Kya patience bhe zrori hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya patience bhe zrori hota hai
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko patience ka sath trading krni chaya kiun ka jab ham trading krta han aur patience ka sath krta han tu ham ko bahut fiada hota hai patience bahut importance rakhta hai ham ko chaya ka jab bhe trade open kran ham patience ka sath analysis kran aur phr patience ka sath trading kran ga tu ham ko profit he profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya patience bhe zrori hota hai

    Dear my friend ap ki bat sahi hya kay ager hum ko kamybhi gain karni hya to iss kay liya hum ko suber say kam karna ho ga iss kay liya hum ko zada say zada mahnat karni chya iss say hum zaror kamyab ho gay or acha profit gain kar saktya hya.
    • #3 Collapse

      Re: Kya patience bhe zrori hota hai

      G bilkul theek kaha ap ny kh hmin sbr krna chahiy ya na jb bhi hm koi kam start krty hn tu achy ki omeed krty hn kh hmin acha profit mily ga nuksan nhi ho ga or kam final hony tk hmin sbr hi krna chahiy es k liy mihnat krin mihnat or sbr jb dono sath mil jain tu kbhi bhi hmin loss nhi ho skta or karobar mn loss ho bhi jata hy tu os k liy hmin sbr sy kam lina ho ga sbr kamyabi ki nishani hy or allah ko bhi bahot pasnd hy sbr krny waly
      • #4 Collapse

        Re: Kya patience bhe zrori hota hai

        Assalamu Alaikum Dosto Ye Forex Duniya ka sabse alag penis ko Chitra ke sath Karenge to yah Duniya ka sabse behtarin aur alert in business RK Forex trading Ye Duniya ka sabse Shandar Duniya ka sabse top 10 minutes R K marble se log
        • #5 Collapse

          Re: Kya patience bhe zrori hota hai

          Of course brother forex market main survive karnay k leay aur achi earning karnay k leay patience bi bahut zaruri hota hay aur koi bi trader us wakt tak kamyab nai ho sakta jab tak woh patience say kam nai leta q kah jab woh patience say kam leta hay to hamesha achi trades open karta hay jis say usay profit hota hay aur loss nai hota.
          • #6 Collapse

            Re: Kya patience bhe zrori hota hai

            G han forex main kamyabi k liye apko ziada sy ziada patience Karne ki zarurat hai q k jitna aap patience karen gen utna aap succesfuk hongen isliye koshish karen k ziada sy ziada mehnat or patinec rakhen to apko kamyabi mil.sakti hai q k jitna mehnat kare banda utna kamyab hota hai or ager patience rakhy to zaruri sucessfil hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kya patience bhe zrori hota hai

              forex mai hamy sabr or tahmal sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busines hain is mai hamara ou be boss nahi hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Kya patience bhe zrori hota hai

                hello dear member g forex m kam krny k leay patience bht ziada zarori ha agr patience hoga to hum achi earning kr saken gy lakin agr koi trader jaldbazi sy kam ly ga to usy sirf r sirf loss hoga na he wo trader kbi achi earning kr saky ga r na he wo kbi expert trader bn saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Kya patience bhe zrori hota hai

                  yes patience zaroori hain ham jab is main patience se kam kate hain to profit kama sakte hain aor ham ko is mein market ko focuse kar k hi is mein tarde karna chaiye uar is mein ham ko chaiye k ham is mein market ko samjhen k liy is mein mehnat kare aur jab tak ham ko is mein sahi waqat nhi milta hain is mein trade nahi karna chaiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya patience bhe zrori hota hai

                    G bilkul Forex mein patience yehni sabar bahot zaroori hy. patience b ap ki emotions mein ata hy aur jab tak forex mein ap apny emotions per control nai kar paen gy ap forex mein kamyab nai ho sakty. isliey jab ap koi trade lagaty hien to phr us close ko jaldbazi mein close na karen blaky sabar sy us trade ko us k tp ya sl tak jany den.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X