forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy
    Aslam o alikum my dear friend forex hamein is mn utna earning dy sakta h jitny ham is mn kamana chaye kehnay ka matlab ye hy ky ham jitna ziada mehnat karty hn to pher hamein is mn profit ya earning bhi utna hi ziada hoty hy so hamein is mn mehnat karny chaye aur ziada sy ziada positien karny chaye jis sy ham is mn ziada sy ziada earning kar skaty hn aur loss kam sy kam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

    Forex mai ham buhut zyada earning kar saktay hain ham issko jitna zyada seekengai aur jitna zyada iss mai knowledge gain karaingay utna he behtar tatiqay say ham iss ko trade kar saakingay aur acha profit kama sakaingay hamai chaye ke iss mai mehnat kar kai iko seekai.
    • #3 Collapse

      Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

      Pakistan forex forum main earning hasil karna hamare mahnat per depand karta hey. Han ager ham Pakistan forex main zayda mahnat karin to ham ko earning bhi achi hasil ho ge is leay ham Pakistan forex main zayda se zayada mahnat karin our achi earning hasil karin.
      • #4 Collapse

        Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

        forex mein hamin unlimited earning dey sakta hy ager hamarey pas acha knowledge aur acha experince hy to forx hamari soch sey bhi ziada hamin earning deta hy bus ager hamin forex mein kamiyabi chahiy to first hamin learning ko strong bnana hoga tub hi ham iss mmein achi erning ker key iss mein kamiyabi hasil ker sakty hein.
        • #5 Collapse

          Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

          Mery bhi forex hamain utna hi dey ga jiski ham koshish karain ge mtlb hamain wahi Mily ga jitni ham mehnat karain ge jitna gur utna meetha is Lia agr AP kamyab hona chahty Hain to AP mehnat karny se na ghabrien balke mehnat ko apni azmat bnien aur taraki ki rah per chalain
          • #6 Collapse

            Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

            Assalam o alaikum, mery piary bhai jaan , m umeed kerta hoon k ap sab Allah kkaram se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k ap forex forum per utni ziada earning ker sakty hen jitni ap mehnat kerty hen !!!! is lia mehnat ziada se ziada kerni chahiye !!!!
            Malik Fiaz khokhar
            • #7 Collapse

              Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanshabir پيغام ديکھيے
              Aslam o alikum my dear friend forex hamein is mn utna earning dy sakta h jitny ham is mn kamana chaye kehnay ka matlab ye hy ky ham jitna ziada mehnat karty hn to pher hamein is mn profit ya earning bhi utna hi ziada hoty hy so hamein is mn mehnat karny chaye aur ziada sy ziada positien karny chaye jis sy ham is mn ziada sy ziada earning kar skaty hn aur loss kam sy kam
              Dear WO apke knowledge pe depend karta hai agar aapke pass Achcha knowledge hai to aap ismein Lakho bhi Kama sakte hain aur Agar aapke pass knowledge Nahin to aap ismein kabhi bhi Kam Nahin Sakte.
              :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
              • #8 Collapse

                Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

                Dear friend app naa akk sawal kia Haa kaa forex hama zaida saa zaida katane earning daa sakta haa forex app kee earning kee koi limits nhn app ess mn 1$ saa laa kar 5000 $taak earning kar sakta han app ess bhi zaida kar sakta han yaah app kaa pass account mn majood bonus par M inhsar haa arr dasora app kaa forex kaa bara mn knowledge arr experience jess saa teared saroo kar kaa usaa kasa kamyab banta han arr apna lia katane earning hassle kar sakta han
                • #9 Collapse

                  Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

                  walcome to instaforex bhai jaan forex hame itna kuch de sakta he jitna hum ne kabhe bi nahee socha hogaa aap chand dino ke andar malamaal ho sakte lakin shrat yahi he aap ko kuch mehnat karni pare gee
                  • #10 Collapse

                    Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

                    AOA Dear members! forex treading m ap jitni ziada mehnat kro gy ap ko utna he faida ho ga ye ap py depend krta hy k ap m mehnat ki kitni ability hy ap ziada mehnat kro gy to earing b acha kro gy r forex m kamyab b sirf mehnat krny waly .
                    • #11 Collapse

                      Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

                      Forex per jitna acha Kam kren gy jitna ziada time den gy forex ko forex hmen acha bonus de ga forex per earning koi fix Nai Hy is k lie hmen chaye keh hm mehnt kren Dil LGA KR mehnt kren ziada SE ziada r acha Kam krne k try kren to acha earning ho jay g
                      • #12 Collapse

                        Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

                        hanji jitna ziyada hum forex pe mehnat kren ge jitna acha hmara bonus aega hm utni earning kr sakty hy or hamen trade ka pta ho trade krna ata ho agar trade ki smjh nh tu hamen loss ho jae ga isliye hamen chahiye forex pe ziyada se ziyada mehnat kren or trade k bary me laerning or experience gain kren tbh hum achi earning kr sakty hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

                          Forex hamein zaida se ziada kitny dy skta hy ap ka sawal bhoht hi simple hy . ap ki jitna post hun ge utna bonus mile ga. aur wo post quality wali hun aur un pr thanks ziada se zaiada hain. ager ap bonus ziada lena chahte hain to post quality and limit ka khiyal krain.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

                            Asslam o Alaikum friends forex aik online business hy jas ki earning ka daromadar ap ki mahant or investment pay hita ap ki treading pay hita hy market ko achi tra analysis krny k bad earning hoti hy jatna zyda ap ki mahant higie zyda say zyda bonus hogay us hisab say ap ki invest zyda honi chye phr treading achi honi che tu ohr profit bhi buht zyda hasil hoga agr invest ni hy tu ohr jatna mahant bons uta earning profits hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex hamein ziada sy ziada kitny earning dy sakta hy

                              Ham is forex main unlimited earning kar sakte hain forex main earning ka koi limit nhi hota hain bus learning ki zaroorat hota hain aor agar hain is mein pahle ham ko forex trading sekhan chaiye apko is mein zada earning hasil kar na hai to apko is mein zada learning karna hoga ap is mein jitna bhi learning kar te hain apko is meinse utna hi earning hasil ho sakta hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X