Initial investment small amount main honi chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Initial investment small amount main honi chahiay
    Jab ham forex market main trade start ker rehy hon tou hamain small amount invest ker ky forex market main trade continue kerni chahiay jo up-to hundred dollars hon tou best hain ky is sy zyada amount invest kerna bara loss bhi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Initial investment small amount main honi chahiay

    g han dear and respected member apki bat to biklul thk hy jub hamin forex mein ziada acha knowledge na ho aur trading ka experince bhi na ho to hamin iss mein small invest key zariy profit bhi smaal hasil kerna chahiy aur hamin lot size bhi smaal lgana chahiy iss mein hamin starting mein kam profit lna chahiy aur oss sey khd ko mehfooz rakhna chahiy takeh exper trader bun ker aap mazeed bhi iss mein achi earning bhi ker sakin.
    • #3 Collapse

      Re: Initial investment small amount main honi chahiay

      Hello Dosto kaise hain aap ummid karta hun aap log khairiyat se Honge ji bilkul Ap ne theek kha initial stage par trader ko chahie ki vah Apne investment small size mein Rakhe Kyun k initial stage per Ek trader ke pass na to Achcha experience Hota Hai aur na hi maloomat jisse a loss hone ka Khatra Jyada Hota Hai
      :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
      • #4 Collapse

        Re: Initial investment small amount main honi chahiay

        G Han thek kaha apny k forex main kaam.karte hue initial base par choti lot size laga k investment karni chaye q k initial base par ager aap ziada investment karen gen to aap ko ziada loss hoskta hai isliye hamesha koshsih karen k small amount ki investment karen taa k apko kam sy kam loss ho.
        • #5 Collapse

          Re: Initial investment small amount main honi chahiay

          Forex ke market mn hmen investment hmeshaa small amount sy start krni chahye tahkh agr loss ho bh jata hy to ziada na ho r hmen trade ko smajhny klye ziada waqt mil jy .eslye forex mn small amount ke investment krni chahye .
          • #6 Collapse

            Re: Initial investment small amount main honi chahiay

            Ji haan biLkul agar inVestmEnt PaR Trading kaRni ho To HumEn koshish KaRni chaahiye k HamEshaa jo pehLi inVestmEnt ho WoH Kam hi kaRni chaahiye or koShish KaRni chaahiye k Jo Bhi Trade Lagaaen WoH Bhot Hi Kam Lott siZe Main lagaaen or KoShiSh KaRni chaahiye k Pehlay Achi Tarhaa Market ko Samjhen Or demo paR practiCe kaRen or sath main trade Bhi SoCh samajh KaR hi KaRen....
            • #7 Collapse

              Re: Initial investment small amount main honi chahiay

              my dear friend mere khiyal sy hamaien investment karny hi nhe chaye kun ky ager ham is mn pak forum per ik achy mehnat ky bad ik acha bonus kama ker trading karty hn to pher mere khiyal sy ham is mn kamayb hosakty n aur ik acha profit kama skaty so hamien chaye ky ham is mn ya to thora sy investment karien ya ham bonus kamien
              • #8 Collapse

                Re: Initial investment small amount main honi chahiay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
                Jab ham forex market main trade start ker rehy hon tou hamain small amount invest ker ky forex market main trade continue kerni chahiay jo up-to hundred dollars hon tou best hain ky is sy zyada amount invest kerna bara loss bhi ho sakta hai
                Agar koi trader Forex trading hi investing Karke kam karna chahta hai to usko Sambhal amount voice Karke Hi Kam karna chahie Kyunki Forex trading 1 risky business hai agar ismein big amount invest Karenge aur loss Ho Gaya to bahut nuksan ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Initial investment small amount main honi chahiay

                  G brother ap bikul thek keh rahya hain keh hamari forex mein investment kam se kam honi chahiay kyun keh start mein na hamra itna zayada experience hoga na hi hum trade lainy ke baray mein itna jantay hogy or na hi hum technical aur fundamental basics k baray mein jantay ho gay is trah hamara loss bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Initial investment small amount main honi chahiay

                    Aapki baat bilkul theek hai agar Hamen Forex trading business mein apni real Mein Nahin Koi Nawaz karna hai to starting Mein Hi Ek Big capital University karna aap bahut badi bevkufi band ho sakta hai small size mein investment karna Jyada Behtar Rahega
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Initial investment small amount main honi chahiay

                      Initially investment small honi chahe bilkul theek kaha apne. Step by step small investment se mehnat kr k zyada se zyada paisay kamayen.agr100 dollar hai to ap ak target set kren mene isko 500 mini karna hai tb insan sahi mehnat krta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X