<Locking your profit in your trades >

No announcement yet.
`

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Locking profit seems a new phrase?
    Some traders use Stop limit/ Trailing stop to secure their trade.
    If one of your trade go on profit, you can set a stop limit, so that if price try to cross that point, trade will get close with profit.

    Imagine one of your trade is in 20 pips profit. If you set stop limit of 10 pips, if your profit reduce and if it come at 10 pips, your trade will close automatically with that profit.
    Anyone do this in trading?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    meray bhai aap ny achay point share kiye heen, laikun mujhay ye puta naheen hy ky stop limit kisi trade pur kaisay lagai jaati hy, please agar ho sakay tu es ka tareeqa katr bhi share kureen.
    • #3 Collapse

      salam bhai main yaha new hu mjhe ye sb pta nahi tha apne achi information share ki hai mjhe umeed hai ke isse sb new logo ko faida hoga
      • #4 Collapse

        amm, <Locking your profit in your trades >, i am new in forex tu ap ke thread mein jo ap ne kaha he mujhe us ke bare mein knowledge nahin he , tawbi mujhe is bare mein pataw nahin he :)
        • #5 Collapse

          han ye bhi aik technique hai k jab ap apney profit ko lock karna chahtey hain to us k liye ap ko ye bat pata honi chahiye k is ki technique kia hai
          • #6 Collapse

            gee bhai hmein apne trading mein apne profit ko lock krna hota he aur hmein apne trading mein take profit stop loss aur jo bhe stops hmein apne meta trader mein milte hien un ko istemal kr ke apne trading mein sahih management krne hote he phr hm apnne trading mein profit ko mhfooz kr skte hien
            • #7 Collapse

              Hamain is business sey profit nikalna hy. Agar hum yeh sochain keh yeh business aap key hath main profit dey ga to aisa mumkin nahi hy aur aap ko kabhi bhi profit nahi ho ga. Yeh hum ko decide krna hy keh kab aur kaisey profit nikalna hy. Maximum traders ziada profit key chakar main lots ko open rakhtey hain aur nuqsan uthatey rehtay hain.
              • #8 Collapse

                g bhai forex trading mien apki trade agar profit mien jaati hia to apko chahiye ke ap is mien us waqt ap apne profits ko lock karlen aur is mien apne profits ke sath ap market se out bhi hosakte hian.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trading aik boht acha busienss hay hum is main agr success hasil karna hay to demo ko use karna ho ga jis ki help say market main kam karny kay liye humain is main kafi rules ko follow karna ho ga k loss km say km ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X