thread karny k bad online rehna zarori hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread karny k bad online rehna zarori hy?
    AOA friends me ye puchna chata hu k thread k bad kch log off line ho jaty ya jb ja rhy hoty hy to end pe thread karty hy uska loss hota hy ya faida sub apni keemti advises dy lazmi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

    Dear brother agar ap thread karnay k bad offline ho jaain to es say na ap ko faida hota hay aur na hi ap ko loss hota hay, ap ka faida aur nuksan es bar par hota hay kah ap ki threads par ketnay zayada thanks miltay hain aur jetnay zayada thanks miltay hain utna hi ap ko acha bonus milta hay.
    • #3 Collapse

      Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

      Yah Baat Jaruri Nahin Hoti ke Friday karne ke bad online Rahana jaruri hai Kyunki online rahakar Koi fayda Hansi Nahin Hota To aapko chahie kya aapko Yaad Karke offline ho jaaye aur apne Baki kam mein masroof ho jaaye Kyunki Sare Ka Sahara Timepass forest form per he spend karna theek Nahin Hota Kyunki Baki kamon mein bhi time spend karna Zaroori Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

        thread kerny k baad online rehna zarroi nahee hy to ap ki jo bhi merzi kry kia krein ager ap k paas waqtt hoto ap inlonr raha krein replyes dheka krein phir ap k liuy best hofa khe ap 25 poats ka baad thread krein phir next 25 k baad thread krein istrah apki thanks k zareey apki housla afzaai bhi hoti rahy gi or apko kaam kerny mein dilll bhi laga rahy ga isliuy kam ko achy trreaqy sey krein hjo hamry liu fayda mund ho,,,
        • #5 Collapse

          Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

          Wasa mara khayal ha thread krna ka bad online rana zarori ni ha ap thread krna ka bad offline b ho skta han is ma koi issue ni offline hona sa koi nuksan ni hota ap offline ho sakte han
          • #6 Collapse

            Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

            g tou mera khiyll ha k esyy koi btt b forex kyy rulles me nae ha kyy hmm thread kyy bdd must online rahn isliye hrr kisi ki mrzii woo jo krnaa chaheye agrr online rahn ge tou b koi faida nae ha arr agrr ofline hojatyy hnn tou isska b koi nuksaan nae ha isliye jbb b apnaa dailyy trget complete kr lnn tou phirr thread krn arr asani rahyy gi ekk sequence me kmm hoga arr phirr agrr farigh time hotou phirr seniors ki poston ko read krn isse bhott information milly ge jokyy forex me kmm ae gee other wise hrr kisi kyy mrzi jo woo krna chahehn ....
            • #7 Collapse

              Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

              thread ko read kar k hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum run karn gay aur hamain knowldge achi ho gi tab hi hum real main bi susss hon gay aur hamain markt main bi demo main practice kar k hi hum real main sucss hn gay aur hamain practice karein gay tab hi hum run karein gay
              • #8 Collapse

                Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

                forex aik acha business hain hum is mai night mai be km kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum thread bana kar acha bonus kama sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai hum apny boss ap he hoty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

                  hum thread bana kar acha bonus kma sakty hain forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo hamy leanring be deta hain or hmy earning be deta hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

                    Dear brother ap k threads krny k bad yeh lazmi nhn hy k ap online rhy agr ap offline ho jaty hy to as se ap ka koe loss nhn ho ga ku k ap ko faida as waqt ho ga k ap k threafs p kitny thanks ap ko mily hy agr thanks zeada ho gy to ap ko bonus acha mily ga aur agr thanks na mily aur ap hr waqt online bhi ho to as ka koe faida nhn hy
                    • #11 Collapse

                      Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: uzairwarasat پيغام ديکھيے
                      AOA friends me ye puchna chata hu k thread k bad kch log off line ho jaty ya jb ja rhy hoty hy to end pe thread karty hy uska loss hota hy ya faida sub apni keemti advises dy lazmi
                      Quality wala kam karna zaroori hai agar bonus Achcha chahie to sirf Threads create kar Lene Se Achcha bonus Nahin milane wala Agar Achcha kam hoga to bonus Achcha milega otherwise Achcha bonus Nahin milega
                      • #12 Collapse

                        Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

                        dear aapki baat bilkul theek hai Hamen koshish Karni chahie ki Threads ke bad online Rahe Ta ke Ham Aane Wale answers per like Karen aur apne bonus ko increase karne ki koshish karen Jitna Jyada Ham apni thirds ke answer ko like karte hain utna Jyada Hamen Acha bonus Milta Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

                          Ji Nahin aapka friend karne ke bad se online Rahana lazmi nahin hai agar aap set karne ke bad offline ho Jaate Hain Fir Bhi Koi Jyada issue Nahin Hota basically hota hai ki Hamari Tarah transfer Ho Jaati Hai Aur log usko kar dete Hain Dete Hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: thread karny k bad online rehna zarori hy?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: uzairwarasat پيغام ديکھيے
                            AOA friends me ye puchna chata hu k thread k bad kch log off line ho jaty ya jb ja rhy hoty hy to end pe thread karty hy uska loss hota hy ya faida sub apni keemti advises dy lazmi
                            Thread karne ke bad Jaruri to nahin hai ki aap online Rahen Agar aapane thread create kr d hain aur submit kar di hai to beshak aap offline ho jao ismein koi msla nahin hai na hi isase Aapki thread ko koi impact nahi Hoga lekin yah try karo ke quality wali thread create karo Agar karni hai to
                            FRD 07 TRADING JOURNAL

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X