Kia forex trading course school ya collage ma shamil karna chaya ya nae?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex trading course school ya collage ma shamil karna chaya ya nae?
    Please brother give me your advise mara post hy ka kia forex ki koi course school ya collage ma shmil karna chay ya nae ager shamil karna chaya to is ka fayda kia ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir jee ap nay both acha sawal kia hai laykin maray khyal say forex trading course school our collage may shamil nahi krna chaye
    • #3 Collapse

      forex trading course kabi b school ya college ma samal nai karna chaye q k is sa student ki parhi mutasar hoti ha is waja sa is lia hum ko is bare ma zeda tar student ko dor rkhna chaye tab hi hum success ho sakte hian.
      • #4 Collapse

        Main to is chez ke haq main hun ke forex trading business ko zaroor course main shmail karna chahiye. Aur Economics subject ko compulsory qarar dia jaey ta keh hamary bachon ko pata chal sakey keh currency ki kia ahmiyat hai aur different currencies ka hamari currency per konsa impact hota hai.
        • #5 Collapse

          g ha forex trading ka course pakistan k tamaam school or colleges ma hona chahie is ki vajha ya hy k pakistanioo ko pata chalay ga k trading kia hy or ham is ma kesay pasay earn kar saktay hy balka comerse k students trading k mutalaq parhtay hy acounting k subject ma
          • #6 Collapse

            jo log is failed ki traf ana chahy un logo k liye prper books honi chahy un logo k liye proper insitutes honay chahye ta k wo achi tah lern kar k trading kar sakay aysa agar hojay to boht hi acah hoga ku k hamay kafi faida hojay ga ham trading kisi ki guidness k bina nahi kar saktay
            • #7 Collapse

              yes my dear bother online ma best work hy forex trading k online ma boant sa class ho ta hy jas ama logo Forex trading kon learning kr ta hy bother or forex trading ma achi income Kama na bata hy bother online ma best work hy bother
              • #8 Collapse

                agr school ya clege me shamil nae kia jaa sakta tou university level pe tou zaror karna chaye kyu ke aaj kal ye bhi taizi se spread ho raha hy
                • #9 Collapse

                  mujhy nahi lagta hai k demo account k baad aap ko kisi school ya phir collage ki need rehti hai demo account hi kafi hai
                  • #10 Collapse

                    asalam o alikum ji han dear me ap ki baat se agree krta hun ap ne theek kaha k forex ko hamary school or college course me shamil hona chye kiu k es se ye faida hota ha k hum chorty level pe he trading seekh ksty ha or achy trader ban skty ha
                    • #11 Collapse

                      jee bhai mere mutabik to aik book honi chahye kay jis main forex trading kay baray main parhain or us main sub kuch seekhain kyun kay ye bohat acha hai bachon kay liye.
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business ka aik alag sa school or collge hona chahye ta ky ham acchi tarha sa forex trading ko seekh saken .forex trading ko ham forex forum sa bi seekh sakty hen or trading main good money kama skaty hen .
                        • #13 Collapse

                          forex trading jo hay schoool collages me bhi shamil ke jaye tu best bat hy jc bank course hote hay forex me same forex bhi leairng ke jaye tu bohat best ho ga ta k school se hay log businss man ban kar collage me enter ho tu kafi profit wali bat ho ge pakistan k lye
                          • #14 Collapse

                            Ge han bilkul shamil karna chahiye us se faida ye hoga kay logon ko forex trading kay baray main pata chalay aur log forex trading kay baray main boht kuch seekhengay is liye course main shamil karna chahiye forex trading ko
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mere khiyaal main to aysa nahi hona chahiye q k aghr humary school main ye systum ho ga to is main to lehly hi koi limit nahi he na age ki or na hi aducation ki to sabhi apny study ko leave kr k i smain kaam krny lg jae ge or is se pakistan ka b loss ho ga or hmara b loss ho ga q k har koi is ko life time job nahi bna skta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X