Fundamental analysis..
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis..
    Assalam o alikum dear members mera ap sb sy swl ye hai k fundamental analysis kia hai zyada tr members ye kh rhy hoty hain k hmn technical analysis krna chaye ya fundamental to main janna chahti hon ye hoti kia hn mery khyal main is main hm economic aur social issues ko analyse krty hain different countries ki currency k bary main malomat hasil krty hain k inki position good ha ya bad hmy sell krna chaye ya buy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis..

    Fundamental analysis bahut jyada Jaruri hote hain Kyunki Agar Ham fundamental analysis kar lete hain To Hamen market actual position ke bare mein pata chal jata hai aur Hamari trade ke successful hone ke Kafi Jyada chances Ban Jaate Hain isliye fundamental analysis ko jald se jald Sikh Lena chahie
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis..

      g han bhai jaan apki bat to biklul thk hy hamin forex ki markeet ko smjhnuy key liy fundamntal analyse use kerna chahiy iss mein hamin markeet key trend ka itna to pta chal sakta hy keh ham market ko kis pair per trade lgani hy aur kis ko buy and kis ko sell kerna chahiy iss trah fundamntal analyse hi hamari iss hwaley sey achi help ker sakta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis..

        Agar Baat Kijiye fundamental analysis ki to fundamental analysis bhi Kafi had Tak Achcha hota hai lekin bahut Sare log technical analysis karte hain aur maybe technical analysis ko hi prefer Karunga Kyunki technical analysis bahut jyada Kamyab hota hai aur technical analysis main aapko profit earned karne ke Jyada chances Hote Hain
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis..

          Fundamental analysis bhi Ham kar sakte hain aur technical analysis bhi kar sakte hain Ham trade Lagane ke liye per fundamental analysis Thori Mushkil hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis..

            forex main hamy fundamental analysis ko achy sy samaj kar use karna chahey hamy market ki movement ko dekh kar is ky up or down ko dekh kar is main mehnt sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main ham apny boss kud hoty hain is main hamara koi boss nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis..

              hamy fundamental analysis ko watch kar ky kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham gar beth kar be is main kam kar sakty hain hamy is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis..

                Fundamemtal analysis b market ki harkat ko janny or samjhney ka tariqa hey. Is tareqy mein ham candals ki bjay forex market ko dekhty hen.Ham jis pair ki trade krna chahty hen us mulak k halat, muashiat, be rozgari ki sharah or tijarat par ghor krty hen. Yeh tmam maloomat hamen internet par b mill jati hen or hmara trading broker b hamen bta deta hy. Ik mashhoor website forexfactorey.com par visit kar key han tmam news ko read kar sakty hen. Agar mulak ki muashiat kamzor hoi or berozgari mein izafa hey to uski currency ko sale kren gy or agar kisi mulak ki muashiat mein or karobar mein izafa hey to uski currency ko buy kren gy. Bht sy expert trder is analysis ko bht pasand krty hen.
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis..

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidaperveen پيغام ديکھيے
                  Assalam o alikum dear members mera ap sb sy swl ye hai k fundamental analysis kia hai zyada tr members ye kh rhy hoty hain k hmn technical analysis krna chaye ya fundamental to main janna chahti hon ye hoti kia hn mery khyal main is main hm economic aur social issues ko analyse krty hain different countries ki currency k bary main malomat hasil krty hain k inki position good ha ya bad hmy sell krna chaye ya buy
                  Trading Mein fundamental analysis Karte Hain Jab Bhi Koi fundamentalism Hota Hai to market per bahut jyada interest hota hai aur Market bahut jyada fast move karti hai Jab Bhi Koi fundamental issues Aate Hain to use Puri forex market Mein Asar padta hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analysis..

                    hamy fundamental analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasai kama saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty han hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X