luck par bharosa nahi karna chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: luck par bharosa nahi karna chahye

    Hamesha luck per he nhi Rehna chahiye k bs order lag do luck hui to nikal he jaye ga kabhi kabhi luck insaan ko marwa b deti hai soch samajh kar trade karein demo practice poori karein aur knowledge b haasil karein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: luck par bharosa nahi karna chahye

      Gee haan Aap nay bilkul theek kaha forex main aap ko Luck pr hi barosa nahi karna chaiy aap ko apni mehnat say kaam kray gay tu aap ko success ho gi agar aap mehnat nahi kray gay tu luck bi Aap ka sath nahi dati iss Lia luck bi mehnat karna wala ka sath dati hai
      • #18 Collapse

        Re: luck par bharosa nahi karna chahye

        iss bussiness mein lucknhhee chltaa haii paar hkeshaa nhe yh ak aisaa bussiness haii jis mein strategy ziada importance rakhtee hai agaar hum sahee sy kam krain gy aur ache startgy bnain gyy to zror kamyab ho gyy aur loss bhe ziada nhe hogaa
        • #19 Collapse

          Re: luck par bharosa nahi karna chahye

          sahi bat hai is online kam ma experience ki zarort hai ye asia kam ha is ma luck nai chalta ha damag chalana parta ha or jis ne sahi damag use kiya wo hi kamyab hai is business ma bs hum knowledge ki zarort ha jise hum aik behtreen earning kr sakty hai.
          Mehnat Me Azmat hai
          • #20 Collapse

            Re: luck par bharosa nahi karna chahye

            Forex trading mein luck k bajaye ap ki skills aur experience kam ata hy. kio k agar ap lucky hien to by luck ap 2 ya 4 trades mein to profit earn kar sakty hien lakin phr loss hi loss lakin agar ap k acha knowledge aur experience hy to phr ap forex sy achi monthly income hasil kar sakty hien.
            • #21 Collapse

              Re: luck par bharosa nahi karna chahye

              aslam alikum all members g han hmaen luck py bhrosa nhi krna chy q k hmn chy k bum mhnt kren or achy sy acha km kren or forex mn.experience or knowledge chlti h na k luck luck bhi tab sth dta h jb ap ka km acha hta hy asy nhi forex mn bhi apk km ko dekha jta
              • #22 Collapse

                Re: luck par bharosa nahi karna chahye

                G Han bahi jan apka baat perfect hai lalach per kabi be barosa nahi karna chahiya Kio k lalach humara dushman hai aur lalach humey har time nuksan deta hai.
                • #23 Collapse

                  Re: luck par bharosa nahi karna chahye

                  mery khyal main humay luck par depend nahi karna chahiye kyun keh luck hamesha sath nahi daiti es liye humay chahiye keh khud mehnat karen kyun keh jitni ziada humari mehnat ho gi utna he acha hum forex trading main achi earning kar sakty hay esmain knowledge bhi bohat ahmiyat rakhta hay
                  • #24 Collapse

                    Re: luck par bharosa nahi karna chahye

                    G nii buht sari jago mai luck hi kam krta hay luck sath na dn tu hum aaj b kch nhi hy or kal b luck pe lazman bharosa hona chahye han forex ik aisi job hy jis mai hum luck pe bharosa nhi bal k apny kam pe bharosa rkhty hain jitna forex ko time denge utna hi humre liye faidemand h
                    • #25 Collapse

                      Re: luck par bharosa nahi karna chahye

                      yes forex trading main luck par bharosa nhi karna chhaye aur is main apne hard working par bharosa karna chahye aur hamen mehnat se hi kamyabi mil sakta hain isi liye hamen chahye ke ham is main mehnat karen auris forex trading ache se kamyabi ke liye mehnat karen to hi ham is main aik kamyab trader ban sakte hain aur luck acha hoto profit kamaya ja sakta hain
                      • #26 Collapse

                        Re: luck par bharosa nahi karna chahye

                        g haan forex mein laalach per bharosa nae karna chaiye... kyun k trading mein jo laalach karta hai kabhi kamyab nae ho sakta yahan laalach per depend ho kar trading nae karni chaiye... kyun k laalach sirf aur sirf member ko loss hi deti hai trading mein jo laalach karta hai fail hojata hai...
                        • #27 Collapse

                          Re: luck par bharosa nahi karna chahye

                          karobar men hameshah qismat sath ni deti Allah Pak ne insaan ko aqal atta kea hai taky woh es ko estimal kar ky apni zindagi men behtar faisly kar saky Alhumdulillah,,
                          es ley hamen chahey keh apny aqal ka sahe estimal karen aur jo bhi kam start karen os k bary men seekhy aur aur tajarbah hasil karny k bad os ko shru kren esi men hamari bhalai hai.thanks
                          • #28 Collapse

                            Re: luck par bharosa nahi karna chahye

                            forex main aap ko kamyabi hasal karni hai tu aap ko apni luck pr hi nahi chorna chaey aap ko hard work bi karna chaey agr aap hard work kray gy tu aap ko kamyabi ho gi iss Lia lauk pr hi nahi chorna chaey aap jitni zaiyada hard work kray gy tu aap ko kamyabi ho gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: luck par bharosa nahi karna chahye

                              Yes dear hum ko chaye k hum luck per bharosa na karen bal k hum ko apne hardwrking per bharosa kerna chaye ager hum hard working keren ge tu hi hamsra luck bn ga aese kese ger hum psting na karnm tu kese bonus mil sakta hai.luck ko choren aur hardworking keren.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X