Jitnii mehnat utnii azmat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jitnii mehnat utnii azmat
    Asslam o alaikum dear forex member apsay mera sawal yh hay k hm forex mn jitnii mehnat karaingay to hamain kaamyaabi bhi utni milegii .phir wo hm pe depend krta hay k hm zyada mehnat krte hain yaa km ????
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jitnii mehnat utnii azmat

    han g thk kaha hy aaj ky dorr men jiss member ne mehnat nai ke os ne kabhe bhe koy bhe kam men kamyaabi hassil naai ke ,koy bhe kam ho jab taak hum os men kam dill laga ky nai karen gy apny pory shok sy nai kren gy tab tak hamen kam yabi ka milna na mumkin hy es busnes men hum jitni achi mehnat karen gyy hamne utna he achi azmat mily ge
    • #3 Collapse

      Re: Jitnii mehnat utnii azmat

      FoRex Main Hum Jitnaaa Zyaada MaRket Ko timE DeN Fy or JiTni Zyaada MEhnat se Kaam KaRen Gy Utni Hi achi Tarhaa FoRex Ko Samajh bhi SakEn gy Or KaamYaabi Bhi HaasiL KaR SaKen Gy To HumEn KoShiSh KaRni Chaahiye k HumEshaa Lott SiZe BHi SeCuRe RakH KaR Hi TRade KaRen Raakay AcvOunt Kabhi Bhi Wash Naaa Ho....
      • #4 Collapse

        Re: Jitnii mehnat utnii azmat

        Wah wah bhai kmal bat ki hay
        Apki bat men koe shak ni hum jitni mehnat karenge to uska sila bhe zror milta hay.
        Dosto mehnat men azmat hay yeh hmara yakeen bhe hay or iman bhe.
        Bs ye bhe dekhna hay k hum achay or jaiz kam men mehnat kren takay hmen ruswai na uthani prray
        • #5 Collapse

          Re: Jitnii mehnat utnii azmat

          How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy forex business me jitni ap meant kro gy otni Aoki azmat ho gyi yeh to ap py depends krta hy ap kitni meant krty Pakistan forex me
          • #6 Collapse

            Re: Jitnii mehnat utnii azmat

            G dear main apki bat sy agree krta hon agar hum forex k andar ziada sy ziada mehnat krty hen aur experience gain krny k lie hum demo account use krty hen aur trade aik planning k sath krty hen to hum forex k andar kamyab ho jaty hen
            • #7 Collapse

              Re: Jitnii mehnat utnii azmat

              Aap nay theek kaha forex main Aap log jitni zayida mehnat krtay hai aap ko atni zayida kamyabi hoti hai agar aap mehnat nahi krtay tu aap ki post achi nahi krtay tu aap ko acha bonas bi nahi milta iss Lia aap ko acha bonas hasal karna hai tu mehnat kro gay tu uss main hi azmat hai
              • #8 Collapse

                Re: Jitnii mehnat utnii azmat

                g bilkul dear apki baat theak ha ka jitni mehnat utni azmat to mahnat mn hi azmat ha to ziada sa ziyada mahnt krain learning krain phir earning krin jitna acha apka pass knowledge ho ga utna hi acha ap posting or miyari thread kr sko ga to ziyada sa ziaayada mahnt krain demo account ki prectice krain
                • #9 Collapse

                  Re: Jitnii mehnat utnii azmat

                  g hnn bilkul hmm jotnyy mehntt krtyy hnn hmn utnaa he mehntt ka phall miltaa ha hmm jis raftaar se kmm krtyy hnn arr jitnyy ziyda mehntt krtyy hnn tou hmn utnaa he sekhnyy ka mokaa milta arr phirr hmm expert bn jatyy hnn arr phirr kmm kr kyy acha bonus hasil krtyy hnn isliye ziyda se ziyda mehntt krn mamool se postin krn ar dailyy weaklyy arr monthlyy trgets ko complete krn tou phir hmn inshallah zaroor acha bonus milly gaa arr mehntt se hasil ki huee kmyabi ka tou apnaa he mzza hotaa haa ....
                  • #10 Collapse

                    Re: Jitnii mehnat utnii azmat

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
                    Asslam o alaikum dear forex member apsay mera sawal yh hay k hm forex mn jitnii mehnat karaingay to hamain kaamyaabi bhi utni milegii .phir wo hm pe depend krta hay k hm zyada mehnat krte hain yaa km ????
                    Forex trading mein agar success Hasil karna hai to uske liye mehnat karni padti hai agar mehnat Nahin Karte Hain To is business a sakta Sath Nahin Hota Bina mehnat ke trading Karke lock karta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jitnii mehnat utnii azmat

                      Forex trading in a Duniya Ki Har Kisi Business mein kamyabi unhi Ko milati Hai Jo log hardworking se kam karte hain Itni Jyada hardworking se kam Kiya Jaega apni acchi Hamen profit Hasil ho jayegi
                      • #12 Collapse

                        Re: Jitnii mehnat utnii azmat

                        yes ham jitna mehnta karen gee utna hi zamat hota hain mehnat karna zaroori hota hain ham kabhi kamyab nhi ho paen ge ham ko apna posting oar dehan dena chaie uar is mein kamybi hasil kar ne ki koshsh karna chaiye is mein hard working kar ne wale log hi is mein kmay hote hain aur is mein cahe se kam karna chaiye aur mehnat main azmat hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jitnii mehnat utnii azmat

                          g jitni mahnat utni azmat mahnat kamyab ki kunji ha agar kisi bhi kaam may kamyab hona chaty han tou mahnat karen aur kamyab hon agar ap mahnat karty han tou koi nhi kaam na mumkin nahi mahnat se har kaam ho sakta ha forex may bhi mahnat se hi kamyabi mumkin ha aur mahnat ka phel forex may bonus ki shakal may milta ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X