Take profit istamal na krna k nuqsan?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit istamal na krna k nuqsan?
    Dear members ager ham apny order mn take profit ka istamal ni krty tu as ka nuqsan bahut ziada hota Hai Baz time jesy kuch din phly Saudia k oil tankers py attack hoa Tha aor crude oil weekend k Doran he bahut ziada up move kr Gia yani 55py market close Hoi thi Lakin Monday ko 63 py open Hoi thi aor is k bad market phr down aa gae as ki vjha sy jo order bagair take profit k place key gay thy un ko bahut ziada profit na mil suka as liay Baz time market aik side py ja k foran wapis aa jati Hai as liay zarur apny order mn take profit place kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

    Forex mein hum ko Take profit use karna chaiy agar hum take profit use nahi kray gay tu hum ko zayida loss ho sakta hai iss Lia agar hum take profit use krtay hai tu hum ko kamyabi ho sakti hai agar take profit use nahi krtay tu aap ko nakaami ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

      Take profit use na krna bewakofi hai kionkwaksar trade profit mein any k bad tp ko hit krti hai aur tp set na hony ki waja se loss mein convert ho jati hai jiska traders ko boht loss hota hai bad mein pachtawa rehta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

        dear jo forex business main professional traders hain wo aisi mistakes kabhi bhi nai krtay hain aur jin k pass is markeet ka kuch knowledge nai hay wo lalchi hotay hain aur lalach hamesha kabhi kisi problem ko solve nai honay daita hay is liye better yahi hay k ham lose say bachain aur completly take profit aur stoplose say kaam krnay ko apna targets banain jis say hamko jo kuch earn hoga wo knowledge aur experience say hoga aur ham har trade k badlay success hotay jayengay.
        • #5 Collapse

          Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

          Asalamu Alaikum. Gee nahi take profit or stop loss use karna bhut zayda beneficial hota hain ek limit or ap ko management k according loss profit ap hasil kar skty hain is liay take profit use karna chaye is say koe nuksan nahi hota.
          • #6 Collapse

            Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

            hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar take profit ko laga kar is main kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

              hamy exper ho kar market main enter hona chahey hamy take profiit ko use kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain yai aikaam job kin nnisbat boaht hi acha business hain hamy achi learning haisl kar ky is main kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain is main hamara koi boss nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

                Bhaoi hum ko chaye k hu take ptophit zaroor lagayen tke prophit k bageeer hum prophit hasil nahi ker sakty hain.ager take prophit lagayen tu ache proprhit main trade auto close ho jae ge.ager take prophit nahi hoga tu hamre trade priophit sy los man chale jae ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

                  forex aik international business hain ham is main trading karty hain hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar take profit ko laga kar is main trade open karni chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus earn kar ky market main run kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

                    hamy take profit ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forx aik acha busines hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

                      Dear brother ye lazmi nai hy k ap take profit lagaeun.agr ap k pas wqt hy wo sub kuch hy jo trading k leay zarori hota hy.tu ap take profit na lagaein ur apni trade pe nzr rakhein jb wo acha profit dy rahi ho tu tb close kr dein.take profit jb lagaty hain tu hum befikr ho jatay hain k kgud hi close ho jaey gi.hi skta hy jis profit pe ap ne take profit set kia hy wahan tk trade jaey hi na.ya ap ne 1 $ pe TP set kia ur trade ne 4 $ profit dena tha tu TP 1$pe honay ki waja sy close ho jaey gi.lehaza TP ur SL tb use krrin jb ap k pas internet.sevice ,wqt na ho charging khatam honay wali ho tb use krrein.thanks
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit istamal na krna k nuqsan?

                        G sahi kaha ap ne ager hum take profit ko set nahi karain gain apni trade open rakhain then humain loss hoga. Forex main apko apni trade jab be open karni hia tu ap uska stop loss aur take profit set karain apna analysis se support aur resistance k hisaab se apna stop loss aur take profit laga dain. pher us take profit aur stop loss ko move mat karian jahn per hai market ko hit karne dain. is se ap ka emotions aur greed dono control main rahain gain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X