Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai
    Hello dear friend Forex mein Ham isliye nuksan Karte Hain Kyunki Ham overconfidence ke sath usmein ghus Jaate Hain aur trade lena na Shuru kar dete Hain yah Nahin Dekhte K Market kis Taraf moving kar raha hai bus ham Yun Hi trade lena Shuru kar dete Hain jisse Hamen nuksan ho jata hai na hi Apne senior kya signal ka Intezar Karte Hain Bal ke Unse pahle hi ham trade kar lete hain isase Hamara account bhi wash ho sakta hai isiliye Aisa kam karne se pahle Apne senior se signal Jarur len aur Soch Samajh Kar kam Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

    G han apki bt bilkul thik hai forex ko zyada tar logo ko es lye nuksan hota hai k wo khud sy trading shoro kr dety hen jis ki wja sy unhe los ho jata hai jo member sirf signal pe trading karty hen wo kabhi los nai karty wo hr trade sy profit hasil karty hen es lye sb member ko nuksan sy bachny k lye sirf signal pe trading karni chahye.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

      Dear forex trading me loss wohi krte hai jis ne mehnat naa ki hoo aor dosto kamiaabi k liey zuroori hai keh ham mehnat kre aor trading kaa ilm seekhe...ta keh bhi profit gain kar sake........
      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

        Jee han main aap se agree krta hon traders ko market mein entry leny se pehly analysis krna chahiye overconfidence ka mtlb loss hota hai kionkeh us waqt traders jald baazi krty hein aur wrong direction mein order place kr dety hein jiski waja se account bhi wash ho jaty hein apny mind ko cool rakhna chahiye tah k right decision ly sakein.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

          Assalam Walekum bhai mere Khyal ke mutabik Forex Mein use Waqt nuksan Hota Hai Jab trader bagair Kisi planning aur knowledge ke market mein investment karta hai jisse use profit ki Bajaye Hamesha nuksan Hota Hai trading karne se pahle Hamesha market ko analyse karna chahie aur phir acchi planning ke sath trading Shuru Karni chahie Taki aapko accha profit mil sake
          :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

            dear forex trading aik aisa business hay kay jis ma ager hamaray pass knowledge aor experience nhi hay tu pher hum kamyab nhi hu saktay aor kuch trader tu aisay bhi hay jo overconfident hu trading kertay han jiski waja say bhi unko loss hu jata hay is liye ager hum achi learning kertay han aor analysis ker kay order place kertay han tu pher hum kabhi bhi nakam nhi hu saktay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

              Forex main hum apni ghalti ki waja say he nuqsan karty hain kyun jab jab hum ghaltiyan karty hain tab tab humen nuqsan hota rehta hai so apko chiye kay forex main apni in mistakes ko control kar layn jab ap nay ye kaam kar liya to ap kamuybi bhi jaldi hasil kar layn gue or nuqsan hona bhi kam ho jiye ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

                As-salamu alaykum doston Forex trading or Pakistan Duniya ka sabse alag sabse Shandar Vinay shakya ke bahut se log berojgar Hain unke Paas koi kaam Kaaj Nahin Hai Sabse best aur sab se Kaise bache
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

                  Assalam o alekum mery piyary dosto umeed krta ho ap sub kheriat sy ho gy ap n bhot acha sawal kea h k forex m humin nuqsn kasy hota h forex m nuqsan ki sub sy bari waja lalach h agar hum lalach m a k ghlat trade laga len gy to is sy hamin bhot nuqsan ho ga r humara account wash bh ho skta h
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein Ham kyon nuksan karte hain iski ki wajah kya hai

                    dear forex k ilawa bhi agar ham koi kaam krtay hain to hamko us main earning k sath sath nuksaan to hoga laikin agar ham forex ko sunay sunai say join karaingay to hamko is say kuch bhi earn nai hoga balk ziada say ziada nuksaan he hoga is liye agar ham is nuksaan say bachna chahhtay hain to hamko chaye k is k baray main achi practice karain ziada say ziada demo pay zore dain aur jub ham yeh feel karain k ham is kabil hain k kuch earn kr sakain to hamko chaye tab ham markeet main kaam karain aisa krnay say ham sab honewlay lose say bach saktay hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X