hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?
    forex kabe be band na hony wala business hain ham is main apni mariz sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain agr hamy is main loss ho jaye to hamy tense nahi hona chahey balky hamy apni galtio ko improve kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?

    dear friends humin agr loss ho bhi jata hai to himat haarny ki bajay humin apny loss say sekhna chaye or uski wajha say himat nai harni chaye qk loss bhi hamry liye ak learning point hai par wo bhi unk liye jo sekhna chaty hain.
    Jazak ALLAH ツ
    • #3 Collapse

      Re: hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?

      g han bilkul ap ki bt thk hy agr hmain loss ho to hmain ghabrana nhi chahea balky himmat k sath loss bear krna chahea aur loss sy sekhna chahea lesson gain krna chahea apni mistakes ko improve krna chahea tb hi hm kamyab ho skty hn is lia trading mn loss aur profit hota rehta hy loss sy hmare analysis aur zeada strong hoti hn..
      • #4 Collapse

        Re: hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?

        G apne achi baat kahi Hy agr hmen loss ho jata Hy to hmen himat NH harni chaye blkh acha Kam krna chaye r mehnt krty rehna chaye forex per is trah hmen bonus mile ga forex k traf se loss ko bhool KR hi kaam kren gy to acha Kam hoga r acha earn bhi KR sken gy
        • #5 Collapse

          Re: hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?

          Apki bat bilkul sahi hai hame loss hone PR kabhi na-umeed nhi hona chahiye balke hame khush hona chahiye q k hame mazeed kuch seekhne ka mouqa mil raha hai or hm chahiye k hm mazeed mehnat Karen ta k he zyada kamyabi mile
          • #6 Collapse

            Re: hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?

            yes my dear friend ap bilkul thek kahy rahy hn hamein chaye k ham is mn jabh bhi loss ho to pher hamien is mn himat nhe harny chaye bil ky hamein is mn aur ziada mehnat sy kam karna chaye aur is mn kamayb hona chaye jis sy hamein is mn experince aur ziada hoga aur ham ik achy earning kar skaty hn
            • #7 Collapse

              Re: hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?

              ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy market ko achy sy samaj kar kam karna chahey agr ham is main tukky laga kar jald bazi main kam kary gy to hamy loss ho jaye ga lakin hamy tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham acha bonus hasil kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?

                G han ager hum ko loss ho jae tu himma nahi hamrne chaye balk hum ko chaye k hum loss sy kuch seekhen loss sy learn ker k hum loss ko khatam ker k prophit hasil ker sakty hian es liye loss sy tenshion na len.
                • #9 Collapse

                  Re: hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?

                  forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar derty hain to hamjy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hita forex aik online or kabe be band na hony wala busines hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakt hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: hamy loss hony par be himar nahi harni chahey ?

                    jab hamy loss ho jy to hamy hiamt sy or saber sy kam karn ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is maai agar bager learning ky kamk ary gy to hamy loss ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X