Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?
    AoA and GM dosto. Ham aksar ye suntay rahtay hain k TP aur SL set kia karain, ye acha hota ha. To arz ye ha k TP set karne se ye faida hota ha k baar baar market ko dekhne ki zarurat nahi hoti. Pata hota ha k agar market profit limit tak pahunch jaegi to auto per close ho jaegi. Esi tarah SL me ziada nuqsan se be fikri hoti ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

    AOA! dear friends kasy hana p log brother ap na pocha ha k trading main SL aur TP set kerna zarorei hota ha ji nhi her kisi k liay ya zarori nhi hota ya apni trade main wo trader zarore set kerty han jo her wqt apni trade pe nazer nhi rakh sakty.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

      Pakistan forex ke business mein trading Kearny Waly members tp or SL ka istamal Kerry hain jo boht zarori hota hy hmean chye ke hm trading mein profit hasil kerny ke ly hm take profit ka istamal kerty hain or trading mein loss stop ke ly SL ka istamal boht zayada zarori hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

        Stop loss aur take profit ki forex mein boht ahmiyat hoti hai aap ko stop loss is liye lgana chahiye k agr na lgaya ho to aap ka account wash b ho sakta hai aur take profit set is liye Kia jata hai k humein lagta hai k market itny profit mein jaye gi phir wapis loss mein as jaye gi
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

          assalam o alikum gud morning to all members ap ny sahi kaha stop loss ar take profit hm islia lgaty hain ta k hmy loss na ho Tp islia lgaya jata hai k jesy he trade us target tk phnchta hai to khud ba khud close ho jati hai hmy iski fikr nh hoti jb k stop loss lgany ka mtlb ye ha k hmy loss km ho trade k doran ye dono strategies apnana bht zrori hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

            Forex main SL or TP k use ka ye faida hai k is sy humari trade long term makn nahi chalti or na he humara account wash hoskta hai isliye koshish karen k ziada sy ziada trades main SL or TP lagaen q k istrah aap ko ziada loss bhi nahi hoga or profit hone oar apki trade auto close hojaegi.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

              dear and forex members ager ham trading kerry waqt s; or tp set ker dein gy t hamin bhut zeeada fauda bhi hoga or hamri trading bhi carefull hogi isliy stoploss utna hi lagaya krein jis sey ha,in acha p[rofit hasil ho or market k trend k mutabik set kia krein take peofoif lagany sey hamri trading khud bhi close jho jati hy or jhamesha profit sey hi close hoti hy /..
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

                Aksar Aysaa HoTaa Hai k Hum MaRket Ko Continuously Time Nahi day saktay hain Or Kayi dafaa humaari Trade achay Khaasay PRoFit main aaa KaR Bhi loss Main Chali Jaati Hai To is se baChnay k LiYe Hum peNding Orders kaa use kaRtay Hain in peNdiNg Orders Ko naa Sirf trades cloSe karnay Balke trades opEn kaRnay k liye bhi use KaR saktay hain....
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

                  g han trading man sl yah tp zarori hai is man bhot faida ho ta hai is liy sl ya tp laga na chahey or jbtp lagany sy porfit ho ta hai to trade apny ap colse ho jati hai or sl sy loss bhi ziyda nhi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

                    Forex trading mn jo trader learning ky bad ata hy wo trade plane ky sath open kerta hy is liy uska risk r reward us ky mind mn hota hy jis sy wo trading kerta hy is liy tp r sl hona lazmi hy jis sy hm big loss sy bach skty hn r acha profit bhi earn ker skty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

                      Asslam o alaikum dear forex member apnay sahee kaha hay kay Hamen trading means toppers business karna chahie Kyunki yah Hamara account save karta hai aur Agar take profit kaise use Karenge to use limit Tak Aate Aate Hamara trader automatically close ho jaega aur Jo Mera profit Hoga vah se ho jaega isliye donon hi bahut se useful Hain Hamen donon ko Madde nazzar Rakh kar trading karna chahie..
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

                        Kamyab trader Jo Hota Hai vah Apne heart rate mein stop loss aur take profit ka use Karta Hai isase account save rahata hai. .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me SL aur TP set karna kio zaruri ha?

                          fforex trdaing main stop loss or take profit trading tools hain jin ko trdaing main use karna zarori hota hai es liye aghr hum en ko apni trdaing main use nahi karty hain tu hmari trdaing ka koi faida nahi hota hai hain loss he ota hai sy4e es k iwa stop loss or take profit jub hmari trdaing main lagy hoty hain tu hmary account k wash hony k chnaces boht kam hoty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X