hamy loss kis waja sy hota hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamy loss kis waja sy hota hain ?
    forex main jab ham jald ameer hony ky lalach main emotional ho kar apni galtio ko ignore kar ky kam karty hain to hamy loss ho jata hain or hamara account be wash ho sakta hain lakin is main market ka koi blame nahi hota hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

    Is liye humein zyada loss hota hai kyun k humaray paas proper knowledge nhi hota aur na he experience hota hai ooper se humari demo account py achhi practice b nhi hoti aur na hum money management ka hisaab rakhtay hein
    • #3 Collapse

      Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

      My dear forex friend humy loss apni gltiyon ki waja s hota hy jab bhi hum glat trade lgatay haien or jlad bazi krty hy to is s acha khasa loss hota hy or bas oqat humra account bhi wash ho jata hy is liy mistakes ko improve krny k koshish karein or in ko na dohraien
      • #4 Collapse

        Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

        Assalam.o.alaikum aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai ke Hamare loss Karne Ki Sabse Badi vajah kya hoti hai

        Businessman loss Karne Ki Sabse Badi vajah yah hoti hai kya Hamen Forex ke bare mein
        $#@#i Khan
        • #5 Collapse

          Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

          Forex main loss ki waja yahi hai k hmare pass iski puri information nhi hoti or hm baghair knowledge k koi thread lagate hain ya lalach karte hain Jo k hme nhi karna chahiye baghair knowledge k to koi b kam karne se hame loss hi hoga
          • #6 Collapse

            Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

            hmain loss hmare apni mistakes ki wja sy hota hy hmare analysis ache nhi hotin aur hmara knowledge acha nahi hota aur hm over confident mn trade open kr daty hn aisa hargiz nhi krna chahea wrna hm hmasha loss krty hn hmain learning krnj chahea knowledge gain kr k proper analysis k bad trade open krni chahea.
            • #7 Collapse

              Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

              Hamain Forex trading main loss hamari apni mistakes ki wajah say hota hay jo ham Forex trading kay doran kartay hain en mistakes main say small account kay sath big lot size say trade open karna, big profit ka lalach karna emotions pay control na karana aor Forex ki learning complete na kar kay trading start karna shamil hain.
              • #8 Collapse

                Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

                Salam walekum Forex trading mein ziada loss hamen use waqt hota hai jab ham Lalachj karte Hain aur Forex trading ke bare mein jyada knowledge nahin aate fabrics trading mein Las se bachne ke liye ye jaruri hai hamen iske bare mein knowledge hona chahie jab hamen forex trading main nalage hoga tu to Ham nuksan se Bach sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

                  loss hone ke sab se bari wja ye hay ham mehnat nh krte interest na hone ke wja se tb bhe loss hota hy likn loss tu forum ka hisa to es parshan nh hona cheye bilke interest ko gain kryn or mehnat kryn loss aik din zror cover ho jye ga
                  • #10 Collapse

                    Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

                    boss apke bat thkl hy hamne jo loss hota hy os ke asal waja ye hy ke hum forex rolls ko falow nai karty .q keh forex ky rolls ky mutabik hum chalen gy tab he achi trah kamyabi hasil kar sake gy .jab tak hum forex rolls ko falow nai karen gy tab taak hamra kamyan hona na mumkin hy
                    • #11 Collapse

                      Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

                      Assalam o alekum mery piyary bhai apn bhot acha sawal kea k humim loss kis waja sy hota h forex m humary loss ki sub sy main waja experience ka na hona r lalach ki waja sy hum ghlat trade laga lety hain jis ki waja sy humin loss ka samana krna parta h humin chaye k hum apny emotional or ghaltio p control krty howy trade lgain ta k loss sy bacha ja skhy.
                      • #12 Collapse

                        Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

                        Asslam o alaikum forex main jab ham jald ameer hony ky lalach main emotional ho kar apni galtio ko ignore kar ky kam karty hain to hamy loss ho jata hain or hamara account be wash ho sakta hain lakin is main market ka koi blame nahi hota hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna or achi trah dimag ko use kr k.thanks
                        :1f60d: Dear 1 thanks to bnta hi :1f627:
                        • #13 Collapse

                          Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

                          assalam.o.alaikum
                          forex min lose ki 2 . 3 wjoohaaat hoti hen. 1st knowledge nahony ki wja sy . 2nd experience ki kmi ki wja sy. and 3rd forex min trading laalach min aakr jald bazimin kar dity hen jiss ki wja sy hemin lose hota hy. agr hmin forex min lose sy bcna hy to hmin trading k baary proper knowledge hasil krna hoga is sy ik achy trader ban skty hen.
                          • #14 Collapse

                            Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

                            G han ap ki baat bilkul thik hy min ap ki manta hon jb hum Pakistan pk forex min kaam krty hoy galtiyan karty hin aur ahut emotionally ho ho k galtiyan py galtiyan krty hin aur on galtiyan ko nazarandaz kr dety isi waja sy hamin Pakistan forex min kamyabi ki bajay nakami aur loos hota hy jb hum mhenat krny k bawJood bhi hjm apni gal6nahin daroot krin gy to hamin koi faida hasil nahin kr pain gy jiss sy hamin loss ka saman krn aprt ahy hami Pakistan forex min achy treeky aur Manuel treeky sy kaam krna chaiye jis haum bahut faida hsil jr ksin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hamy loss kis waja sy hota hain ?

                              Jaya bhai Janab bilkul theek hai kya Mila kaise vajah se hota hai main last uski wajah se hota hai isliye main chahie ki Ham is Samay lalach na Karen Agar Ham lalas Karenge To Ham loss ka Samna karna padega isliye main Hamesha mein jyada Se Jyada Karen utna Jyada Bhole Shankar

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X