<Good bye greed, welcome profit>

No announcement yet.
`

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Dear greed ya lalich aik hi hay agar aap lalich say kaam nahi laytay or aap sirf itni hi trading kartay ho kay jiss say aap ko profit milta ho or us kay baad aap mazid trading nahi kartay ho to ya aap kay liya acha hay quen kay lalich buri bala hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      hmm g bahi mai app ki baaat say agrrree karta hon ky forx mai business karny ky li aor zida profit earn karny ky lia app ko greed ko chorna pary ga or wasy bi app greed mai to zida tar loss hi hota hai to is dafa chor ky dakho to app ko profit hoo ga thnx
      • #93 Collapse

        Asalam o alikum bhai ap ny bilkal tek kaha m ap sy agree krta hon k ham jab tk lalich karan gy ham koi profit hasil ni kr skty mgr jb ham greed ko good bye bolty han or sbar sy kam krty han to ap ko profit hota hy
        • #94 Collapse

          dear friend s i thinks
          When we stop greed that we sure make profit in Forex trading market .without greed will not profit in Forex trading market............................................ ..........
          • #95 Collapse

            Yes i am agree with u forex main hmen greed se avoid krna chahye greed harmfull hy is se hmen loss ho sakta hy forex boht acha online business hy is main aph hard work kr k good earning kr sakty hn,,,,,
            • #96 Collapse

              je haan forex mein ziyada se ziyada profit earn karna chatay hain tu kosis karay forex ke market ku daily watch karay aur es mein kaam kartay howay greedy na karay ap ku loose ho ga
              • #97 Collapse

                Dear Friends and Brothers salam TO ALL ,.,.,.,.,.,.,.,.,.,. jee han forex ka business main humein kabi bhi is maiin greed sy kaam nahi lena chaiyen aur is main humein jab hum is main greed ko good bye khety hain toh humein profit ana shoru ho jata hain,.,,.,.,.,.
                • #98 Collapse

                  my brother you are saying perfect that if greed factor exists in our trading then we lose money in this market so avoid greed factor in order to make consistent profit in the marke Before trading avoid greed factor then we also achive profit from the forex markit eaisly
                  • #99 Collapse

                    Greed is curse. Lalach main insan ko aik bar profit to ho sakta hy lekan ziada loss hi ho ga. Is leye try karain keh lalach say door rahain aur jahan tak ho sakay sabar say kam lain aur wait karain. Sabar ka phal meetha hota hy. Ziada profit key chakar main loss na karain aur jo profit asani say mil raha hy us par sabar karain.
                    • #100 Collapse

                      Ji han jb take hm greed ko goodbye NAE kain gay toa profit ko welkm NAE kar sakain gay yeh mairay personal experience hai jis say mujhy bht ziada faeda hua hai or bht accha laga hai
                      • #101 Collapse

                        Dear ap sahi keh rahy hain agr ap forex ma kamyabi hasil karni hai tu ap ko apni greedness ko dor rehna ho ga or earning karni ho gi .bht sy trader greedness ma ah kar lose kar lyty hain.so away from greedness and get profit.
                         
                        • #102 Collapse

                          kya zabardast baat ki hai aap ne. Yeh greed hi hai jis ki waja se hum apna sara capital loss kar dete hain. Hamen is se avoid karna chahiye.
                          • #103 Collapse

                            asalam o alikum dear friend ap ne bilkul sahi kaha jitn ham is pakistan forex forum pr kam kane k dauran karenge utna hi hamri kamyabi mushkil hai is business mein.
                            • #104 Collapse

                              Yezof course you are say the right that I am agree with you. We are keavevthe greedy and we are success dull trader in he Forex market. We are earn the money regular.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                yes ziada se ziada profit k chakkar main kam profit ka chance bhi gum ho jaata hai yehi greed ka nuqsan hai is liye kam se kam profit target karna cahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X