forex business Ek behtarin business hai jismein aap apni investment ko invest Karke profit ya loss Hasil Karte Hain
                        :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kuch log khty hain k trading haram hy. Kia sach hy ye?

                          Trading haram nahi hai trading kerna to ambiya ka pesha bhi raha hai log trading ko nahi forex trading ko haram kehty hain k ye eil jowa hai and ye jowa kesy ho sakta hai kiun k is mai hum khud mehnat kerty hain loss r profit bhi hota hai to kesy juwa hua ye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X