Fourm main Limited Thread K Fayda

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fourm main Limited Thread K Fayda
    Asslam O Alikum. friends jase k pata chala hai k fourm main limited thread kar sakty hai daily ki limit 4 hai tu iska fyada kia hai limit ka. log sochty hai limit nahi honi chahia zyda karain gain to zyda bonus ho ga asi baat nahi hai is ka main fyada hai ye hai k koi banda be faltu topic py faltu thread nahi kara gain. wo us thread main humko kuch na kuch zroor samjya ga koi point humara zroor clear kary ga. jasa main is thread main bata rha hon k 4 thread karni pury din main to humko 4 ache topic chose karna chahia jis se dosro ki help ho saky.. koi be topic ly kar apni thread waste nahi karni chahia.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

    dare friends mere khayal say ye limit soch samjh kr rakhi gai ho gi qk har kam ke apny rules hoty hain or unko follow ker ka kam kerny main humin fayda hasil hota hai ese hi 4 threads open krny par hum achy say apna knowledge share kr sakty hain ziyada ke chakar main hmri threads informative nai hoti.
    Jazak ALLAH ツ
    • #3 Collapse

      Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

      G han dear me apki bat sy agree karta hojn apny bhot information shear ki hai agr thread open ki limit zeyada hogi to bhot sy log thread open karen gay jo kah zeyada bonus kay chakar me fazol thread bhi kar sakty han is lye is me he hamri bahtri hai kah thread limited han or ham ap bat ko asani sy dosron tak shear kar sakty han isi tarha hamen hamry sawal jwb bhi asani sy mil jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

        g han bhai jaan apki bat to thk hy hamin limited threads ki permission sey kafi acha benifits milta hy iss mein ham ust 4 threads kerty hein aur tkreebanunki quality ach hoti hy iss mein her ponit clear btaa diya jata hy ager ziada threads ki permission hoti to hamin usska faida bhi na hota kue keh hamarey pas threads ki quality bhi itni achi na hoti..
        • #5 Collapse

          Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

          Agar aap Forex Jani ke pass Forex forum per daily basis Ke Char thread create karte ho to aapko bahut accha bonus Milega isliye aapko chahie ki aap chat read daily basis per create kar diya Karen Taki aapko Achcha bonus Mile aur aap acchi Tarah Se trading kar sake aur ISI Tarah aapko acchi quality ki post Karni chahie aur daily basis per 50 post kar deni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

            dear friend ap ko chahye k agaf ap forum say acha bones hasel karna chabty hain to ap ko chahye k ap daily basic par a hay sy achay thread karen aur posting lemet ko bhi pora karen as say ap ko bahteren bones mily ga
            • #7 Collapse

              Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

              g han dear ap ny bilkul sahi kaha forex forum main thread aur post dono ki ek limit hai is sy zyada hm post ya thread nhi kr skty is sy faida ye hota hai k srf 4 thread hony ki wja sy hm easily soch smjh kr informative thread kr skty hain jis sy dosro ko bhi information milti hai wo is sy sekhty hain
              • #8 Collapse

                Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

                forex pe threads ki limit hy jo k forex k rules me shamil hy jisy hum change nh kr sakty hy hamen chahiye k hum rules ko follow kren agr limit hy tu iska bh koi faida hy jb unlimited threads krni hoti tu tb threads ki sirf quantity ziyada hoti quality na rehti asy fazool c threads sb krty rehty jo k topic se related na hoti isliye forex thread ki aik limit hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

                  Limited thread ke bare mein aapane baat Ki Hai To Ji bilkul Hamen Roz hi four threas hi Karni chahie aur Hamen niyamit ko cross nahin karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

                    Dear lovely friends forex business main threads ki limit rakahnay k yeh faida hy k kuch members forex main same threads create kartay hain aur aik he topic ko bar bar repeat karty rehty hain is liay forex main her member sirf 4 threads create kar sakta hy forex main humain informative threads create karni chahiay takay humain ziada reply mil sakain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Fourm main Limited Thread K Fayda

                      Sar aapane bilkul sahi kaha hai kya main Forex film aani chahie Agar Amit Mele Mein chalate Hain Main Jarur kamyabi Milti Hai Jahan uska limit Nahin Lenge to kabhi bhi Itni kamyabi Hasil nahin kar Sakenge aur ismein mehnat se kamyabi milti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X