Forex mein loss ki wajoohaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss ki wajoohaat
    Forex mein agr proper stop loss istimaal na Kia jaye ya market ko analyse kiye bina order lgaya jaye air wait na Kia jaye ya agr money management ka khyaal na Kia jaye aur barray lot istimaal kiye jayen aur lalach ki jaye to loss k chances boht zyada hoty hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein loss ki wajoohaat

    Forex mein loss ki Aap ko apni waja say hota hai aap forex ka rules follow nhai krtay tu aap ko loss ho jata hai or aap soch samaj Kar kaam nhai krtay mehnat nahi krtay tu aap ko loss ho jata hai aap jab jald bazi mein kaam krtay hai tu aap ko loss ho jata hai iss Lia aap ko jald bazi mein kaam nahi kray gay tu aap ko kamyabi ho gi or rules follow Kar ka kaam kray gay tu aap ko kamyabi hasal ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein loss ki wajoohaat

      dear forex mn wohi log nkam hoty hn jo learning ka bgair hi trade opn krty hn or unko kisi cheas ka pta ni hota ha to sub sa pehly learning krain knowledge gain demoaccount ki prectice krain jitna acha apka experience ho ga utna hi acha bounce mily ga or loss b ni ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein loss ki wajoohaat

        forex mein loss ke bhott sare wajah haiin jiss see mein see ak bjott he ziadaa jo haii k jum. bghairr seekhain yaa kaam experience k sath kaamkrnaa start kr detaii haiin hmain hmain hmesha sahee se seekh k.kaam krnaa chaiyaii daraa kaam mein jldbazii nhee krnee chaiyaii aur sakin se kaam krnaa chaiyaii.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein loss ki wajoohaat

          Ap ny bht achi bat pochi h loss ki bari wja trading knowledge ka na hona h trading knowledge k bgair jb hm trade krty hain to hmn loss hota h trading knowledge r experience ka hona bht zarori h is k elwa hmn mehnat sy trading ko full concidration sy krna chahay
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein loss ki wajoohaat

            Assalam.o.alaikum g ap ny boht hi acha sawal kia hay ...Forex main loss ki boht sari wajohat Hain...hmary pass acha knowledge or experience na ho to hum loss main ja sakty Hain...trading k hawaly say acha knowledge na ho to tab b hmain loss ho sakta hay...galat thread or post karain gay to hmari thread or post Delete ho jain gi tab b hmain loss hota...
            $#@#i Khan
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein loss ki wajoohaat

              Assalam o aalaikum g han friends ap ki baat bilkul thik hy Pakistan forex min loss bahi hamrai apni galti ki wJa sy hota hy jb hum Pakistan forex ka rules ko follow up nahin krin gy to os soorat min hamin loss ho sakta hy hum loog soch samjh kr kaam nahin krty aur ziyada sy ziyada mehnat nahim.krty isi waja sy Pakistan pk forex min min looss hota hota hy hum jb bhi jaldbazi min kaam kari gy tb bhi hamin loss hta hy hamin jitna ho saky pkistan pk forex ka rules ko follow up krin jis hum loss sy bach sakin
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein loss ki wajoohaat

                Bhai main apki baat se agree krta hon forex trading mein loss hony ki boht si reasons hein jis mein kuch market ki waja se hota hai mtlb news effect krti hein lekin aksar loss traders apni mistakes aur lalach ki waja se krty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein loss ki wajoohaat

                  Asalamu Alaikum. Forex trading main sub say zayda loss ki waja jaldzbazi, lalach or baysabari hain in teeno ki waja say forex mai kamiyab nahi hot skty hain learning mai in teno par control karna bhi sehkna chaye taky ye kamiyabi k rasty nahi aye agr forex ki full knowledge hain or ye sub bhi hain hum m to forex humay liay 2,3 din k liay hain bus
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein loss ki wajoohaat

                    Dear forex main ap na bahot ache bat ki hai forex main loss hony ki wajhoat yeh k hum forex main rules ka khiyal ni karty or or apna kaam waqt pa ni karty is lia hamara account loss ho jata hai forex main hamy limet sy zida kaam ni krna chahye forex main hum 50 sy zahid posts or 4 thread k aleva or koch ni kr sakty agr hum in sy zida thread or posts krin ga tu hamara account loss ho sakta hai is lia hamy chahye k hum menhat or khiyal sy kaam krin takhy hamy kamyabi haskl ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein loss ki wajoohaat

                      Dear mrmber humy forex main jb loss hota hai to wo humare apni hee mistake ki waja sy he hota hai hum koi b asee mistake kr daty hai jos ki waja sy humy losssss ho jata hota he humy loss pr kabo pany k lya apni mistake pr kaboo panna ho ga phr losss kbi nhi hota humara.
                      First LEARN Then You Can Remove The "L"
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein loss ki wajoohaat

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Tahir پيغام ديکھيے
                        Forex mein agr proper stop loss istimaal na Kia jaye ya market ko analyse kiye bina order lgaya jaye air wait na Kia jaye ya agr money management ka khyaal na Kia jaye aur barray lot istimaal kiye jayen aur lalach ki jaye to loss k chances boht zyada hoty hein
                        Forex trading Mein loss a bahut Sare reasons ho sakte hain Jab brothers Bina knowledge or experience ke Forex trading Mein kam start kar dete Hain To unko trading Karke loss hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein loss ki wajoohaat

                          G bro lost ki 1 sub sa bra wja knowledge ki kami or dursri brai waja practice k na hona hmy demo itna practice krni chai k hm jo b trade ligia profit ma band ho jaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein loss ki wajoohaat

                            Forex mein loss ki wajohaat bohat hain jis me stop loss or take profit ko set na krna or dosri wajah trade begair soch samjh k karna knowledge k begair .strategy etc na dekhna k market ab kis tarf ja rhi hai jis ki wajah se loss uthana parta hai or jald bazi me b jo sabar ni krte wo b mostly loss uthaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein loss ki wajoohaat

                              Aoa hope all fine i think ghair zimadarana kaam se hi loss hoga agr mehnat kre gy to loss nhi hoga non serious result loss

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X